मुस्तफ़ा आप के जैसा कोई आया ही नहीं / Mustafa Aap Ke Jaisa Koi Aaya Hi Nahin

मुस्तफ़ा आप के जैसा कोई आया ही नहीं
आता भी कैसे, जब अल्लाह ने बनाया ही नहीं

कोई सानी न है रब का, न मेरे आक़ा का
एक का जिस्म नहीं, एक का साया ही नहीं

क़ब्र में जब कहा सरकार ने, ये मेरा है
फिर फ़रिश्तों ने मुझे हाथ लगाया ही नहीं

ज़ुल्फ़ वल्लैल है, रुख़ वद्दुहा, मा-ज़ाग़ आँखें
इस तरह रब ने किसी को भी सजाया ही नहीं

आप ने जब से नवाज़ा है, या रसूलल्लाह !
मैं ने दामन किसी चौखट पे बिछाया ही नहीं

जिस ने सरकार के चेहरे की ज़ियारत की है
उस की नज़रों में कोई और समाया ही नहीं

लौट कर आ गया मक्के से, मदीने न गया
कैसे जाता, तुझे आक़ा ने बुलाया ही नहीं

जब से दरवाज़े पे लिखा मैं ने आ'ला हज़रत
कोई गुस्ताख़-ए-नबी घर मेरे आया ही नहीं

जब से दरवाज़े पे लिखा है या रसूलल्लाह
कोई गुस्ताख़-ए-नबी घर मेरे आया ही नहीं

जब तलक पुश्त पे शब्बीर रहे, ऐ फ़ैज़ी !
सर को सज्दे से पयम्बर ने उठाया ही नहीं


शायर:
शमीम फ़ैज़ी

ना'त-ख़्वाँ:
शमीम फ़ैज़ी
हाफ़िज़ ताहिर क़ादरी
ग़ुलाम मुस्तफ़ा क़ादरी





mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi.n
aata bhi kaise, jab allah ne banaaya hi nahi.n

koi saani na hai rab ka, na mere aaqa ka
ek ka jism nahi.n, ek ka saaya hi nahi.n

qabr me.n jab kaha sarkaar ne, ye mera hai
phir farishto.n ne mujhe haath lagaaya hi nahi.n

zulf wallail hai, ruKH wadduha, maa-zaaG aankhe.n
is tarah rab ne kisi ko bhi sajaaya hi nahi.n

aap ne jab se nawaaza hai, ya rasoolallah !
mai.n ne daaman kisi chaukhaT pe bichhaaya hi nahi.n

jis ne sarkaar ke chehre ki ziyaarat ki hai
us ki nazro.n me.n koi aur samaaya hi nahi.n

lauT kar aa gaya makke se, madine na gaya
kaise jaata, tujhe aaqa ne bulaaya hi nahi.n

jab se darwaaze pe likha mai.n ne aa'la hazrat
koi gustaaKH-e-nabi ghar mere aaya hi nahi.n

jab se darwaaze pe likha hai ya rasoolallah
koi gustaaKH-e-nabi ghar mere aaya hi nahi.n

jab talak pusht pe shabbir rahe, ai Faizi !
sar ko sajde se payambar ne uThaaya hi nahi.n


Poet:
Shamim Faizi

Naat-Khwaan:
Shamim Faizi
Hafiz Tahir Qadri
Ghulam Mustafa Qadri
Mustafa Aap Ke Jaisa Koi Aaya Hi Nahi Lyrics | Mustafa Aap Ke Jaisa Koi Aaya Hi Nahi Lyrics in Hindi | Mustafa Aapke Jaisa Koi Aaya Hi Nahi Lyrics | apke ap jaysa aya lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2023

Comments

Most Popular

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain (All Versions)

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर उन की तस्वीर सीने में मौजूद है | उन का जल्वा तो सीने में मौजूद है / Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar Unki Tasweer Seene Mein Maujood Hai | Un Ka Jalwa To Seene Mein Maujood Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al-Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer

मुस्तफ़ा, जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम (मुख़्तसर) / Mustafa, Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam (Short)

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

हो करम सरकार अब तो हो गए ग़म बे-शुमार / Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Gham Beshumar

फ़ज़्ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना | मदनी सेहरा / Fazl-e-Rabb-e-Pak Se Beta Mera Dulha Bana | Madani Wedding Sehra