गदा को बादशाह या बादशाहों को गदा कर दे / Gada Ko Baadshaah Ya Baadshaahon Ko Gada Kar De

गदा को बादशाह या बादशाहों को गदा कर दे
मेरे मालिक ! तू जब चाहे, किसी को क्या से क्या कर दे

गदा को बादशाह या बादशाहों को गदा कर दे

जिसे तू पकड़ ले उस को छुड़ा सकता नहीं कोई
उसे फिर कौन पकड़े, जिस को, मौला ! तू रिहा कर दे

गदा को बादशाह या बादशाहों को गदा कर दे

कभी कुँवाँ, कभी मंडी, कभी फिर क़ैद में यूसुफ़
कभी तू मिस्र का क़ैदी मिसर का बादशा कर दे

गदा को बादशाह या बादशाहों को गदा कर दे

नुबूव्वत से, रिसालत से नवाज़े यूँ तो बेहद को
मगर ख़त्म-ए-नुबूव्वत मेरे आक़ा को हिबा कर दे

गदा को बादशाह या बादशाहों को गदा कर दे

कभी तू बादशाहों से मँगाए भीक दर दर की
कभी इक मिस्र का क़ैदी मिस्र का बादशा कर दे

गदा को बादशाह या बादशाहों को गदा कर दे

मकीनों को, मकानों को, ज़मीनों आसमानों को
तू जब चाहे तो सब कुछ एक लहज़े में फ़ना कर दे

गदा को बादशाह या बादशाहों को गदा कर दे

मेरे मौला की रहमत और 'इनायत देखिए, अरशद !
कि मूसा लेने जाएँ आग पैग़म्बरी 'अता कर दे


ना'त-ख़्वाँ:
ज़ोहैब अशरफ़ी





gada ko baadshaah ya baadshaaho.n ko gada kar de
mere maalik ! tu jab chaahe, kisi ko kya se kya kar de

gada ko baadshaah ya baadshaaho.n ko gada kar de

jise tu paka.D le us ko chhu.Da sakta nahi.n koi
use phir kaun pak.De, jis ko, maula ! tu riha kar de

gada ko baadshaah ya baadshaaho.n ko gada kar de

kabhi kunwaa.n, kabhi mandi, kabhi phir qaid me.n yusuf
kabhi tu misr ka qaidi misr ka baadsha kar de

gada ko baadshaah ya baadshaaho.n ko gada kar de

nubuwwat se, risaalat se nawaaze yu.n to behad ko
magar KHatm-e-nubuwwat mere aaqa ko hiba kar de

gada ko baadshaah ya baadshaaho.n ko gada kar de

kabhi tu baadshaaho.n se mangaae bheek dar dar ki
kabhi ik misr ka qaidi misr ka baadsha kar de

gada ko baadshaah ya baadshaaho.n ko gada kar de

makeeno.n ko, makaano.n ko, zameeno.n aasmaano.n ko
tu jab chaahe to sab kuchh ek lahze me.n fana kar de

gada ko baadshaah ya baadshaaho.n ko gada kar de

mere maula ki rahmat aur 'inaayat dekhiye, Arshad !
ki moosa leene jaae.n aag paiGambari 'ata kar de


Naat-Khwaan:
Zohaib Ashrafi
Gada Ko Badshah Ya Badshahon Ko Gada Kar De Lyrics in Hindi, Mere Malik Tu Jab Chahe Kisi Ko Kya Se Kya Kar De Lyrics in Hindi, Zohaib Ashrafi Hamd baadshah badshaah badsha baadsha baadshaho baadshahon badshaho lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई, नात शरीफ की किताब हिंदी में, आला हजरत की नात शरीफ lyrics, हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman

Comments

Most Popular

मुस्तफ़ा के पाले हैं हम बरेली वाले हैं / Mustafa Ke Pale Hain Hum Bareilly Wale Hain

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

मुस्तफ़ा, जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम (मुख़्तसर) / Mustafa, Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam (Short)

हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर उन की तस्वीर सीने में मौजूद है | उन का जल्वा तो सीने में मौजूद है / Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar Unki Tasweer Seene Mein Maujood Hai | Un Ka Jalwa To Seene Mein Maujood Hai

मस्लक-ए-आला-हज़रत सलामत रहे | या ख़ुदा चर्ख़-ए-इस्लाम पर ता-अबद / Maslak-e-Ala-Hazrat Salamat Rahe | Ya Khuda Charkh-e-Islam Par Ta-Abad

जश्न-ए-आमद-ए-रसूल अल्लाह ही अल्लाह | बीबी आमिना के फूल अल्लाह ही अल्लाह / Jashn-e-Amad-e-Rasool Allah Hi Allah | Bibi Amina Ke Phool Allah Hi Allah

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana