क़ादरी आस्ताना सलामत रहे | मुस्तफ़ा का घराना सलामत रहे / Qadri Aastana Salamat Rahe | Qadri Astana Salamat Rahe | Mustafa Ka Gharana Salamat Rahe

क़ादरी आस्ताना सलामत रहे
मुस्तफ़ा का घराना सलामत रहे

पल रहे हैं जहाँ से ये दोनों जहाँ
वो सख़ी आस्ताना सलामत रहे

पल रहे हैं जहाँ से ये शाह-ओ-गदा
वो सख़ी आस्ताना सलामत रहे

दर्दमंदों के सर पर है साया-फ़िगन
आप का शामियाना सलामत रहे

तुम से मंसूब है ज़िंदगी का निसाब
हश्र तक ये फ़साना सलामत रहे

ये नकीरैन बोले मुझे क़ब्र में
मुस्तफ़ा का दीवाना सलामत रहे

हुक्म था कि अदा हों नमाज़ें पचास
आप का आना-जाना सलामत रहे

है क़यामत तलक हर ज़माना तेरा
तेरा हर इक ज़माना सलामत रहे

ग़ौस की महफ़िलें फिर से सजने लगीं
सुन्नियों का घराना सलामत रहे

'इत्रत-ए-फ़ातिमा पर उजागर निसार
सय्यिदा का घराना सलामत रहे


शायर:
अल्लामा निसार अली उजागर

ना'त-ख़्वाँ:
मीलाद रज़ा क़ादरी
हाफ़िज़ ग़ुलाम मुस्तफ़ा क़ादरी
सय्यिद फ़ुर्क़ान क़ादरी
सय्यिद अर्सलान शाह क़ादरी





qaadri aastaana salaamat rahe
mustafa ka gharaana salaamat rahe

pal rahe hai.n jahaa.n se ye dono.n jahaa.n
wo saKHi aastaana salaamat rahe

pal rahe hai.n jahaa.n se ye shaah-o-gada
wo saKHi aastaana salaamat rahe

dardmando.n ke sar par hai saaya-figan
aap ka shaamiyaana salaamat rahe

tum se mansoob hai zindagi ka nisaab
hashr tak ye fasaana salaamat rahe

ye nakeerain bole mujhe qabr me.n
mustafa ka deewaana salaamat rahe

hukm tha ki ada ho.n namaaze.n pachaas
aap ka aana-jaana salaamat rahe

hai qayaamat talak har zamaana tera
tera har ik zamaana salaamat rahe

Gaus ki mehfile.n phir se sajne lagee.n
sunniyo.n ka gharaana salaamat rahe

'itrat-e-faatima par Ujaagar nisaar
sayyida ka gharaana salaamat rahe


Poet:
Allama Nisar Ali Ujagar

Naat-Khwaan:
Milad Raza Qadri
Hafiz Ghulam Mustafa Qadri
Syed Furqan Qadri
Syed Arsalan Shah Qadri
Qadri Astana Salamat Rahe Lyrics in Hindi | Mustafa Ka Gharana Salamat Rahe Lyrics in Hindi | Qadri Aastana Salamat Rahe Lyrics in Hindi | Fatima Ka Gharana Salamat Rahe Lyrics in Hindi | qadri astana salamat rahe lyrics in English | qadri aastana salamat rahe lyrics | kadri kaadri quadri astaana garana garaana gharaana sayeda syeda sayyeda sayyida saiyada saiyeda gos ghous ghaus samiyana shamiyana New Manqabat Ghaus e Azam |manqabat ghous pak | manqabat e ghous e azam lyrics in Hindi lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई, नात शरीफ की किताब हिंदी में, आला हजरत की नात शरीफ lyrics, हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman

Comments

Most Popular

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain (All Versions)

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

मेरा बादशाह हुसैन है | ऐसा बादशाह हुसैन है / Mera Baadshaah Husain Hai | Aisa Baadshaah Husain Hai

हम हुसैन वाले हैं / Hum Hussain Wale Hain

कर्बला के जाँ-निसारों को सलाम / Karbala Ke Jaan-nisaron Ko Salam

अल्लाह की रज़ा है मोहब्बत हुसैन की | या हुसैन इब्न-ए-अली / Allah Ki Raza Hai Mohabbat Hussain Ki | Ya Hussain Ibne Ali

हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर उन की तस्वीर सीने में मौजूद है | उन का जल्वा तो सीने में मौजूद है / Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar Unki Tasweer Seene Mein Maujood Hai | Un Ka Jalwa To Seene Mein Maujood Hai

हुसैन आज सर को कटाने चले हैं / Husain Aaj Sar Ko Katane Chale Hain