मेरे दिल की सतह पर है क़दम ज़हरा के बच्चों का | मेरे दिल की जमीं पर है क़दम ज़हरा के बच्चों का / Mere Dil Ki Satah Par Hai Qadam Zahra Ke Bachchon Ka | Mere Dil Ki Zameen Par Hai Qadam Zahra Ke Bachchon Ka

मेरे दिल की सतह पर है क़दम ज़हरा के बच्चों का
मेरी नस्लों पे है दस्त-ए-करम ज़हरा के बच्चों का

मेरे दिल की जमीं पर है क़दम ज़हरा के बच्चों का
मेरी नस्लों पे है दस्त-ए-करम ज़हरा के बच्चों का

ज़माने का कोई भी रंज उसे रुस्वा नहीं करता
सुकूनत पा ले जिस सीने में ग़म ज़हरा के बच्चों का

हज़ारों कोशिशें कर ली ज़माने ने झुकाने की
मुझे झुकने नहीं देता भरम ज़हरा के बच्चों का

नबी के दीन की ख़ातिर किए क़ुर्बां बहत्तर सर
भुलाएँ किस तरह एहसान हम ज़हरा के बच्चों का

हज़ारो दीदा-वर सदक़े ज़मीन-ए-कर्बला तुझ पर
तेरी नज़रों ने देखा है 'अज़म ज़हरा के बच्चों का

ख़ुदा के फ़ज़्ल से इज़्न-ए-ज़ियारत का शरफ़ पाया
ज़हे-क़िस्मत मैं देख आया हरम ज़हरा के बच्चों का

गुलिस्तान-ए-पयंबर का हर इक गुल है गुल-ए-तनवीर
मुमासिल ही नहीं, रब की क़सम ! ज़हरा के बच्चों का


शायर:
तनवीर चिश्ती

नात-ख़्वाँ:
मीलाद रज़ा क़ादरी
हाफ़िज़ अहसन क़ादरी
हाफ़िज़ ग़ुलाम मुस्तफ़ा क़ादरी
ज़ोहैब अशरफ़ी





mere dil ki satah par hai qadam zahra ke bachcho.n ka
meri naslo.n pe hai dast-e-karam zahra ke bachcho.n ka

mere dil ki zamee.n par hai qadam zahra ke bachcho.n ka
meri naslo.n pe hai dast-e-karam zahra ke bachcho.n ka

zamaane ka koi bhi ranj use ruswa nahi.n karta
sukoonat paa le jis seene me.n Gam zahra ke bachcho.n ka

hazaaro.n koshishe.n kar li zamaane ne jhukaane ki
mujhe jhukne nahi.n deta bharam zahra ke bachcho.n ka

nabi ke deen ki KHaatir kiye qurbaa.n bahattar sar
bhulaae.n kis tarah ehsaan ham zahra ke bachcho.n ka

hazaaro deeda-war sadqe zameen-e-karbala tujh par
teri nazro.n ne dekha hai 'azam zahra ke bachcho.n ka

KHuda ke fazl se izn-e-ziyaarat ka sharaf paaya
zahe-qismat mai.n dekh aaya haram zahra ke bachcho.n ka

gulistaan-e-payambar ka har ik gul hai gul-e-tanweer
mumaasil hi nahi.n, rab ki qasam ! zahra ke bachcho.n ka


Poet:
Tanweer Chishti

Naat-Khwaan:

Milad Raza Qadri
Hafiz Ahsan Qadri
Hafiz Ghulam Mustafa Qadri
Zohaib Ashrafi
Mere Dil Ki Zameen Par Hai Lyrics in Hindi, Mere Dil Ki Zameen Par Hai Qadam Zahra Ke Bachchon Ka Lyrics, Mere Dil Ki Satah Par Hai Naat Lyrics dilki zami zamee zamin pe he kadam zahara baccho bachcho bacho bachon sath sat.h lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई, नात शरीफ की किताब हिंदी में, आला हजरत की नात शरीफ lyrics, हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman

Comments

Post a Comment

Most Popular

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain (All Versions)

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al-Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर उन की तस्वीर सीने में मौजूद है | उन का जल्वा तो सीने में मौजूद है / Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar Unki Tasweer Seene Mein Maujood Hai | Un Ka Jalwa To Seene Mein Maujood Hai

फ़ज़्ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना | मदनी सेहरा / Fazl-e-Rabb-e-Pak Se Beta Mera Dulha Bana | Madani Wedding Sehra

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

मुस्तफ़ा, जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम (मुख़्तसर) / Mustafa, Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam (Short)

हो करम सरकार अब तो हो गए ग़म बे-शुमार / Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Gham Beshumar