तमन्ना दिल की है अब तो दियार-ए-मुस्तफ़ा देखूँ | मदीने का शहर देखूँ मदीने की फ़िज़ा देखूँ / Tamanna Dil Ki Hai Ab To Diyar-e-Mustafa Dekhun | Madine Ka Shahar Dekhun Madine Ki Fiza Dekhun

सोज़-ए-दिल चाहिए, चश्म-ए-नम चाहिए
जीने को अब मुझे बस हरम चाहिए

प्यास बुझती नहीं, दिल सँभलता नहीं
जाम-ए-ग़म का ये बादल सिमटता नहीं

दूरियाँ ख़त्म होंगी ये कब, या ख़ुदा !
सफ़र तयबा का हो मेरा अब, या ख़ुदा !

देख लूँ मैं नबी का वो शहर-ओ-चमन
ले के कब से मैं बैठा हूँ दिल में लगन

ख़्वाहिश-ए-नफ़्स पूरी हो जाए मेरी
दूर अब, या ख़ुदा ! दिल की हो अँधेरी

तमन्ना दिल की है अब तो दियार-ए-मुस्तफ़ा देखूँ
मदीने का शहर देखूँ, मदीने की फ़िज़ा देखूँ

जहाँ पर नूर की बारिश, मलाइक का बसेरा है
जहाँ पुर-नूर है मंज़र, हर एक पल में सवेरा है
जहाँ पर ने'मतों की आसमानों से रवानी है
वहाँ जा कर मैं आँखों से नवाज़िश बे-बहा देखूँ

तमन्ना दिल की है अब तो दियार-ए-मुस्तफ़ा देखूँ
मदीने का शहर देखूँ, मदीने की फ़िज़ा देखूँ

मु'अत्तर है फ़ज़ा-ए-चार-सू रहमत की बारिश है
दु'आ मंज़ूर हो, पूरी जहाँ हर एक ख़्वाहिश है
वो जिस शहर-ए-मोहब्बत में मेरे आक़ा की बस्ती है
पहुँच कर उस मुक़द्दस शहर की आब-ओ-हवा देखूँ

तमन्ना दिल की है अब तो दियार-ए-मुस्तफ़ा देखूँ
मदीने का शहर देखूँ, मदीने की फ़िज़ा देखूँ

मुक़द्दर का सितारा अब मदीने पाक ले जाए
मेरी तक़दीर में बतहा की बस्ती को लिखा जाए
दु'आ-ओ-'अर्ज़ है, या रब ! मुझे ले चल मदीने में
तड़प है, जल्द इस चाहत को मैं पूरा हुआ देखूँ

तमन्ना दिल की है अब तो दियार-ए-मुस्तफ़ा देखूँ
मदीने का शहर देखूँ, मदीने की फ़िज़ा देखूँ

जनम से चाहतें दिल की जुड़ीं उन के मदीने से
मोहब्बत शहर-ए-आक़ा की बसा रक्खी है सीने में
न बस्ती है कोई ऐसी, न कोई शहर ऐसा है
मैं दुनिया भर के शहरों से शहर जा कर जुदा देखूँ

तमन्ना दिल की है अब तो दियार-ए-मुस्तफ़ा देखूँ
मदीने का शहर देखूँ, मदीने की फ़िज़ा देखूँ


शायर:
ज़हीर उस्मानी

ना'त-ख़्वाँ:
ज़हीर उस्मानी





soz-e-dil chaahiye, chashm-e-nam chaahiye
jeene ko ab mujhe bas haram chaahiye

pyaas bujhti nahi.n, dil sambhalta nahi.n
jaam-e-Gam ka ye baadal simaT.ta nahi.n

dooriyaa.n KHatm hongi ye kab, ya KHuda !
safar tayba ka ho mera ab, ya KHuda !

dekh lu.n mai.n nabi ka wo shehr-o-chaman
le ke kab se mai.n baiTha hu.n dil me.n lagan

KHwaahish-e-nafs poori ho jaae meri
door ab, ya KHuda ! dil ki ho andheri

tamanna dil ki hai ab to diyaar-e-mustafa dekhu.n
madine ka shahar dekhu.n, madine ki fiza dekhu.n

jahaa.n par noor ki baarish, malaaik ka basera hai
jahaa.n pur-noor hai manzar, har ek pal me.n sawera hai
jahaa.n par ne'mato.n ki aasmaano.n se rawaani hai
wahaa.n ja kar mai.n aankho.n se nawaazish be-baha dekhu.n

tamanna dil ki hai ab to diyaar-e-mustafa dekhu.n
madine ka shahar dekhu.n, madine ki fiza dekhu.n

mu'attar hai faza-e-chaar-soo rahmat ki baarish hai
du'aa manzoor ho, poori jahaa.n har ek KHwaahish hai
wo jis shehr-e-mohabbat me.n mere aaqa ki basti hai
pahunch kar us muqaddas shahar ki aab-o-hawa dekhu.n

tamanna dil ki hai ab to diyaar-e-mustafa dekhu.n
madine ka shahar dekhu.n, madine ki fiza dekhu.n

muqaddar ka sitaara ab madine paak le jaae
meri taqdeer me.n bat.ha ki basti ko likha jaae
du'aa-o-'arz hai, ya rab ! mujhe le chal madine me.n
ta.Dap hai, jald is chaahat ko mai.n poora huaa dekhu.n

tamanna dil ki hai ab to diyaar-e-mustafa dekhu.n
madine ka shahar dekhu.n, madine ki fiza dekhu.n

janam se chahte.n dil ki ju.Di un ke madine se
mohabbat shehr-e-aaqa ki basa rakkhi hai seene me.n
na basti hai koi aisi, na koi shahar aisa hai
mai.n duniya bhar ke shehro.n se shahar ja kar juda dekhu.n

tamanna dil ki hai ab to diyaar-e-mustafa dekhu.n
madine ka shahar dekhu.n, madine ki fiza dekhu.n


Poet:
Zaheer Usmani

Naat-Khwaan:
Zaheer Usmani
Madine Ki Fiza Dekhun Lyrics in English | Tamanna Dil Ki Hai Ab To Diyar e Mustafa Dekhun Lyrics in Hindi | Madine Ka Shehar Dekhun Madine Ki Fiza Dekhun Lyrics in Hindi | faza dekhu dekhoon dayar dayare diyare | 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2025 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |

Comments

Most Popular

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

मुस्तफ़ा, जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम (मुख़्तसर) / Mustafa, Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam (Short)

मीराँ वलियों के इमाम / Meeran Waliyon Ke Imam

सरकार-ए-ग़ौस-ए-आज़म नज़र-ए-करम ख़ुदारा / Sarkar-e-Ghaus-e-Azam Nazar-e-Karam Khudara

इमदाद कुन इमदाद कुन या ग़ौस-ए-आज़म दस्तगीर / Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghaus-e-Azam Dastagir | Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghous-e-Azam Dastagir

फ़ासलों को ख़ुदारा मिटा दो | जालियों पर निगाहें जमी हैं / Faslon Ko Khudara Mita Do | Jaliyon Par Nigahen Jami Hain