मेरा दिल क़ादरी मेरी जाँ क़ादरी / Mera Dil Qadri Meri Jaan Qadri

मेरा दिल क़ादरी, मेरी जाँ क़ादरी
रूह पर मेरी सारे निशाँ क़ादरी

मेरे वालिद हैं ग़ौस-उल-वरा के ग़ुलाम
मेरे भाई-बहन, मेरी माँ क़ादरी

हुक्म से उन के शम्स-ओ-क़मर चलते हैं
ये ज़मीं क़ादरी, आसमाँ क़ादरी

क़ादरी ही मुजद्दिद है मेरा रज़ा
कर दिया जिस ने सारा जहाँ क़ादरी

जिस की सूरत है ग़ौस-उल-वरा की तरह
वो बरेली का पीर-ए-मुग़ाँ क़ादरी

कोशिशें तो बहुत की गई हैं मगर
न मिटा ये शबाहत मियाँ क़ादरी


शायर:
सय्यिद शबाहत हुसैन

ना'त-ख़्वाँ:
मुहम्मद अली फ़ैज़ी





mera dil qaadri, meri jaa.n qaadri
rooh par meri saare nishaa.n qaadri

mere waalid hai.n Gaus-ul-wara ke Gulaam
mere bhaai-bahan, meri maa.n qaadri

hukm se un ke shams-o-qamar chalte hai.n
ye zamee.n qaadri, aasmaa.n qaadri

qaadri hi mujaddid hai mera raza
kar diya jis ne saara jahaa.n qaadri

jis ki soorat hai Gaus-ul-wara ki tarah
wo bareli ka peer-e-muGaa.n qaadri

koshishe.n to bahut ki gai hai.n magar
na miTa ye Shabaahat Miyaa.n qaadri


Poet:
Sayyed Shabahat Hussain

Naat-Khwaan:
Muhammad Ali Faizi
Mera Dil Qadri Meri Jaan Qadri Lyrics | Mera Dil Qadri Meri Jaan Qadri Lyrics in Hindi | Mera Dil Qadri Meri Jaan Qadri Lyrics in English | jan kadri | Muhammad Ali Faizi Naat Lyrics | lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2024

Comments

Most Popular

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain (All Versions)

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर उन की तस्वीर सीने में मौजूद है | उन का जल्वा तो सीने में मौजूद है / Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar Unki Tasweer Seene Mein Maujood Hai | Un Ka Jalwa To Seene Mein Maujood Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al-Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer

मेरे ताजुश्शरीआ की क्या शान है / Mere Tajushsharia Ki Kya Shaan Hai

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

हो करम सरकार अब तो हो गए ग़म बे-शुमार / Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Gham Beshumar

मुस्तफ़ा, जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम (मुख़्तसर) / Mustafa, Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam (Short)