सामने है मंजधार, आक़ा !, कश्ती लगा दो पार, आक़ा ! / Saamne Hai Manjdhaar, Aaqa !, Kashti Laga Do Paar, Aaqa !

सामने है मंजधार, आक़ा !
कश्ती लगा दो पार, आक़ा !

आशिक़ है बेदार, आक़ा !
आप का है इंतिजार, आक़ा !

चाँद सितारे देख लिए
इन के नज़ारे देख लिए
तयबा का हो दीदार, आक़ा !
आप का है इंतिजार, आक़ा !

फिर से हवा-ए-कुफ़्र चली
उम्मत है नर्ग़े में फँसी
उम्मत के ग़म-ख़्वार, आक़ा !
आप का है इंतिजार, आक़ा !

सूखे हुए लब खिलते हैं
पत्थर-दिल भी पिगलते हैं
ऐसा तेरा किरदार, आक़ा !
आप का है इंतिजार, आक़ा !

आप की याद के ग़म के सिवा
कोई नहीं हमदर्द मेरा
देख चुके संसार, आक़ा !
आप का है इंतिजार, आक़ा !


नात-ख़्वाँ:
ग़ुलाम नूर-ए-मुजस्सम





saamne hai manjdhaar, aaqa !
kashti laga do paar, aaqa !

aashiq hai bedaar, aaqa !
aap ka hai intijaar, aaqa !

chaand sitaare dekh liye
in ke nazaare dekh liye
tayba ka ho deedaar, aaqa !
aap ka hai intijaar, aaqa !

phir se hawa-e-kufr chali
ummat hai narGe me.n fa.nsi
ummat ke Gam-KHwaar, aaqa !
aap ka hai intijaar, aaqa !

sookhe hue lab khilte hai.n
patthar-dil bhi pigalte hai.n
aisa tera kirdaar, aaqa !
aap ka hai intijaar, aaqa !

aap ki yaad ke Gam ke siwa
koi nahi.n hamdard mera
dekh chuke sansaar, aaqa !
aap ka hai intijaar, aaqa !


Naat-Khwaan:
Ghulam Noor-e-Mujassam
Samne Hai Manjdhaar Aaqa Naat Lyrics, Kashti Laga Do Paar Aaqa Lyrics, Aap Ka Hai Intijar Aaqa Lyrics in Hindi, Samne Hai Manjhdhaar Aaqa Lyrics saamne he hain majdhaar majdhar majhdhar majhdhaar manjdhar manjhdhar aqa kasti kisti kishti lagado samane aapka intajar intajaar intjar intjaar intijaar lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई, नात शरीफ की किताब हिंदी में, आला हजरत की नात शरीफ lyrics, हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman

Comments

Most Popular

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam

अल्लाह की रज़ा है मोहब्बत हुसैन की | या हुसैन इब्न-ए-अली / Allah Ki Raza Hai Mohabbat Hussain Ki | Ya Hussain Ibne Ali

मेरा बादशाह हुसैन है | ऐसा बादशाह हुसैन है / Mera Baadshaah Husain Hai | Aisa Baadshaah Husain Hai

कर्बला के जाँ-निसारों को सलाम / Karbala Ke Jaan-nisaron Ko Salam

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

हम हुसैन वाले हैं / Hum Hussain Wale Hain

हुसैन तुम को ज़माना सलाम कहता है / Hussain Tum Ko Zamana Salam Kehta Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

हर ज़माना मेरे हुसैन का है / Har Zamana Mere Hussain Ka Hai

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai