ज़हे-क़िस्मत जो आ जाए क़ज़ा आक़ा की चौखट पर / Zahe Qismat Jo Aa Jaye Qaza Aaqa Ki Chaukhat Par

ज़हे-क़िस्मत जो आ जाए क़ज़ा आक़ा की चौखट पर
मुकम्मल मौत का आए मज़ा आक़ा की चौखट पर

ख़ता है 'इश्क़ तो सूली चढ़ा दो शौक़ से मुझ को
मगर ये शर्त है देना सज़ा आक़ा की चौखट पर

मदीने से जो हो कर आए हैं वो ये बताते हैं
अदब के साथ चलती है हवा आक़ा की चौखट पर

तमन्ना है दिल-ए-शारिक़-रज़ा की, हो ख़ुदा ! पूरी
अदब से ये करे मदह-ओ-सना आक़ा की चौखट पर


ना'त-ख़्वाँ:
अक़ील सिद्दीक़ी बरेलवी





zahe-qismat jo aa jaae qaza aaqa ki chaukhaT par
mukammal maut ka aae maza aaqa ki chaukhaT par

KHata hai 'ishq to sooli cha.Dha do shauq se mujh ko
magar ye shart hai dena saza aaqa ki chaukhaT par

madine se jo ho kar aae hai.n wo ye bataate hai.n
adab ke saath chalti hai hawa aaqa ki chaukhaT par

tamanna hai dil-e-Shaariq-raza ki, ho KHuda ! poori
adab se ye kare mad.h-o-sana aaqa ki chaukhaT par


Naat-Khwaan:
Aqeel Siddiqui Barelvi
Zahe Qismat Jo Aa Jaye Qaza Aaqa Ki Chokhat Par Lyrics | Zahe Qismat Jo Aa Jaye Qaza Aaqa Ki Chokhat Par Lyrics in Hindi | Aqeel Siddiqui Naat Lyrics in Hindi | Kismat jae ajaye aqa aaka per | lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2024

Comments

Post a Comment

Most Popular

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)