मिलता है क्या नमाज़ में सज्दे में जा के देख / Milta Hai Kya Namaz Mein Sajde Mein Ja Ke Dekh

मिलता है क्या नमाज़ में सज्दे में जा के देख
अल्लाह के हुज़ूर तू सर को झुका के देख

मिलता है क्या नमाज़ में सज्दे में जा के देख

बेशक बुराइयों से बचाती नमाज़ है
बंदों को किब्रिया से मिलाती नमाज़ है
मुश्किल को, रंज-ओ-ग़म को मिटाती नमाज़ है
आए न गर यक़ीन तो फिर आज़मा के देख

मिलता है क्या नमाज़ में सज्दे में जा के देख

ख़ल्लाक़-ए-काएनात का फ़रमान है नमाज़
मोमिन की आन-बान है, पहचान है नमाज़
इक दीन का सुतून है और शान है नमाज़
पढ़ कर नमाज़ अपने ख़ुदा को मना के देख

मिलता है क्या नमाज़ में सज्दे में जा के देख

करती नमाज़ सुर्ख़रू रब के हुज़ूर है
ज़ाहिर का हुस्न और ये बातिन का नूर है
शैतानी वार को भी ये कर देती चूर है
दुनिया से हट, नमाज़ में दिल को लगा के देख

मिलता है क्या नमाज़ में सज्दे में जा के देख

रिश्वत से तेरे दिल में कराहत ये लाएगी
ग़ाफ़िल ! नमाज़ सूद से तुझ को बचाएगी
आदाब ज़िंदगी के तुझे ये सिखाएगी
इक बार ख़ुद को राह-ए-ख़ुदा में तू ला के देख

मिलता है क्या नमाज़ में सज्दे में जा के देख

शौक़-ए-फ़रीदी ! रब की रिज़ा है नमाज़ में
आती नज़र नबी की अदा है नमाज़ में
इब्न-ए-'अली का सर भी कटा है नमाज़ में
कितने बुलंद हैं ये तक़ाज़े वफ़ा के देख

मिलता है क्या नमाज़ में सज्दे में जा के देख
अल्लाह के हुज़ूर तू सर को झुका के देख


शायर:
हाफ़िज़ शौक़ फ़रीदी

ना'त-ख़्वाँ:
हाफ़िज़ ताहिर क़ादरी
साहिल रज़ा क़ादरी





milta hai kya namaaz me.n sajde me.n ja ke dekh
allah ke huzoor tu sar ko jhuka ke dekh

milta hai kya namaaz me.n sajde me.n ja ke dekh

beshak buraaiyo.n se bachaati namaaz hai
bando.n ko kibriya se milaati namaaz hai
mushkil ko, ranj-o-Gam ko miTaati namaaz hai
aae na gar yaqeen to phir aazmaa ke dekh

milta hai kya namaaz me.n sajde me.n ja ke dekh

KHallaaq-e-kaaenaat ka farmaan hai namaaz
momin ki aan-baan hai, pehchaan hai namaaz
ik deen ka sutoon hai aur shaan hai namaaz
pa.Dh kar namaaz apne KHuda ko mana ke dekh

milta hai kya namaaz me.n sajde me.n ja ke dekh

karti namaaz surKHroo rab ke huzoor hai
zaahir ka husn aur ye baatin ka noor hai
shaitaani waar ko bhi ye kar deti choor hai
duniya se haT, namaaz me.n dil ko laga ke dekh

milta hai kya namaaz me.n sajde me.n ja ke dekh

rishwat se tere dil me.n karaahat ye laaegi
Gaafil ! namaaz sood se tujh ko bachaaegi
aadaab zindagi ke tujhe ye sikhaaegi
ik baar KHud ko raah-e-KHuda me.n tu la ke dekh

milta hai kya namaaz me.n sajde me.n ja ke dekh

Shauq-e-Fareedi ! rab ki riza hai namaaz me.n
aati nazar nabi ki ada hai namaaz me.n
ibn-e-'ali ka sar bhi kaTa hai namaaz me.n
kitne buland hai.n ye taqaaze wafa ke dekh

milta hai kya namaaz me.n sajde me.n ja ke dekh
allah ke huzoor tu sar ko jhuka ke dekh


Poet:
Hafiz Shauq Fareedi

Naat-Khwaan:
Hafiz Tahir Qadri
Sahil Raza Qadri
Milta Hai Kya Namaz Mein Lyrics | Milta Hai Kya Namaz Mein Sajde Mein Ja Ke Dekh Lyrics in Hindi | Milta Hai Kya Namaz Mein Naat Lyrics in Hindi | hei hein hain me mei mai main jake | 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2026 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |

Comments

Most Popular

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

मुस्तफ़ा, जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम (मुख़्तसर) / Mustafa, Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam (Short)

वो बन में क़दम रख दें तो बन जाता है बन फूल | सर-ता-ब-क़दम है तन-ए-सुल्तान-ए-ज़मन फूल तज़मीन के साथ / Wo Ban Mein Qadam Rakh Den To Ban Jata Hai Ban Phool | Sar-Ta-Ba-Qadam Hai Tan-e-Sultan-e-Zaman Phool With Tazmeen

चमक तुझ से पाते हैं सब पाने वाले | मेरा दिल भी चमका दे चमकाने वाले / Chamak Tujh Se Pate Hain Sab Pane Wale | Mera Dil Bhi Chamka De Chamkane Wale

ऐ शहंशाह-ए-मदीना अस्सलातु वस्सलाम / Aye Shahenshah-e-Madina Assalatu Wassalam