लब पे जब नाम-ए-मुहम्मद की सदा आती है / Lab Pe Jab Naam-e-Muhammad Ki Sada Aati Hai

लब पे जब नाम-ए-मुहम्मद की सदा आती है
उन के दरबार से रहमत की घटा आती है

हिज्र-ए-सरकार के ग़म में जो क़ज़ा आती है
उस कफ़न के लिए जन्नत से रिदा आती है

मर गया 'इश्क़-ए-मुहम्मद जो बसा कर दिल में
क़ब्र में उस की मदीने से हवा आती है

क़ब्र में बोले नकीरैन कि सोने दो इसे
इस की रग रग से हमें बू-ए-वफ़ा आती है

उन का बीमार हूँ छेड़ो न, तबीबो ! मुझ को
मेरी हर रोज़ मदीने से दवा आती है

भीनी ख़ुश्बू से महक जाती हैं गलियाँ, गुलज़ार !
उन के रौज़े से लिपट कर जो सबा आती है


शायर:
सय्यिद शाह गुलज़ार इस्माईल वास्ती क़ादरी

ना'त-ख़्वाँ:
सय्यिद अब्दुल वसी क़ादरी रज़वी





lab pe jab naam-e-muhammad ki sada aati hai
un ke darbaar se rahmat ki ghaTa aati hai

hijr-e-sarkaar ke Gam me.n jo qaza aati hai
us kafan ke liye jannat se rida aati hai

mar gaya 'ishq-e-muhammad jo basa kar dil me.n
qabr me.n us ki madine se hawa aati hai

qabr me.n bole nakeerain ki sone do ise
is ki rag rag se hame.n boo-e-wafa aati hai

un ka beemaar hu.n chhe.Do na, tabeebo ! mujh ko
meri har roz madine se dawa aati hai

bheeni Khushboo se mahak jaati hai.n, galiyaa.n, Gulzar !
un ke rauze se lipaT kar jo saba aati hai


Poet:
Syed Shah Gulzar Ismail Wasti Qadri

Naat-Khwaan:
Sayyed Abdul Wasi Qadri Razavi
Lab Pe Jab Naam e Muhammad Ki Sada Aati Hai Lyrics | Lab Pe Jab Naam e Muhammad Ki Sada Aati Hai Lyrics in Hindi | Gulzar e Millat Kalam Lyrics Hindi | labpe name mohammad mohammed ati hei hein hain | lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2025

Comments

Most Popular

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

फ़ज़्ल-ए-रब्ब-ए-पाक से भाई मेरा दूल्हा बना | मदनी सेहरा / Fazl-e-Rabb-e-Pak Se Bhai Mera Dulha Bana | Madani Wedding Sehra

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ki Mahshar Mein Sirf Un Ki Rasaai Hai

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)