सरकार-ए-दो-आलम के रुख़ पर अनवार का आलम क्या होगा / Sarkar-e-Do-Aalam Ke Rukh Par Anwaar Ka Aalam Kya Hoga

सरकार-ए-दो-'आलम के रुख़ पर अनवार का 'आलम क्या होगा !
जब ज़ुल्फ़ का वस्फ़ है क़ुरआँ में, रुख़्सार का 'आलम क्या होगा !

सरकार-ए-दो-'आलम के रुख़ पर अनवार का 'आलम क्या होगा !
जब ज़ुल्फ़ का ज़िक्र है क़ुरआँ में, रुख़्सार का 'आलम क्या होगा !

महबूब-ए-ख़ुदा के जल्वों से ईमान की आँखें रौशन हैं
बिन-देखे ही जब ये 'आलम है, दीदार का 'आलम क्या होगा !

जब उन के गदा भर देते हैं शाहान-ए-ज़माना की झोली
मोहताज का जब ये 'आलम है, मुख़्तार का 'आलम क्या होगा !

जब उन के ग़ुलामों के दर पर झुकते हैं सलातीन-ए-'आलम
फिर कोई बताए आक़ा के दरबार का 'आलम क्या होगा !

है नाम में उन के इतना असर, जी उठते हैं मुर्दे भी सुन कर
वो हाल अगर ख़ुद ही पूछें बीमार का 'आलम क्या होगा !

जब सुन के सहाबा की बातें कुफ़्फ़ार मुसलमाँ होते थे
फिर दोनों जहाँ के सरवर की गुफ़्तार का 'आलम क्या होगा !

तयबा से हवा जब आती है, बेकल को सुकूँ मिल जाता है
इस पार का जब ये 'आलम है, उस पार का 'आलम क्या होगा !


शायर:
बेकल उत्साही

ना'त-ख़्वाँ:
ज़ुल्फ़िक़ार अली हुसैनी





sarkaar-e-do-'aalam ke ruKH par anwaar ka 'aalam kya hoga
jab zulf ka wasf hai qur.aa.n me.n, ruKHsaar ka 'aalam kya hoga !

sarkaar-e-do-'aalam ke ruKH par anwaar ka 'aalam kya hoga
jab zulf ka zikr hai qur.aa.n me.n, ruKHsaar ka 'aalam kya hoga !

mehboob-e-KHuda ke jalwo.n se imaan ki aankhe.n raushan hai.n
bin-dekhe hi jab ye 'aalam hai, deedaar ka 'aalam kya hoga !

jab un ke gada bhar dete hai.n shaahaan-e-zamaana ki jholi
mohtaaj ka jab ye 'aalam hai, muKHtaar ka 'aalam kya hoga !

jab un ke Gulaamo.n ke dar par jhukte hai.n salaateen-e-'aalam
phir koi bataae aaqa ke darbaar ka 'aalam kya hoga !

hai naam me.n un ke itna asar, jee uThte hai.n murde bhi sun kar
wo haal agar KHud hi poochhe.n beemaar ka 'aalam kya hoga !

jab sun ke sahaaba ki baate.n kuffaar musalmaa.n hote the
phir dono.n jahaa.n ke sarwar ki guftaar ka 'aalam kya hoga !

tayba se hawa jab aati hai, Bekal ko sukoo.n mil jaata hai
is paar ka jab ye 'aalam hai, us paar ka 'aalam kya hoga !


Poet:
Bekal Utsahi

Naat-Khwaan:
Zulfiqar Ali Hussaini
Sarkar e Do Alam Ke Rukh Par Lyrics | Sarkar e Do Alam Ke Rukh Par Lyrics in Hindi | Sarkare Do Alam Ke Rukh Par Lyrics in English | Sarkar e Do Aalam Ke Rukh Par Lyrics | Sarkaar sarkaare pe lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2023

Comments

Most Popular

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain (All Versions)

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर उन की तस्वीर सीने में मौजूद है | उन का जल्वा तो सीने में मौजूद है / Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar Unki Tasweer Seene Mein Maujood Hai | Un Ka Jalwa To Seene Mein Maujood Hai

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)

मुस्तफ़ा, जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम (मुख़्तसर) / Mustafa, Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam (Short)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al-Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer

हो करम सरकार अब तो हो गए ग़म बे-शुमार / Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Gham Beshumar

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana