नबी की नात पढ़ता हूँ दिल-ए-मुज़्तर मचलता है / Nabi Ki Naat Padhta Hun Dil-e-Muztar Machalta Hai

नबी की ना'त पढ़ता हूँ, दिल-ए-मुज़्तर मचलता है
ख़ुदा के फ़ज़्ल से मेरा मुक़द्दर भी सँवरता है

जो 'आशिक़ है इमाम-उल-अंबिया का वो तसव्वुर में
यहीं से गुंबद-ए-ख़ज़रा का जल्वा देख लेता है

नबी से जिस को उल्फ़त है वही जन्नत में जाएगा
बिलाली 'इश्क़ दुनिया में यही ए'लान करता है

नबी के 'इश्क़ में पढ़ ले नमाज़-ए-पंजगाना जो
उसी का दिल चमकता है, उसी का रुख़ चमकता है

बहुत ही ख़ूबसूरत है मेरे सरकार का रौज़ा
कोई जब देख लेता है ज़माना भूल जाता है

इशारा आप का पा कर हजर भी बोल उठते हैं
दु'आ से आप की सूरज पलट कर लौट आता है

मुसीबत जब भी आती है, तेरा मैं नाम लेता हूँ
तेरी तौसीफ़ के सदक़े मेरा हर काम बनता है

दिखा दे मुझ को भी, मौला ! रसूल-ए-पाक का रौज़ा
मदीना देखने को दिल मेरा हर पल मचलता है

सुकून-ए-क़ल्ब मिलता है, दिवाने झूम जाते हैं
कि रिज़वाँ झूम कर जब भी नबी की ना'त पढ़ता है


शायर:
रिज़वान महबूबी

ना'त-ख़्वाँ:
संदली अहमद





nabi ki naa't pa.Dhta hu.n, dil-e-muztar machalta hai
KHuda ke fazl se mera muqaddar bhi sanwarta hai

jo 'aashiq hai imaam-ul-ambiya ka wo tasawwur me.n
yahi.n se gumbad-e-KHazra ka jalwa dekh leta hai

nabi se jis ko ulfat hai wahi jannat me.n jaaega
bilaali 'ishq duniya me.n yahi e'laan karta hai

nabi ke 'ishq me.n pa.Dh le namaaz-e-panjgaana jo
usi ka dil chamakta hai, usi ka ruKH chamakta hai

bahut hi KHoobsoorat hai mere sarkaar ka rauza
koi jab dekh leta hai zamaana bhool jaata hai

ishaara aap ka paa kar hajar bhi bol uThte hai.n
du'aa se aap ki sooraj palaT kar lauT aata hai

museebat jab bhi aati hai, tera mai.n naam leta hu.n
teri tauseef ke sadqe mera har kaam banta hai

dikha de mujh ko bhi, maula ! rasool-e-paak ka rauza
madina dekhne ko dil mera har pal machalta hai

sukoon-e-qalb milta hai, diwaane jhoom jaate hai.n
ki Rizwaa.n jhoom kar jab bhi nabi ki naa't pa.Dhta hai


Poet:
Rizwan Mehboobi

Naat-Khwaan:
Sandali Ahmad
Nabi Ki Naat Padhta Hun Dil e Muztar Machalta Hai Lyrics in Hindi | Nabi Ki Naat Parhta Hoon Lyrics | Nabi Ki Naat Padhta Hun Lyrics in Hindi | padta parta hu hon hoon dile hei hein hein | 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2025 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |

Comments

Most Popular

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)