इश्क़ से माला-माल होते हैं | उन के नौकर कमाल होते हैं / Ishq Se Malamal Hote Hain | Un Ke Naukar Kamal Hote Hain

कमाल होते हैं, कमाल होते हैं
कमाल होते हैं, कमाल होते हैं

'इश्क़ से माला-माल होते हैं
उन के नौकर कमाल होते हैं

कमाल होते हैं, कमाल होते हैं

उन के नौकर कमाल होते हैं

अपने मँगतों के सर पे शाम-ओ-सहर
बीबी ज़हरा के लाल होते हैं

उन के नौकर कमाल होते हैं

'इश्क़ से माला-माल होते हैं
उन के नौकर कमाल होते हैं

मेरे लजपाल के सख़ी दर से
सब के पूरे सवाल होते हैं

उन के नौकर कमाल होते हैं

कमाल होते हैं, कमाल होते हैं

उन के नौकर कमाल होते हैं

उन का सदक़ा जो लोग खाते हैं
वही टुकड़े हलाल होते हैं

उन के नौकर कमाल होते हैं

'इश्क़ से माला-माल होते हैं
उन के नौकर कमाल होते हैं

'इश्क़-ए-ख़ैर-उल-वरा में जब देखो
आगे आगे बिलाल होते हैं

उन के नौकर कमाल होते हैं

कमाल होते हैं, कमाल होते हैं

उन के नौकर कमाल होते हैं

'आशिक़ों को, सुहैल फ़ारूक़ी !
यार ही के ख़याल होते हैं

उन के नौकर कमाल होते हैं

'इश्क़ से माला-माल होते हैं
उन के नौकर कमाल होते हैं


शायर:
सुहैल कलीम फ़ारूक़ी

ना'त-ख़्वाँ:
उमैर ज़ुबैर





kamaal hote hai.n, kamaal hote hai.n
kamaal hote hai.n, kamaal hote hai.n

'ishq se maala-maal hote hai.n
un ke naukar kamaal hote hai.n

kamaal hote hai.n, kamaal hote hai.n

un ke naukar kamaal hote hai.n

apne mangto.n ke sar pe shaam-o-sahar
bibi zahra ke laal hote hai.n

un ke naukar kamaal hote hai.n

'ishq se maala-maal hote hai.n
un ke naukar kamaal hote hai.n

mere lajpaal ke saKHi dar se
sab ke poore sawaal hote hai.n

un ke naukar kamaal hote hai.n

kamaal hote hai.n, kamaal hote hai.n

un ke naukar kamaal hote hai.n

un ka sadqa jo log khaate hai.n
wohi Tuk.De halaal hote hai.n

un ke naukar kamaal hote hai.n

'ishq se maala-maal hote hai.n
un ke naukar kamaal hote hai.n

'ishq-e-KHair-ul-wara me.n jab dekho
aage aage bilaal hote hai.n

un ke naukar kamaal hote hai.n

kamaal hote hai.n, kamaal hote hai.n

un ke naukar kamaal hote hai.n

'aashiqo.n ko, Suhail Farooqi !
yaar hi ke KHayaal hote hai.n

un ke naukar kamaal hote hai.n

'ishq se maala-maal hote hai.n
un ke naukar kamaal hote hai.n


Poet:
Sohail Kaleem Farooqi

Naat-Khwaan:
Umair Zubair
Unke Nokar Kamal Hote Hain Lyrics | Unke Nokar Kamal Hote Hain Lyrics in Hindi | Ishq Se Malamal Hote Hain Lyrics in Hindi | Kamal Hote Hain Lyrics in English | unkey hotey hany | Unkay Nokar Kamal Hotay Hain | maalamal maalaamaal malamaal 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2026 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |

Comments

Most Popular

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)

ऐ शहंशाह-ए-मदीना अस्सलातु वस्सलाम / Aye Shahenshah-e-Madina Assalatu Wassalam

क़ल्ब-ए-आशिक़ है अब पारा पारा | अलविदा अलविदा माह-ए-रमज़ाँ / Qalb-e-Aashiq Hai Ab Para Para | Alvida Alvida Mahe Ramzan

ताजदार-ए-हरम ऐ शहंशाह-ए-दीं | तुम पे हर दम करोड़ों दुरूद-ओ-सलाम / Tajdar-e-Haram Aye Shahanshah-e-Deen | Tum Pe Har Dam Karodon Durood-o-Salam

आक़ा ले लो सलाम अब हमारा / Aaqa Le Lo Salam Ab Hamara

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain