ADVERTISEMENT

रोज़ी ख़ुदा ने दी है, खिलाते हैं मुस्तफ़ा / Rozi Khuda Ne Di Hai, Khilaate Hain Mustafa

रोज़ी ख़ुदा ने दी है, खिलाते हैं मुस्तफ़ा
दुनिया है ये ख़ुदा की, चलाते हैं मुस्तफ़ा

कितने अमीर हो के भी तयबा न जा सके
जाते वही हैं जिन को बुलाते हैं मुस्तफ़ा

पढ़ कर दुरूद रात में सो जाओ बा-वुज़ू
मैंने सुना है ख़्वाब में आते हैं मुस्तफ़ा

आओ चलें मदीना, बुलाते हैं मुस्तफ़ा
सीने से ग़मज़दों को लगाते हैं मुस्तफ़ा

है बचपने की 'उम्र मगर काम देखिए
ऊँगली पे अपनी चाँद नचाते हैं मुस्तफ़ा


ना'त-ख़्वाँ:
दिलबर शाही
आ'ज़म इक़बाल रामपुरी





rozi KHuda ne di hai, khilaate hai.n mustafa
duniya hai ye KHuda ki, chalaate hai.n mustafa

kitne ameer ho ke bhi tayba na jaa sake
jaate wahi hai.n jin ko bulaate hai.n mustafa

pa.Dh kar durood raat me.n so jaao baa-wuzoo
mai.n ne suna hai KHwaab me.n aate hai.n mustafa

aao chale.n madina, bulaate hai.n mustafa
seene se Gamzado.n ko lagaate hai.n mustafa

hai bachpane ki 'umr magar kaam dekhiye
ungli pe apni chaand nachaate hai.n mustafa


Naat-Khwaan:
Dilbar Shahi
Aazam Iqbal Rampuri
Rozi Khuda Ne Di Hai Khilate Hain Mustafa Lyrics in Hindi, Duniya Hai Ye Khuda Ki Chalate Hain Mustafa Lyrics, Paida Kiya Khuda Ne Jilate Hain Mustafa Roji he hain khilaate hai hei hein musatafa chalaate payda kia jilaate lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई, नात शरीफ की किताब हिंदी में, आला हजरत की नात शरीफ lyrics, हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman

Comments

Post a Comment

Most Popular

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

मीराँ वलियों के इमाम / Meeran Waliyon Ke Imam

उन की महक ने दिल के ग़ुंचे खिला दिये हैं / Un Ki Mahak Ne Dil Ke Gunche Khila Diye Hain

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

सरकार-ए-ग़ौस-ए-आज़म नज़र-ए-करम ख़ुदारा / Sarkar-e-Ghaus-e-Azam Nazar-e-Karam Khudara

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

इमदाद कुन इमदाद कुन या ग़ौस-ए-आज़म दस्तगीर / Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghaus-e-Azam Dastagir | Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghous-e-Azam Dastagir

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai