सू-ए-तयबा ये समझ कर हैं ज़माने जाते | ये वो रौज़ा है जहाँ दिल नहीं तोड़े जाते / Soo-e-Taiba Ye Samajh Kar Hai Zamane Jate | Ye Wo Roza Hai Jahan Dil Nahin Tode Jate

सू-ए-तयबा ये समझ कर हैं ज़माने जाते
ये वो रौज़ा है जहाँ दिल नहीं तोड़े जाते

ये है आक़ा की 'इनायत, वो करम करते हैं
वर्ना हम जैसे कहाँ दर पे बुलाए जाते

भूल जाते थे सहाबा ग़म-ओ-आलाम अपने
देख लेते थे जो सरकार को आते जाते

रुत्बे सरकार के क्या ख़ल्क़ से जाने जाते
सब पे असरार-ए-इलाही नहीं खोले जाते

नूर की हद में फ़क़त नूर ही जा सकता है
सिर्फ़ अगर होते बशर 'अर्श पे कैसे जाते ?

जिस्म के साथ उठाए गए जब कि 'ईसा
नूर-ए-कामिल क्यूँ न शब-ए-अस्रा बदन से जाते

चश्म-ए-बातिन से मदीने के नज़ारे देखो
सिर्फ़ आँखों से ये मंज़र नहीं देखे जाते


ना'त-ख़्वाँ:
असद रज़ा अत्तारी
हाफ़िज़ डॉ. निसार अहमद मार्फ़ानी
मुहम्मद अफ़ज़ल नोशाही





soo-e-tayba ye samajh kar hai.n zamaane jaate
ye wo rauza hai jahaa.n dil nahi.n to.De jaate

ye hai aaqa ki 'inaayat, wo karam karte hai.n
warna ham jaise kahaa.n dar pe bulaae jaate

bhool jaate the sahaaba Gam-o-aalaam apne
dekh lete the jo sarkaar ko aate jaate

rutbe sarkaar ke kya KHalq se jaane jaate
sab pe asraar-e-ilaahi nahi.n khole jaate

noor ki had me.n faqat noor hi jaa sakta hai
sirf agar hote bashar 'arsh pe kaise jaate ?

jism ke saath uThaae gae jab ki 'isa
noor-e-kaamil kyu.n na shab-e-asra badan se jaate

chashm-e-baatin se madine ke nazaare dekho
sirf aankho.n se ye manzar nahi.n dekhe jaate


Naat-Khwaan:
Asad Raza Attari
Hafiz Dr. Nisar Ahmed Marfani
Muhammad Afzal Noshahi
Ye Wo Roza Hai Jahan Dil Nahi Tode Jate Lyrics | Sue Taiba Ye Samajh Kar Naat Lyrics in Hindi | Ye Wo Roza Hai Jahan Dil Nahi Tode Jate Lyrics Hindi | yeh woh jahaan jaha tore jaate suye sooye sooe soe samaj | lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2024

Comments

Most Popular

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain (All Versions)

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

मेरा बादशाह हुसैन है | ऐसा बादशाह हुसैन है / Mera Baadshaah Husain Hai | Aisa Baadshaah Husain Hai

हम हुसैन वाले हैं / Hum Hussain Wale Hain

हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर उन की तस्वीर सीने में मौजूद है | उन का जल्वा तो सीने में मौजूद है / Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar Unki Tasweer Seene Mein Maujood Hai | Un Ka Jalwa To Seene Mein Maujood Hai

अल्लाह की रज़ा है मोहब्बत हुसैन की | या हुसैन इब्न-ए-अली / Allah Ki Raza Hai Mohabbat Hussain Ki | Ya Hussain Ibne Ali

कर्बला के जाँ-निसारों को सलाम / Karbala Ke Jaan-nisaron Ko Salam

हुसैन आज सर को कटाने चले हैं / Husain Aaj Sar Ko Katane Chale Hain