मुझे भी शाहिद-ए-अस्रा बना दिया होता | मेरे ख़ुदा मुझे ऐसा बना दिया होता / Mujhe Bhi Shaahid-e-Asra Bana Diya Hota | Mere Khuda Mujhe Aisa Bana Diya Hota
मेरे ख़ुदा ! मुझे ऐसा बना दिया होता
नबी की नक़्श-ए-कफ़-ए-पा बना दिया होता
------------------------------------------------------
मुझे भी शाहिद-ए-अस्रा बना दिया होता
नबी की गर्द-ए-कफ़-ए-पा बना दिया होता
नबी के शहर को उड़ते हुए पहुँच जाता
कि तूने मुझ को परिंदा बना दिया होता
बना के मुझ को कबूतर गुफ़ा में रख देता
नहीं तो मकड़ी का जाला बना दिया होता
सहाबा गिरने न देते ज़मीन पर मुझ को
वुज़ू के पानी का क़तरा बना दिया होता
हसन-हुसैन मेरे साथ खेलते होते
कि मुझ को उन का खिलौना बना दिया होता
उधेड़ कर मेरी चमड़ी, ए ख़ालिक़-ए-अकबर !
नबी के पाँव का जूता बना दिया होता
जलन से देखते हीरे-जवाहिरात मुझे
नबी के शहर का काँटा बना दिया होता
बना दी होती जहाँ में सलीम की तारीख़
ख़त उन के हाथ का लिखा बना दिया होता
------------------------------------------------------
मैं उन की राह में कालीन बन के बिछ जाता
मुझे हुज़ूर का रस्ता बना दिया होता
फ़राग़तों के समर मुझ में रख दिए होते
अबू-हुरैरा का बस्ता बना दिया होता
शायर:
सरदार सलीम
ना'त-ख़्वाँ:
शोऐब रज़ा वारसी
सय्यिद इमरान मुस्तफ़ा हुस्सैनी
सैफ़ुल्लाह ख़ान
नबी की नक़्श-ए-कफ़-ए-पा बना दिया होता
------------------------------------------------------
मुझे भी शाहिद-ए-अस्रा बना दिया होता
नबी की गर्द-ए-कफ़-ए-पा बना दिया होता
नबी के शहर को उड़ते हुए पहुँच जाता
कि तूने मुझ को परिंदा बना दिया होता
बना के मुझ को कबूतर गुफ़ा में रख देता
नहीं तो मकड़ी का जाला बना दिया होता
सहाबा गिरने न देते ज़मीन पर मुझ को
वुज़ू के पानी का क़तरा बना दिया होता
हसन-हुसैन मेरे साथ खेलते होते
कि मुझ को उन का खिलौना बना दिया होता
उधेड़ कर मेरी चमड़ी, ए ख़ालिक़-ए-अकबर !
नबी के पाँव का जूता बना दिया होता
जलन से देखते हीरे-जवाहिरात मुझे
नबी के शहर का काँटा बना दिया होता
बना दी होती जहाँ में सलीम की तारीख़
ख़त उन के हाथ का लिखा बना दिया होता
------------------------------------------------------
मैं उन की राह में कालीन बन के बिछ जाता
मुझे हुज़ूर का रस्ता बना दिया होता
फ़राग़तों के समर मुझ में रख दिए होते
अबू-हुरैरा का बस्ता बना दिया होता
शायर:
सरदार सलीम
ना'त-ख़्वाँ:
शोऐब रज़ा वारसी
सय्यिद इमरान मुस्तफ़ा हुस्सैनी
सैफ़ुल्लाह ख़ान
mere KHuda ! mujhe aisa bana diya hota
nabi ki naqsh-e-kaf-e-paa bana diya hota
-------------------------------
mujhe bhi shaahid-e-asra bana diya hota
nabi ki gard-e-kaf-e-paa bana diya hota
nabi ke shahr ko u.Dte hue pahunch jaata
ki tune mujh ko parinda bana diya hota
bana ke mujh ko kabootar gufa me.n rakh deta
nahi.n to mak.Di ka jaala bana diya hota
sahaaba girne na dete zameen par mujh ko
wuzoo ke paani ka qatra bana diya hota
hasan-husain mere saath khelte hote
ki mujh ko un ka khilauna bana diya hota
udhe.D kar meri cham.Di, ai KHaaliq-e-akbar !
nabi ke paanw ka joota bana diya hota
jalan se dekhte heere-jawaahiraat mujhe
nabi ke shahr ka kaanTa bana diya hota
bana di hoti jahaa.n me.n Saleem ki taareeKH
KHat un ke haath ka likha bana diya hota
-------------------------------
mai.n un ki raah me.n kaaleen ban ke bichh jaata
mujhe huzoor ka rasta bana diya hota
faraaGato.n ke samar mujh me.n rakh diye hote
abu-huraira ka basta bana diya hota
Poet:
Sardar Saleem
Naat-Khwaan:
Shoaib Raza Warsi
Sayed Imran Mustafa Hussayni
Saifullah Khan
nabi ki naqsh-e-kaf-e-paa bana diya hota
-------------------------------
mujhe bhi shaahid-e-asra bana diya hota
nabi ki gard-e-kaf-e-paa bana diya hota
nabi ke shahr ko u.Dte hue pahunch jaata
ki tune mujh ko parinda bana diya hota
bana ke mujh ko kabootar gufa me.n rakh deta
nahi.n to mak.Di ka jaala bana diya hota
sahaaba girne na dete zameen par mujh ko
wuzoo ke paani ka qatra bana diya hota
hasan-husain mere saath khelte hote
ki mujh ko un ka khilauna bana diya hota
udhe.D kar meri cham.Di, ai KHaaliq-e-akbar !
nabi ke paanw ka joota bana diya hota
jalan se dekhte heere-jawaahiraat mujhe
nabi ke shahr ka kaanTa bana diya hota
bana di hoti jahaa.n me.n Saleem ki taareeKH
KHat un ke haath ka likha bana diya hota
-------------------------------
mai.n un ki raah me.n kaaleen ban ke bichh jaata
mujhe huzoor ka rasta bana diya hota
faraaGato.n ke samar mujh me.n rakh diye hote
abu-huraira ka basta bana diya hota
Poet:
Sardar Saleem
Naat-Khwaan:
Shoaib Raza Warsi
Sayed Imran Mustafa Hussayni
Saifullah Khan
Mujhe Bhi Shahid e Asra Bana Diya Hota Lyrics, Mujhe Bhi Shahide Asra Bana Diya Hota Lyrics in Hindi Mere Khuda Mujhe Aisa Bana Diya Hota Lyrics Hindi shaahid shaahide isra dia aysa
lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui,
नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में,
नात हिंदी में लिखी हुई,
नात शरीफ की किताब हिंदी में,
आला हजरत की नात शरीफ lyrics,
हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman
Comments
Post a Comment