हर दर्द से छुटकारा दिला दीजिए आक़ा / Har Dard Se Chhutkara Dila Dijiye Aaqa
हर दर्द से छुटकारा दिला दीजिए, आक़ा !
मुझ को भी मदीने में बुला लीजिए, आक़ा !
वल्लाह, 'उमर क़त्ल की निय्यत से चले थे
देखा तो कहा कलमा पढ़ा दीजिए, आक़ा !
ये कहने लगे रो के नबी से 'अली मौला
डूबे हुए सूरज को फिरा दीजिए, आक़ा !
ये साँप ने रो कर के कहा ग़ार के अंदर
मुझ को भी ज़रा चेहरा दिखा दीजिए, आक़ा !
सरकार का दर देखा तो फिर मेरे रज़ा ने
ये 'अर्ज़ किया पर्दा उठा दीजिए, आक़ा !
जो बुग़्ज़ रखे ताज-ए-शरी'अत से हमारे
उस शख़्स को मिट्टी में मिला दीजिए, आक़ा !
बग़दाद के जो कुत्ते हैं शेरों से भी बढ़ कर
उन कुत्तों का कुत्ता ही बना दीजिए, आक़ा !
बद-कार निकम्मा है अगर नूर 'अली तो
तयबा में बुला कर के सज़ा दीजिए, आक़ा !
शायर:
नूर अली नूर कानपुरी
ना'त-ख़्वाँ:

har dard se chhuTkaara dila dijiye, aaqa !
mujh ko bhi madine me.n bula lijiye, aaqa !
wallah, 'umar qatl ki niyyat se chale the
dekha to kaha kalma pa.Dha dijiye, aaqa !
ye kehne lage ro ke nabi se 'ali maula
Doobe hue sooraj ko phira dijiye, aaqa !
ye saanp ne ro kar ke kaha Gaar ke andar
mujh ko bhi zara chehra dikha dijiye, aaqa !
sarkaar ka dar dekha to phir mere raza ne
ye 'arz kiya parda uTha dijiye, aaqa !
jo buGz rakhe taaj-e-sharee'at se hamaare
us shaKHs ko miTTi me.n mila dijiye, aaqa !
baGdaad ke jo kutte hai.n shero.n se bhi ba.Dh kar
un kutto.n ka kutta hi bana dijiye, aaqa !
bad-kaar nikamma hai agar Noor 'Ali to
tayba me.n bula kar ke saza dijiye, aaqa !
Poet:
Noor Ali Noor Kanpuri
Naat-Khwaan:

Har Dard Se Chhutkara Dila Dijiye Aaqa Lyrics in Hindi | Har Dard Se Chutkara Dila Dijiye Aaqa Lyric | Mujh Ko Bhi Madine Mein Bula Lijiye Aaqa Lyrics in Hindi | aqa me
lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi |
नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में,
नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics |
हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman
50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2023
Comments
Post a Comment