मेहरबाँ मुझ पे नबियों का अगर सरदार हो जाए / Mehrban Mujh Pe Nabiyon Ka Agar Sardar Ho Jaye

मेहरबाँ मुझ पे नबियों का अगर सरदार हो जाए
ये दा'वा है कि 'आसी ख़ुल्द का हक़दार हो जाए

ज़माने का सताया हूँ, परेशाँ-हाल रहता हूँ
करम की इक नज़र मुझ पर मेरे सरकार हो जाए

फ़क़त मैं ही नहीं बल्कि सभी 'उश्शाक़ कहते हैं
किसी दिन, या रसूलल्लाह ! तेरा दीदार हो जाए

मैं पलकों से बुहारूँगा, मेरे आक़ा ! तेरी गलियाँ
बुलावा एक दिन मेरा, मेरे सरकार ! हो जाए

क़सम अल्लाह की, गलियाँ मदीने की सुहानी हैं
वहाँ इक बार जाना हो तो बेड़ा पार हो जाए

तमन्ना है दिल-ए-सज्जाद की मुद्दत से, ऐ मौला !
नज़ारा गुंबद-ए-ख़ज़रा मुझे इक बार हो जाए


शायर:
सज्जाद निज़ामी

ना'त-ख़्वाँ:
सज्जाद निज़ामी





mehrbaa.n mujh pe nabiyo.n ka agar sardaar ho jaae
ye daa'wa hai ki 'aasi KHuld ka haqdaar ho jaae

zamaane ka sataaya hu.n, pareshaa.n-haal rehta hu.n
karam ki ik nazar mujh par mere sarkaar ho jaae

faqat mai.n hi nahi.n balki sabhi 'ushshaaq kehte hai.n
kisi din, ya rasoolallah ! tera deedaar ho jaae

mai.n palko.n se buhaaroonga, mere aaqa ! teri galiyaa.n
bulaawa ek din mera, mere sarkaar ! ho jaae

qasam allah ki, galiyaa.n madine ki suhaani hai.n
wahaa.n ik baar jaana ho to be.Da paar ho jaae

tamanna hai dil-e-Sajjaad ki muddat se, ai maula !
nazaara gumbad-e-KHazra mujhe ik baar ho jaae


Poet:
Sajjad Nizami

Naat-Khwaan:
Sajjad Nizami
Mehrban Mujh Pe Nabiyon Ka Agar Sardar Ho Jaye Lyrics in English | Karam Ki Ek Nazar Mujh Par Mere Sarkar Ho Jaye Lyrics in Hindi | Sajjad Nizami Naat Lyrics meharban maherban mujhpe nabiyo jae | 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2025 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |

Comments

Most Popular

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)