महबूब के दर पर जाऊँ वो वक़्त-ए-मुबारक आए / Mahboob Ke Dar Par Jaun Wo Waqt-e-Mubarak Aaye

महबूब के दर पर जाऊँ, वो वक़्त-ए-मुबारक आए
तक़दीर अपनी चमकाऊँ, वो वक़्त-ए-मुबारक आए

जब पेश-ए-नज़र हों मेरे, मीनार-ओ-गुंबद तेरे
मैं ग़श खा कर गिर जाऊँ, वो वक़्त-ए-मुबारक आए

फिर ज़ेर-ए-गुंबद-ए-ख़ज़रा, रो रो के दस्त-बस्ता
सब हाल मैं उन को सुनाऊँ, वो वक़्त-ए-मुबारक आए

दिल को अपने समझा कर, दीदार की आस दिला कर
रो रो के मैं सो जाऊँ, वो वक़्त-ए-मुबारक आए

वो ख़्वाब में मेरे आएँ, ऐ काश ! करम फ़रमाएँ
मैं क़दमों में गिर जाऊँ, वो वक़्त-ए-मुबारक आए

है दिल का, 'उबैद ! ये अरमाँ, फिर बन कर उन का मेहमाँ
दरबार में ना'त सुनाऊँ, वो वक़्त-ए-मुबारक आए


शायर:
ओवैस रज़ा क़ादरी

ना'त-ख़्वाँ:
ओवैस रज़ा क़ादरी





mahboob ke dar par jaau.n
wo waqt-e-mubaarak aae
taqdeer apni chamkaau.n
wo waqt-e-mubaarak aae

jab pesh-e-nazar ho.n mere
meenaar-o-gumbad tere
mai.n Gash kha kar gir jaau.n
wo waqt-e-mubaarak aae

phir zer-e-gumbad-e-KHazra
ro ro ke dast-basta
sab haal mai.n un ko sunaau.n
wo waqt-e-mubaarak aae

dil ko apne samjha kar
deedaar ki aas dila kar
ro ro ke mai.n so jaau.n
wo waqt-e-mubaarak aae

wo KHwaab me.n mere aae.n
ai kaash ! karam farmaae.n
mai.n qadmo.n me.n gir jaau.n
wo waqt-e-mubaarak aae

hai dil ka, 'Ubaid ! ye armaa.n
phir ban kar un ka mehmaa.n
darbaar me.n naa't sunaau.n
wo waqt-e-mubaarak aae


Poet:
Owais Raza Qadri

Naat-Khwaan:
Owais Raza Qadri
Mahboob Ke Dar Par Jaun Wo Waqt e Mubarak Aaye Lyrics | Mahboob Ke Dar Par Jaun Lyrics in Hindi | Sarkar Ke Dar Par Jaun Lyrics in Hindi | Mahboob Ke Dar Par Jaon Lyrics | mahbub mehboob mehbub pe jau jao wakt waqte wakte aye | 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2025 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |

Comments

Most Popular

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)

ऐ शहंशाह-ए-मदीना अस्सलातु वस्सलाम / Aye Shahenshah-e-Madina Assalatu Wassalam

ताजदार-ए-हरम ऐ शहंशाह-ए-दीं | तुम पे हर दम करोड़ों दुरूद-ओ-सलाम / Tajdar-e-Haram Aye Shahanshah-e-Deen | Tum Pe Har Dam Karodon Durood-o-Salam

आक़ा ले लो सलाम अब हमारा / Aaqa Le Lo Salam Ab Hamara

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

क़ल्ब-ए-आशिक़ है अब पारा पारा | अलविदा अलविदा माह-ए-रमज़ाँ / Qalb-e-Aashiq Hai Ab Para Para | Alvida Alvida Mahe Ramzan

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain