मेरे सूने सूने घर को ख़ुल्द बनाएँ आक़ा / Mere Soone Soone Ghar Ko Khuld Banaen Aaqa

मेरे सूने सूने घर को ख़ुल्द बनाएँ आक़ा
काश ! हमारी क़िस्मत चमके, ख़्वाब में आएँ आक़ा

लकड़ी को तलवार बनाएँ, पेड़ बुलाएँ आक़ा
चाँद करें दो टुकड़े और सूरज पलटाएँ आक़ा

उन की 'अज़मत का अंदाजा कैसे लगाए कोई
गोद में जिन को मौला उठाएँ, झूला झुलाएँ आक़ा

ना-मुमकिन है आग जहन्नम की उस को छू पाए
जिस के दिल में 'इश्क़ की अपने शम'अ जलाएँ आक़ा

नाम शजर हो क्यूँ फूलों का ? ज़िक्र हो क्यूँ गुलशन का ?
अपने पसीने की ख़ुश्बू से जब महकाएँ आक़ा


शायर:
सय्यिद शजर अली मकनपुरी

ना'त-ख़्वाँ:
सय्यिद शजर अली मकनपुरी





mere soone soone ghar ko KHuld banaae.n aaqa
kaash ! hamaari qismat chamke, KHwaab me.n aae.n aaqa

lak.Di ko talwaar banaae.n, pe.D bulaae.n aaqa
chaand kare.n do Tuk.De aur sooraj paltaae.n aaqa

un ki 'azmat ka andaaza kaise lagaae koi
god me.n jin ko maula uThaae.n, jhoola jhulaae.n aaqa

naa-mumkin hai aag jahannam ki us ko chhu paae
jis ke dil me.n 'ishq ki apne sham'a jalaae.n aaqa

naam Shajar ho kyu.n phoolo.n ka ? zikr ho kyu.n gulshan ka ?
apne paseene ki KHushboo se jab mehkaae.n aaqa


Poet:
Syed Shajar Ali Makanpuri\

Naat-Khwaan:
Syed Shajar Ali Makanpuri
Mere Soone Soone Ghar Ko Khuld Banaen Aaqa Lyrics in Hindi | Mere Soone Soone Ghar Ko Khuld Banayen Aaqa Lyrics | Mere Sone Sone Ghar Ko Khuld Banaye Aaqa Lyrics | sune sune gar banae aqa | Shajar Ali Makanpuri Naat Lyrics | lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2023

Comments

Most Popular

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain (All Versions)

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al-Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर उन की तस्वीर सीने में मौजूद है | उन का जल्वा तो सीने में मौजूद है / Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar Unki Tasweer Seene Mein Maujood Hai | Un Ka Jalwa To Seene Mein Maujood Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

हो करम सरकार अब तो हो गए ग़म बे-शुमार / Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Gham Beshumar

मेरे ताजुश्शरीआ की क्या शान है / Mere Tajushsharia Ki Kya Shaan Hai

मुस्तफ़ा, जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम (मुख़्तसर) / Mustafa, Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam (Short)

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana