ADVERTISEMENT

ख़ुश्बूओं से दर-ओ-दीवार सँवर जाते हैं / Khushbuon Se Dar-o-Deewar Sanwar Jate Hain

ख़ुश्बूओं से दर-ओ-दीवार सँवर जाते हैं
जिस गली से मेरे सरकार गुज़र जाते हैं

महफ़िल-ए-आल-ए-नबी घर में सजाते रहिए
ज़िक्र-ए-शब्बीर से हालात सँवर जाते हैं

अपनी बख़्शिश की सनद मैं ने उन्हें माना है
ज़िक्र-ए-सरकार में लम्हें जो गुज़र जाते हैं

शहर-ए-सरकार की नूरानी फ़िज़ा ज़िंदाबाद
रौशनी लेने जहाँ शम्स-ओ-क़मर आते हैं

बिल-यक़ीं ना'त के अश'आर वही हैं सच्चे
कान में पढ़ते ही जो दिल में उतर जाते हैं

'अज़मत-ए-शहर-ए-मदीना हो बयाँ कैसे जहाँ
नूरी क़ुदसी भी समेटे हुए पर आते हैं


ना'त-ख़्वाँ:
मुमताज़ टांडवी





KHushbuo.n se dar-o-deewaar sanwar jaate hai.n
jis gali se mere sarkaar guzar jaate hai.n

mehfil-e-aal-e-nabi ghar me.n sajaate rahiye
zikr-e-shabbir se haalaat sanwar jaate hai.n

apni baKHshish ki sanad mai.n ne unhe.n maana hai
zikr-e-sarkaar me.n lamhe.n jo guzar jaate hai.n

shehr-e-sarkaar ki nooraani fiza zindaabaad
raushani lene jahaa.n shams-o-qamar aate hai.n

bil-yaqee.n naa't ke ash'aar wahi hai.n sachche
kaan me.n pa.Dhte hi jo dil me.n utar jaate hai.n

'azmat-e-shehr-e-madina ho bayaa.n kaise jahaa.n
noori qudsi bhi sameTe hue par aate hai.n


Naat-Khwaan:
Mumtaz Tandvi

Comments

Most Popular

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

पुकारो या रसूलल्लाह | तुम भी कर के उन का चर्चा अपने दिल चमकाओ / Pukaro Ya Rasoolallah | Pukaro Ya Rasool Allah | Tum Bhi Kar Ke Unka Charcha Apne Dil Chamkao

चमक तुझ से पाते हैं सब पाने वाले | मेरा दिल भी चमका दे चमकाने वाले / Chamak Tujh Se Pate Hain Sab Pane Wale | Mera Dil Bhi Chamka De Chamkane Wale

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

उन की महक ने दिल के ग़ुंचे खिला दिये हैं / Un Ki Mahak Ne Dil Ke Gunche Khila Diye Hain

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

जश्न-ए-आमद-ए-रसूल अल्लाह ही अल्लाह | बीबी आमिना के फूल अल्लाह ही अल्लाह / Jashn-e-Amad-e-Rasool Allah Hi Allah | Bibi Amina Ke Phool Allah Hi Allah

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai