क़सम ख़ुदा की मैं हूँ अशरफ़ का दीवाना / Qasam Khuda Ki Main Hun Ashraf Ka Deewana

सरवरा शाहा करीमा दस्तगीरा अशरफ़ा
हुर्मत-ए-रूह-ए-पयंबर यक नज़र कुन सू-ए-मा

मुझ पर क्यूँ न नाज़ करें ये शाहान-ए-ज़माना
क़सम ख़ुदा की मैं हूँ अशरफ़ का दीवाना

मेरे आक़ा, जान-ए-'आलम का तुझ पर फ़ैज़ान है
इस लिए ही कोह से भी ऊँची तेरी शान है
बिगड़ी क़िस्मत मेरी आ कर ख़्वाब में बनाना
क़सम ख़ुदा की मैं हूँ अशरफ़ का दीवाना

मुझ पर क्यूँ न नाज़ करे ये शाहान-ए-ज़माना
क़सम ख़ुदा की मैं हूँ अशरफ़ का दीवाना

तुम तो गुल-ए-बाग़-ए-मौला हैदर-ए-कर्रार हो
तुम तो हो 'अता-ए-मीराँ मुहियुद्दीं सरकार हो
रोज़-ए-महशर मुझ को अपने दामन में छुपाना
क़सम ख़ुदा की मैं हूँ अशरफ़ का दीवाना

मुझ पर क्यूँ न नाज़ करे ये शाहान-ए-ज़माना
क़सम ख़ुदा की मैं हूँ अशरफ़ का दीवाना

ग़ौस-ए-आ'ज़म, शाह-ए-जीलाँ के नूरी दरबार से
ख़्वाजा-ए-अजमेरी पिया हिन्द की सरकार से
पंजतन का पाक सदक़ा मुझ को भी दिलवाना
क़सम ख़ुदा की मैं हूँ अशरफ़ का दीवाना

मुझ पर क्यूँ न नाज़ करे ये शाहान-ए-ज़माना
क़सम ख़ुदा की मैं हूँ अशरफ़ का दीवाना

मुझ पे रंग-ए-अशरफ़ी मेरे अशरफ़ ने चढ़ाया है
मक्र-ए-शैताँ के मुझे आसेब से बचाया है
मख़्दूम-ए-सिमनानी की ये ज़ात है यगाना
क़सम ख़ुदा की मैं हूँ अशरफ़ का दीवाना

मुझ पर क्यूँ न नाज़ करे ये शाहान-ए-ज़माना
क़सम ख़ुदा की मैं हूँ अशरफ़ का दीवाना

देखा है मैं ने अक्सर वहाँ आँखों से ये जा कर
करते हैं सुब्ह-ओ-मसा जहाँ चाकरी गदागर
शहर-ए-मुक़द्दस क्या तेरा किछौछा है सुहाना
क़सम ख़ुदा की मैं हूँ अशरफ़ का दीवाना

मुझ पर क्यूँ न नाज़ करे ये शाहान-ए-ज़माना
क़सम ख़ुदा की मैं हूँ अशरफ़ का दीवाना

मशहूद-ए-रज़ा ! मैं शाह-ए-सिमनाँ का गदा हूँ
फ़ज़्ल-ए-ख़ुदा है दिल-ओ-जान से फ़िदा हूँ
मेरे लब पर क्यूँ न हो फिर इन का तराना
क़सम ख़ुदा की मैं हूँ अशरफ़ का दीवाना

मुझ पर क्यूँ न नाज़ करे ये शाहान-ए-ज़माना
क़सम ख़ुदा की मैं हूँ अशरफ़ का दीवाना


शायर:
मशहूद रज़ा क़ादरी

ना'त-ख़्वाँ:
सय्यिद अब्दुल क़ादिर अल-क़ादरी





sarwara shaaha kareema dastgeera ashrafa
hurmat-e-rooh-e-payambar yak nazar kun soo-e-maa

mujh par kyu.n na naaz kare.n ye shaahaan-e-zamaana
qasam KHuda ki mai.n hu.n ashraf ka deewana

mere aaqa, jaan-e-'aalam ka tujh par faizaan hai
is liye hi koh se bhi unchi teri shaan hai
big.Di qismat meri aa kar KHwaab me.n banaana
qasam KHuda ki mai.n hu.n ashraf ka deewana

mujh par kyu.n na naaz kare.n ye shaahaan-e-zamaana
qasam KHuda ki mai.n hu.n ashraf ka deewana

tum to gul-e-baaG-e-maula haidar-e-karraar ho
tum to ho 'ata-e-meeraa.n muhiyuddi.n sarkaar ho
roz-e-mehshar mujh ko apne daaman me.n chhupaana
qasam KHuda ki mai.n hu.n ashraf ka deewana

mujh par kyu.n na naaz kare.n ye shaahaan-e-zamaana
qasam KHuda ki mai.n hu.n ashraf ka deewana

Gaus-e-aa'zam, shaah-e-jeelaa.n ke noori darbaar se
KHwaja-e-ajmeri piya hind ki sarkaar se
panjtan ka paak sadqa mujh ko bhi dilwaana
qasam KHuda ki mai.n hu.n ashraf ka deewana

mujh par kyu.n na naaz kare.n ye shaahaan-e-zamaana
qasam KHuda ki mai.n hu.n ashraf ka deewana

mujh pe rang-e-ashrafi mere ashraf ne cha.Dhaya hai
makr-e-shaitaa.n ke mujhe aaseb se bachaaya hai
maKHdoom-e-simnaani ki ye zaat hai yagaana
qasam KHuda ki mai.n hu.n ashraf ka deewana

mujh par kyu.n na naaz kare.n ye shaahaan-e-zamaana
qasam KHuda ki mai.n hu.n ashraf ka deewana

dekha hai mai.n ne aksar wahaa.n aankho.n se ye jaa kar
karte hai.n subh-o-masa jahaa.n chaakri gadaagar
shehr-e-muqaddas kya tera kichhauchha hai suhaana
qasam KHuda ki mai.n hu.n ashraf ka deewana

mujh par kyu.n na naaz kare.n ye shaahaan-e-zamaana
qasam KHuda ki mai.n hu.n ashraf ka deewana

Mash.hood-e-Raza ! mai.n shaah-e-simnaa.n ka gada hu.n
fazl-e-KHuda hai dil-o-jaan se fida hu.n
mere lab par kyu.n na ho phir in ka taraana
qasam KHuda ki mai.n hu.n ashraf ka deewana

mujh par kyu.n na naaz kare.n ye shaahaan-e-zamaana
qasam KHuda ki mai.n hu.n ashraf ka deewana


Poet:
Mashood Raza Qadri

Naat-Khwaan:

Syed Abdul Qadir Al-Qadri
Main Hun Ashraf Ka Deewana Lyrics | Qasam Khuda Ki Main Hun Ashraf Ka Deewana Lyrics in Hindi | Mujh Par Kyun Na Naaz Kare Ye Shahan e Zamana Lyrics in Hindi | mai mei mein me hoon hu diwana deewaana kasam mai pe kyu karen shahane | Manqabat e Makhdoom Ashraf Lyrics lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2023

Comments

Most Popular

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

फ़ज़्ल-ए-रब्ब-ए-पाक से भाई मेरा दूल्हा बना | मदनी सेहरा / Fazl-e-Rabb-e-Pak Se Bhai Mera Dulha Bana | Madani Wedding Sehra

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ki Mahshar Mein Sirf Un Ki Rasaai Hai

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)