ADVERTISEMENT

हैदर हैदर मौला | ग़ौस-ओ-ख़्वाजा के लब पर है जिन के नाम का नारा / Haider Haider Maula | Ghaus-o-Khwaja Ke Lab Par Hai Jin Ke Naam Ka Naara

दम दम 'अली 'अली दम दम
दम दम 'अली 'अली दम दम

दिल के हो गर अमीर तो बोलो 'अली 'अली
सोया नहीं ज़मीर तो बोलो 'अली 'अली

शायद ये ज़िक्र हर किसी के बख़्त में कहाँ
ग़ैरत का है ख़मीर तो बोलो 'अली 'अली

दम दम 'अली 'अली दम दम

हैदर हैदर मौला ! हैदर हैदर मौला !
हैदर हैदर मौला ! हैदर हैदर मौला !


ग़ौस-ओ-ख़्वाजा के लब पर है जिन के नाम का ना'रा

हैदर हैदर मौला ! हैदर हैदर मौला !
हैदर हैदर मौला ! हैदर हैदर मौला !

तेरा रजब है, बिन्त-ए-असद ! आओ का'बे में आओ
आज 'अली आएँगे यहीं पर तुम भी ये कहती जाओ
जुम'ए के दिन का'बे के अंदर शेर ख़ुदा का आया

हैदर हैदर मौला ! हैदर हैदर मौला !
हैदर हैदर मौला ! हैदर हैदर मौला !

जिन के नाम से आज भी बातिल पर है हैबत तारी
नाम लिया है जब जब उन का सर से मुश्किल भागी
भागता है शैतान भी सुन कर, नाम है उन का ऐसा

हैदर हैदर मौला ! हैदर हैदर मौला !
हैदर हैदर मौला ! हैदर हैदर मौला !


ऐसी ख़ुदा ने दी है क़ुव्वत, तन्हा तोड़ा ख़ैबर
मरहब के टुकड़ों ने कहा है वाक़'ई है ये हैदर
हर मैदान में बातिल का लश्कर है उन से हारा

हैदर हैदर मौला ! हैदर हैदर मौला !
हैदर हैदर मौला ! हैदर हैदर मौला !

मेरे आक़ा ने मिम्बर पर चढ़ कर ख़ूब कहा है
नाम 'अली का ले कर ये ए'लाँ मैदाँ में किया है
सुन लो जिन का मैं मौला हूँ, हैदर उस का मौला

हैदर हैदर मौला ! हैदर हैदर मौला !
हैदर हैदर मौला ! हैदर हैदर मौला !

ज़हरा के दर का मँगता हूँ मैं, ये पहचान है मेरी
मेरे लिए, क़य्याम रज़ा ! ख़ैरात है उन की काफ़ी
सारी दुनिया खाती है हसनैन के घर का टुकड़ा

हैदर हैदर मौला ! हैदर हैदर मौला !
हैदर हैदर मौला ! हैदर हैदर मौला !

दम दम 'अली 'अली दम दम
दम दम 'अली 'अली दम दम


शायर:
मौलाना क़य्याम रज़ा

ना'त-ख़्वाँ:
ज़ोहैब अशरफ़ी





dam dam 'ali 'ali dam dam
dam dam 'ali 'ali dam dam

dil ke ho gar ameer to bolo 'ali 'ali
soya nahi.n zameer to bolo 'ali 'ali

shaayad ye zikr har kisi ke baKHt me.n kahaa.n
Gairat ka hai KHameer to bolo 'ali 'ali

dam dam 'ali 'ali dam dam

haidar haidar maula ! haidar haidar maula !
haidar haidar maula ! haidar haidar maula !

Gaus-o-KHwaja ke lab par hai jin ke naam ka naa'ra

haidar haidar maula ! haidar haidar maula !
haidar haidar maula ! haidar haidar maula !

tera rajab hai, bint-e-asad ! aao kaa'be me.n aao
aaj 'ali aaenge yahi.n par tum bhi ye kehti jaao
jum'e ke din kaa'be ke andar sher KHuda ka aaya

haidar haidar maula ! haidar haidar maula !
haidar haidar maula ! haidar haidar maula !


jin ke naam se aaj bhi baatil par hai haibat taari
naam liya hai jab jab un ka sar se mushkil bhaagi
bhaagta hai shaitaan bhi sun kar, naam hai un ka aisa

haidar haidar maula ! haidar haidar maula !
haidar haidar maula ! haidar haidar maula !

aisi KHuda ne di hai quwwat, tanha to.Da KHaibar
mar.hab ke Tuk.Do.n ne kaha hai waaqa'i hai ye haidar
har maidaan me.n baatil ka lashkar hai un se haara

haidar haidar maula ! haidar haidar maula !
haidar haidar maula ! haidar haidar maula !

mere aaqa ne mimbar par cha.Dh kar KHoob kaha hai
naam 'ali ka le kar ye e'laa.n maidaa.n me.n kiya hai
sun lo jin ka mai.n maula hu.n, haidar us ka maula

haidar haidar maula ! haidar haidar maula !
haidar haidar maula ! haidar haidar maula !

zahra ke dar ka mangta hu.n mai.n, ye pehchaan hai meri
mere liye, Qayyaam Raza ! KHairaat hai un ki kaafi
saari duniya khaati hai hasnain ke ghar ka Tuk.Da

haidar haidar maula ! haidar haidar maula !
haidar haidar maula ! haidar haidar maula !

dam dam 'ali 'ali dam dam
dam dam 'ali 'ali dam dam


Poet:
Maulana Qayyam Raza

Naat-Khwaan:
Zohaib Ashrafi
Haider Haider Maula Lyrics | Haider Haider Mola Lyrics in Hindi | Ghaus o Khwaja Ke Lab Par Hai Jin Ke Naam Ka Naara Lyrics in Hindi | Manqabat Ali Lyrics | moula ghous khuwaja nara na'ra nam lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2024

Comments

Most Popular

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai

चमक तुझ से पाते हैं सब पाने वाले | मेरा दिल भी चमका दे चमकाने वाले / Chamak Tujh Se Pate Hain Sab Pane Wale | Mera Dil Bhi Chamka De Chamkane Wale

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

मेरे हुसैन तुझे सलाम | अस्सलाम या हुसैन / Mere Hussain Tujhe Salaam | Assalam Ya Hussain

सरवरा शाहा करीमा दस्तगीरा अशरफ़ा | अशरफ़ी तराना / Sarwara Shaha Karima Dastagira Ashrafa | Ashrafi Tarana

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai