इक रोज़ होगा जाना सरकार की गली में / Ek Roz Hoga Jana Sarkar Ki Gali Mein
इक रोज़ होगा जाना सरकार की गली में
होगा कभी ठिकाना सरकार की गली में
आँखे तो देखने को पहले ही मुज़्तरिब थीं
दिल भी हुआ रवाना सरकार की गली में
गो पास कुछ नहीं है लेकिन ये देख लेगा
इक दिन मुझे ज़माना सरकार की गली में
कभी हो हसीं तसव्वुर, कभी ख़ुद मैं जाऊँ चल कर
रहे यूँही आना जाना सरकार की गली में
हैं कहीं ख़िज़ाँ के पहरे, कहीं दो घड़ी बहारें
मौसम सदा सुहाना सरकार की गली में !
दिल में नबी की यादें, लब पर नबी की ना'तें
जाना तो ऐसे जाना सरकार की गली में
यही रस्म-ए-'आशिक़ी है, यही जान-ए-बंदगी है
सर रख के न उठाना सरकार की गली में
समझेंगे हम, नियाज़ी ! उन की करम-नवाज़ी
जिस दिन हुए रवाना सरकार की गली में
शायर:
अब्दुल सत्तार नियाज़ी
ना'त-ख़्वाँ:
ओवैस रज़ा क़ादरी
ज़ैन सईदी

ik roz hoga jaana sarkaar ki gali me.n
hoga kabhi Thikaana sarkaar ki gali me.n
aankhe.n to dekhne ko pehle hi muztarib thi.n
dil bhi huaa rawaana sarkaar ki gali me.n
go paas kuchh nahi.n hai lekin ye dekh lega
ik din mujhe zamaana sarkaar ki gali me.n
kabhi ho hasee.n tasawwur, kabhi KHud mai.n jaau.n chal kar
rahe yunhi aana jaana sarkaar ki gali me.n
hai.n kahi.n KHizaa.n ke pehre, kahi.n do gha.Di bahaare.n
mausam sada suhaana sarkaar ki gali me.n
dil me.n nabi ki yaade.n, lab par nabi ki naa'te.n
jaana to aise jaana sarkaar ki gali me.n
yahi rasm-e-'aashiqi hai, yahi jaan-e-bandagi hai
sar rakh ke na uThaana sarkaar ki gali me.n
samjhenge ham, Niyaazi ! un ki karam-nawaazi
jis din hue rawaana sarkaar ki gali me.n
Poet:
Abdul Sattar Niazi
Naat-Khwaan:
Owais Raza Qadri
Zain Saeedi

Ek Roz Hoga Jana Sarkar Ki Gali Mein Lyrics | Ek Roz Hoga Jana Sarkar Ki Gali Mein Lyrics in Hindi | Ik Roz Hoga Jana Sarkar Ki Gali Mein Lyrics in English | me mei mai main |
lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi |
नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में,
नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics |
हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman
50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2025 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |
Comments
Post a Comment