ADVERTISEMENT

निराली है जो दुनिया से वो शफ़क़त बाप करता है / Nirali Hai Jo Duniya Se Wo Shafqat Baap Karta Hai

निराली है जो दुनिया से वो शफ़क़त बाप करता है
अनोखी अपने बच्चों से मोहब्बत बाप करता है

ये बच्चे 'उम्र भर इस का भी बदला दे नहीं पाते
अकेला एक दिन में जितनी मेहनत बाप करता है

सभी रिश्ते भी प्यारे हैं मगर औलाद की ख़ातिर
किसी से जो नहीं होती वो हिम्मत बाप करता है

कभी सोचा भी है तुम ने, खिलौने तोड़ने वालो !
तुम्हारे ख़्वाब होते हैं हक़ीक़त बाप करता है

ज़माने की सभी मजबूरियों से लड़ के, फ़ारूक़ी !
सभी बच्चों की पूरी हर ज़रुरत बाप करता है


शायर:
सुहैल कलीम फ़ारूक़ी

ना'त-ख़्वाँ:
क़ारी शाहिद महमूद क़ादरी
अज़मत रज़ा भागलपुरी





niraali hai jo duniya se wo shafqat baap karta hai
anokhi apne bachcho.n se mohabbat baap karta hai

ye bachche 'umr bhar is ka bhi badla de nahi.n paate
akela ek din me.n jitni mehnat baap karta hai

sabhi rishte bhi pyaare hai.n magar aulaad ki KHaatir
kisi se jo nahi.n hoti wo himmat baap karta hai

kabhi socha bhi hai tum ne, khilaune to.Dne waalo !
tumhaare KHwaab hote hai.n haqeeqat baap karta hai

zamaane ki sabhi majbooriyo.n se la.D ke, Faarooqi !
sabhi bachcho.n ki poori har zaroorat baap karta hai


Poet:
Sohail Kaleem Farooqi

Naat-Khwaan:
Qari Shahid Mehmood Qadri
Azmat Raza Bhagalpuri

Comments

Most Popular

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

पुकारो या रसूलल्लाह | तुम भी कर के उन का चर्चा अपने दिल चमकाओ / Pukaro Ya Rasoolallah | Pukaro Ya Rasool Allah | Tum Bhi Kar Ke Unka Charcha Apne Dil Chamkao

चमक तुझ से पाते हैं सब पाने वाले | मेरा दिल भी चमका दे चमकाने वाले / Chamak Tujh Se Pate Hain Sab Pane Wale | Mera Dil Bhi Chamka De Chamkane Wale

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

उन की महक ने दिल के ग़ुंचे खिला दिये हैं / Un Ki Mahak Ne Dil Ke Gunche Khila Diye Hain

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

जश्न-ए-आमद-ए-रसूल अल्लाह ही अल्लाह | बीबी आमिना के फूल अल्लाह ही अल्लाह / Jashn-e-Amad-e-Rasool Allah Hi Allah | Bibi Amina Ke Phool Allah Hi Allah

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai