छाप तिलक सब छीनी रे मोसे नैनाँ मिलाय के / Chhaap Tilak Sab Chheeni Re Mose Nainaan Milaay Ke
तन मन धन बाजी लागी रे
धन धन मोरे भाग बाजी लागी रे
लागी लागी सब कहें, लागी लगी न अंग
लागी तो जब जानिए, जब रहे गुरू के संग
ख़ुसरौ ! रैन सुहाग की जागी पी के संग
तन मेरो, मन पीउ को, दोउ भए एक रंग
ख़ुसरौ ! बाजी प्रेम की मैं खेलूँ पी के संग
जीत गयी तो पिया मोरे, हारी पी के संग
छाप तिलक सब छीनी रे मोसे नैनाँ मिलाय के
बात अगम कह दीन्हीं रे मोसे नैनाँ मिलाय के
बल-बल जाऊँ मैं तोरे रंग-रेजवा
अपनी सी रंग दीन्हीं रे मोसे नैनाँ मिलाय के
प्रेम-भटी का मदवा पिलाय के
मतवारी कर दीन्हीं रे मोसे नैनाँ मिलाय के
गोरी गोरी बइयाँ, हरी हरी चूड़ियाँ
बइयाँ पकड़ हर लीन्हीं रे मोसे नैनाँ मिलाय के
ख़ुसरौ ! निजाम के बल-बल जइए
मोहे सुहागन कीन्हीं रे मोसे नैनाँ मिलाय के
शायर:
अमीर ख़ुसरौ
ना'त-ख़्वाँ:
फरीद अयाज़
ओवैस रज़ा क़ादरी
डॉ. निसार अहमद मार्फ़ानी

tan man dhan baaji laagi re
dhan dhan more bhaag baaji laagi re
laagi laagi sab kahe.n, laagi lagi na ang
laagi to jab jaaniye, jab rahe guru ke sang
KHusrau ! rain suhaag ki jaagi pee ke sang
tan mero, man peeu ko, dou bhae ek rang
KHusrau ! baaji prem ki mai.n khelu.n pee ke sang
jeet gayi to piya more, haari pee ke sang
chhaap tilak sab chheeni re mose nainaa.n milaay ke
baat agam kah deenhi.n re mose nainaa.n milaay ke
bal-bal jaau.n mai.n tore rang-rejwa
apni si rang deenhi.n re mose nainaa.n milaay ke
prem-bhaTi ka madwa pilaay ke
matwaari kar deenhi.n re mose nainaa.n milaay ke
gori gori baiyaa.n, hari hari chu.Diyaa.n
baiyaa.n paka.D har leenhi.n re mose nainaa.n milaay ke
KHusrau ! nijaam ke bal-bal jaiye
mohe suhaagan keenhi.n mose nainaa.n milaay ke
Poet:
Ameer Khusrau
Naat-Khwaan:
Farid Ayaz
Owais Raza Qadri
Dr. Nisar Ahmad Marfani

Chhap Tilak Sab Chheeni Lyrics in Hindi, Chaap Tilak Sab Cheeni Lyrics, Mose Naina Milaike Lyrics, Mose Naina Milaike Lyrics in Hindi, Ameer Khusrau chhaap chap chaap chhini chini chiinii mo se nainan nainaa nainaan nayna naynaa naynaan milai ke milayke milaaike milaayke milay ke milaai nijam ke bal bal jaiye mila ke
lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui,
नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में,
नात हिंदी में लिखी हुई,
नात शरीफ की किताब हिंदी में,
आला हजरत की नात शरीफ lyrics,
हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman
Comments
Post a Comment