है नज़र में जमाल-ए-हबीब-ए-ख़ुदा जिन की तस्वीर सीने में मौजूद है / Hai Nazar Mein Jamal-e-Habib-e-Khuda Jin Ki Tasweer Seene Mein Maujood Hai

है नज़र में जमाल-ए-हबीब-ए-ख़ुदा
जिन की तस्वीर सीने में मौजूद है
जिस ने ला कर कलाम-ए-इलाही दिया
वो मुहम्मद मदीने में मौजूद है

फूल खिलते हैं पढ़ पढ़ के सल्ले-'अला
झूम कर कह रही है ये बाद-ए-सबा
ऐसी ख़ुश्बू चमन के गुलों में कहाँ !
जो नबी के पसीने में मौजूद है

छोड़ना तेरा तयबा गवारा नहीं
सारी दुनिया में ऐसा नज़ारा नहीं
ऐसा मंज़र ज़माने में देखा नहीं
जैसा मंज़र मदीने में मौजूद है

हम ने माना कि जन्नत बहुत है हसीं
छोड़ कर हम मदीना न जाएँ कहीं
यूँ तो जन्नत में सब है मदीना नहीं
और जन्नत मदीने में मौजूद है

वो अबू-बक्र, फ़ारूक़, 'उस्मान, 'अली
हैं ये सब उन के दीन-ए-मुबीं के फ़क़ीह
वो फ़क़ीहों के अफ़सर, शह-ए-अंबिया
वो शहंशाह मदीने में मौजूद है


ना'त-ख़्वाँ:
बरकतुल्लाह अशरफ़
कमालुद्दीन
एहसान तहमीद





hai nazar me.n jamaal-e-habeeb-e-KHuda
jin ki tasweer seene me.n maujood hai
jis ne laa kar kalaam-e-ilaahi diya
wo muhammad madine me.n maujood hai

phool khilte hai.n pa.Dh pa.Dh ke salle-'ala
jhoom kar keh rahi hai ye baad-e-saba
aisi KHushboo chaman ke gulo.n me.n kahaa.n
jo nabi ke paseene me.n maujood hai

chho.Dna tera tayba gawaara nahi.n
saari duniya me.n aisa nazaara nahi.n
aisa manzar zamaane me.n dekha nahi.n
jaisa manzar madine me.n maujood hai

ham ne maana ki jannat bahut hai hasee.n
chho.D kar ham madina na jaae.n kahi.n
yu.n to jannat me.n sab hai madina nahi.n
aur jannat madine me.n maujood hai

wo abu-bakr, faarooq, 'usmaan, 'ali
hai.n ye sab un ke deen-e-mubee.n ke faqeeh
wo faqeeho.n ke afsar, shah-e-ambiya
wo shahnshah madine me.n maujood hai


Naat-Khwaan:
Barkatullah Ashraf
Kamal uddin
Ehsaan Tahmid
Hai Nazar Mein Jamale Habibe Khuda Lyrics in Hindi, Hai Nazar Mein Jamal e Habib e Khuda Lyrics, Wo Muhammad Madine Mein Maujood Hai Lyrics in Hindi Unki Tasweer Seene Mein Maujood Hai Lyrics, Jinki Tasweer Seene Mein Maujood Hai Lyrics, jisne Lakar kalame ilahi diya lyrics in hindi me jamaal jamaale habeebe madeene mein main men mojood mojud maujud he hei hain hein taswir sine kalaam kalaame kalam ilaahi lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई, नात शरीफ की किताब हिंदी में, आला हजरत की नात शरीफ lyrics, हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman

Comments

Most Popular

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)