ADVERTISEMENT

ज़माना बहुत ख़ूबसूरत है लेकिन मदीने के बाज़ार जैसा नहीं है / Zamana Bahut Khubsurat Hai Lekin Madine Ke Bazar Jaisa Nahin Hai

ज़माना बहुत ख़ूबसूरत है लेकिन मदीने के बाज़ार जैसा नहीं है
सबब इस का ये है कि सारी ज़मीं पर कहीं और आक़ा का रौज़ा नहीं है

अज़ानें भी होतीं, नमाज़ें भी होतीं, बहुत 'इल्म होता मगर ये भी होता
नबी के नवासे न गर्दन कटाते तो सब कहते इस्लाम ज़िंदा नहीं है

कोई चढ़ते सूरज से कह दे किसी दिन, भरी दो पहर में तुझे देख लूँगा
अभी मेरी आँखें मुकम्मल नही हैं, अभी उन का दर मैं ने देखा नहीं है

वो जब चाहें मुश्किल को आसान कर दें, वो जब चाहें मँगतों को सुल्तान कर दें
शह-ए-दीं का दस्त-ए-'इनायत न पूछो, समंदर भी इतना कुशादा नहीं है


शायर:
शकील आरफ़ी फ़र्रूख़ाबादी

ना'त-ख़्वाँ:
शकील आरफ़ी फ़र्रूख़ाबादी





zamaana bahut KHoobsoorat hai lekin
madine ke baazaar jaisa nahi. hai
sabab is ka ye hai ki saari zamee.n par
kahi.n aur aaqa ka rauza nahi.n hai

azaane.n bhi hoti.n, namaaze.n bhi hoti.n
bahut 'ilm hota magar ye bhi hota
nabi ke nawaase na gardan kaTaate
to sab kehte islaam zinda nahi.n hai

koi cha.Dhte sooraj se keh de kisi din
bhari do pahar me.n tujhe dekh loonga
abhi meri aankhe.n mukammal nahi hai.n
abhi un ka dar mai.n ne dekha nahi.n hai

wo jab chaahe.n mushkil ko aasaan kar de.n
wo jab chaahe.n mangto.n ko sultaan kar de.n
shah-e-dee.n ka dast-e-'inaayat na poochho
samandar bhi itna kushaada nahi.n hai


Poet:
Shakeel Arfi Farrukhabadi

Naat-Khwaan:
Shakeel Arfi Farrukhabadi

Comments

Most Popular

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

पुकारो या रसूलल्लाह | तुम भी कर के उन का चर्चा अपने दिल चमकाओ / Pukaro Ya Rasoolallah | Pukaro Ya Rasool Allah | Tum Bhi Kar Ke Unka Charcha Apne Dil Chamkao

चमक तुझ से पाते हैं सब पाने वाले | मेरा दिल भी चमका दे चमकाने वाले / Chamak Tujh Se Pate Hain Sab Pane Wale | Mera Dil Bhi Chamka De Chamkane Wale

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

उन की महक ने दिल के ग़ुंचे खिला दिये हैं / Un Ki Mahak Ne Dil Ke Gunche Khila Diye Hain

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

जश्न-ए-आमद-ए-रसूल अल्लाह ही अल्लाह | बीबी आमिना के फूल अल्लाह ही अल्लाह / Jashn-e-Amad-e-Rasool Allah Hi Allah | Bibi Amina Ke Phool Allah Hi Allah

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai