ग़रीब आए हैं दर पर तेरे ग़रीब-नवाज़ / Ghareeb Aae Hain Dar Par Tere Ghareeb-Nawaaz

ग़रीब आए हैं दर पर तेरे, ग़रीब-नवाज़ !
करो ग़रीब-नवाज़ी, मेरे ग़रीब-नवाज़ !

तुम्हारे दर की करामत ये बारहा देखी
ग़रीब आए हैं और हो गए ग़रीब-नवाज़

लगा के आस बड़ी दूर से मैं आया हूँ
मुसाफ़िरों पे करम कीजिए, ग़रीब-नवाज़ !

तुम्हारी ज़ात से मेरा बड़ा त'अल्लुक़ है
कि मैं ग़रीब बड़ा, तुम बड़े ग़रीब-नवाज़

न मुझ सा कोई गदा है, न तुम सा कोई करीम
न दर से उठूँगा बे कुछ लिए, ग़रीब-नवाज़ !

हुज़ूर अशरफ़-ए-सिमनाँ के नाम का सदक़ा
हमारी झोली को भर दीजिए, ग़रीब-नवाज़

ज़माने भर से मुझे कर दिया ग़नी, सय्यद !
मैं सदक़े जाऊँ तेरी जोग के, ग़रीब-नवाज़ !


शायर:
मुहद्दिस-ए-आ'ज़म-ए-हिन्द

ना'त-ख़्वाँ:
सय्यिद अब्दुल क़ादिर क़ादरी





Gareeb aae hai.n dar par tere, Gareeb-nawaaz !
karo Gareeb-nawaazi, mere Gareeb-nawaaz !

tumhaare dar ki karaamat ye baarha dekhi
Gareeb aae hai.n aur ho gae Gareeb-nawaaz

lagaa ke aas ba.Di door se mai.n aaya hu.n
musaafiro.n pe karam kijiye, Gareeb-nawaaz !

tumhaari zaat se mera ba.Da ta'alluq hai
ki mai.n Gareeb ba.Da, tum ba.De Gareeb-nawaaz

na mujh sa koi gada hai, na tum sa koi kareem
na dar se uThunga be kuchh liye, Gareeb-nawaaz !

huzoor ashraf-e-simnaa.n ke naam ka sadqa
hamaari jholi ko bhar dijiye, Gareeb-nawaaz !

zamaane bhar se mujhe kar diya Gani, Sayyad !
mai.n sadqe jaau.n teri jog ke, Gareeb-nawaaz !


Poet:
Muhaddis-e-Aa'zam-e-Hind

Naat-Khwaan:
Sayyid Abdul Qadir Qadri
Gareeb Aaye Hain Dar Par Tere Gareeb Nawaz Lyrics, Gareeb Aae Hain Dar Par Tere Gareeb Nawaz Lyrics in Hindi Gareeb Aaye Hai Dar Par Tere Gareeb Nawaz Garib Gharib Ghareeb He Ha Hei hein pe Ghareeb-Nawaaz Gharib-nawaz Gareeb-Nawaaz Garib-Nawaz lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई, नात शरीफ की किताब हिंदी में, आला हजरत की नात शरीफ lyrics, हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman

Comments

  1. subhan Allah is kalam ko lyrics kisi ne kiya ap ka Mobile number send karo hazrat

    ReplyDelete
  2. Allah syed abdul qadir al qadri sahab ko salamat rakhe

    ReplyDelete

Post a Comment

Most Popular

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain (All Versions)

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al-Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer

हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर उन की तस्वीर सीने में मौजूद है | उन का जल्वा तो सीने में मौजूद है / Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar Unki Tasweer Seene Mein Maujood Hai | Un Ka Jalwa To Seene Mein Maujood Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

मुस्तफ़ा, जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम (मुख़्तसर) / Mustafa, Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam (Short)

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

हो करम सरकार अब तो हो गए ग़म बे-शुमार / Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Gham Beshumar

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)