ADVERTISEMENT

मदीने के आक़ा मदीने के सरवर | दुरूद आप पर हो सलाम आप पर हो / Madine Ke Aaqa Madine Ke Sarwar | Durood Aap Par Ho Salam Aap Par Ho

मदीने के आक़ा, मदीने के सरवर !
दुरूद आप पर हो, सलाम आप पर हो

'अरब के मकीनों को इंसाँ बनाया
सबक़ आदमिय्यत का उन को सिखाया
दिया दर्स-ए-तौहीद क़िस्मत जगा कर
दुरूद आप पर हो, सलाम आप पर हो

मदीने के आक़ा, मदीने के सरवर !
दुरूद आप पर हो, सलाम आप पर हो

इस उम्मत की ख़ातिर एक दिन न सोए
इस उम्मत की ख़ातिर शब-ओ-रोज़ रोए
इस उम्मत पे, आक़ा ! करम है तुम्हारा
दुरूद आप पर हो, सलाम आप पर हो

मदीने के आक़ा, मदीने के सरवर !
दुरूद आप पर हो, सलाम आप पर हो

जफ़ाओं के बदले वफ़ाएँ तुम्हारी
सितमगर के हक़ में दु'आएँ तुम्हारी
'अजब सब्र का 'आलम अल्लाहु अकबर
दुरूद आप पर हो, सलाम आप पर हो

मदीने के आक़ा, मदीने के सरवर !
दुरूद आप पर हो, सलाम आप पर हो


ना'त-ख़्वाँ:
मुहम्मद नबील





madine ke aaqa, madine ke sarwar !
durood aap par ho, salaam aap par ho

'arab ke makeeno.n ko insaa.n banaaya
sabaq aadmiyyat ka un ko sikhaaya
diya dars-e-tauheed qismat jaga kar
durood aap par ho, salaam aap par ho

madine ke aaqa, madine ke sarwar !
durood aap par ho, salaam aap par ho

is ummat ki KHaatir ek din na soe
is ummat ki KHaatir shab-o-roz roe
is ummat pe, aaqa ! karam hai tumhaara
durood aap par ho, salaam aap par ho

madine ke aaqa, madine ke sarwar !
durood aap par ho, salaam aap par ho

jafaao.n ke badle wafaae.n tumhaari
sitamgar ke haq me.n du'aae.n tumhaari
'ajab sabr ka 'aalam allahu akbar
durood aap par ho, salaam aap par ho

madine ke aaqa, madine ke sarwar !
durood aap par ho, salaam aap par ho


Naat-Khwaan:
Mohammed Nabeel

Comments

Most Popular

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

पुकारो या रसूलल्लाह | तुम भी कर के उन का चर्चा अपने दिल चमकाओ / Pukaro Ya Rasoolallah | Pukaro Ya Rasool Allah | Tum Bhi Kar Ke Unka Charcha Apne Dil Chamkao

चमक तुझ से पाते हैं सब पाने वाले | मेरा दिल भी चमका दे चमकाने वाले / Chamak Tujh Se Pate Hain Sab Pane Wale | Mera Dil Bhi Chamka De Chamkane Wale

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

उन की महक ने दिल के ग़ुंचे खिला दिये हैं / Un Ki Mahak Ne Dil Ke Gunche Khila Diye Hain

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

जश्न-ए-आमद-ए-रसूल अल्लाह ही अल्लाह | बीबी आमिना के फूल अल्लाह ही अल्लाह / Jashn-e-Amad-e-Rasool Allah Hi Allah | Bibi Amina Ke Phool Allah Hi Allah

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai