याद जब मुझ को मदीने की फ़ज़ा आती है / Yaad Jab Mujh Ko Madine Ka Faza Aati Hai

याद जब मुझ को मदीने की फ़ज़ा आती है
साँस लेता हूँ तो जन्नत की हवा आती है

ख़ाक छानें तो रह-ए-'इश्क़-ए-नबी में छानें
ज़र्रे ज़र्रे से जहाँ बू-ए-वफ़ा आती है

ग़म-ए-अहमद में मेरे दिल से निकलता है धुँवा
या उमँडती हुई का'बे से घटा आती है

रौज़ा-ए-पाक पे सब ज़ब्त-ए-नफ़स करते हैं
इस गुलिस्ताँ में दबे पाँव सबा आती है

फ़र्श पर होता है जब ज़िक्र-ए-रसूल-ए-अकरम
'अर्श-ए-हक़ से भी दुरूदों की सदा आती है

हूँ ग़ुलामान-ए-मुहम्मद के ग़ुलामों का ग़ुलाम
ख़ाक हूँ, ख़ाक को बिछने की अदा आती है

दावर-ए-हश्र ने ये कह के मुझे बख़्श दिया
ख़ूब तुझ को मेरे प्यारे की सना आती है


शायर:
अमीर मीनाई

ना'त-ख़्वाँ:
सय्यिद ज़बीब मसूद





yaad jab mujh ko madine ki faza aati hai
saans leta hu.n to jannat ki hawa aati hai

KHaak chhaane.n to rah-e-'ishq-e-nabi me.n chhane.n
zarre zarre se jahaa.n boo-e-wafa aati hai

Gam-e-ahmad me.n mere dil se nikalta hai dhunwa
ya umanDti hui kaa'be se ghaTa aati hai

rauza-e-paak pe sab zabt-e-nafas karte hai.n
is gulistaa.n me.n dabe paanw saba aati hai

farsh par hota hai jab zikr-e-rasool-e-akram
'arsh-e-haq se bhi duroodo.n ki sada aati hai

hu.n Gulaamaan-e-muhammad ke Gulaamo.n ka Gulaam
KHaak hu.n, KHaak ko bichhne ki ada aati hai

daawar-e-hashr ne ye keh ke mujhe baKHsh diya
KHoob tujh ko mere pyaare ki sana aati hai


Poet:
Ameer Minai

Naat-Khwaan:
Syed Zabeeb Masood
Yaad Jab Mujh Ko Madine Ka Fiza Aati Hai Lyrics | Yaad Jab Mujh Ko Madine Ka Fiza Aati Hai Lyrics in Hindi | Yaad Jab Mujhko Madine Ka Fiza Aati Hai Lyrics in English | yad lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2023

Comments

Most Popular

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)

मेरे ताजुश्शरीआ की क्या शान है / Mere Tajushsharia Ki Kya Shaan Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ki Mahshar Mein Sirf Un Ki Rasaai Hai

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana