लेता हूँ इस लिए तो मैं नाम-ए-मुआविया / Leta Hun Is Liye To Main Naam-e-Muawiya
लेता हूँ इस लिए तो मैं नाम-ए-मु'आविया
मैं हूँ ग़ुलाम इब्न-ए-ग़ुलाम-ए-मु'आविया
हाथों में उन के हाथ न देते कभी हसन
एक भी न ठीक होता जो काम-ए-मु'आविया
हम ने तो देखनी है फ़क़त निस्बत-ए-नबी
है उन के क़ुर्ब वालों में नाम-ए-मु'आविया
नज़राना उन का लेते थे हसनैन शौक़ से
देते थे वापसी पे सलाम-ए-मु'आविया
निकली है उन की मद्ह ज़बान-ए-हुज़ूर से
है किस-क़दर बुलंद मक़ाम-ए-मु'आविया
मौला 'अली ने जाना न उन को कभी बुरा
वो भी अदब से लेते थे नाम-ए-मु'आविया
ये है रज़ा का फ़ैज़ कि राशिद के हाथ में
हुब्ब-ए-'अली की मय है और जाम-ए-मु'आविया
ना'त-ख़्वाँ:
सबतर अख़्तरी
नूर आलम अत्तारी
मैं हूँ ग़ुलाम इब्न-ए-ग़ुलाम-ए-मु'आविया
हाथों में उन के हाथ न देते कभी हसन
एक भी न ठीक होता जो काम-ए-मु'आविया
हम ने तो देखनी है फ़क़त निस्बत-ए-नबी
है उन के क़ुर्ब वालों में नाम-ए-मु'आविया
नज़राना उन का लेते थे हसनैन शौक़ से
देते थे वापसी पे सलाम-ए-मु'आविया
निकली है उन की मद्ह ज़बान-ए-हुज़ूर से
है किस-क़दर बुलंद मक़ाम-ए-मु'आविया
मौला 'अली ने जाना न उन को कभी बुरा
वो भी अदब से लेते थे नाम-ए-मु'आविया
ये है रज़ा का फ़ैज़ कि राशिद के हाथ में
हुब्ब-ए-'अली की मय है और जाम-ए-मु'आविया
ना'त-ख़्वाँ:
सबतर अख़्तरी
नूर आलम अत्तारी
leta hu.n is liye to mai.n naam-e-mu'aawiya
mai.n hu.n Gulaam ibn-e-Gulaam-e-mu'aawiya
haatho.n me.n un ke haath na dete kabhi hasan
ek bhi na Theek hota jo kaam-e-mu'aawiya
ham ne to dekhni hai faqat nisbat-e-nabi
hai un ke qurb waalo.n me.n naam-e-mu'aawiya
nazraana un ka lete the hasnain shauq se
dete the waapsi pe salaam-e-mu'aawiya
nikli hai un ki mad.h zabaan-e-huzoor se
hai kis-qadar buland maqaam-e-mu'aawiya
maula 'ali ne jaana na un ko kabhi bura
wo bhi adab se lete the naam-e-mu'aawiya
ye hai raza ka faiz ki Raashid ke haath me.n
hubb-e-'ali ki mai hai aur jaam-e-mu'aawiya
Naat-Khwaan:
Sabtar Akhtari
Noor Alam Attari
mai.n hu.n Gulaam ibn-e-Gulaam-e-mu'aawiya
haatho.n me.n un ke haath na dete kabhi hasan
ek bhi na Theek hota jo kaam-e-mu'aawiya
ham ne to dekhni hai faqat nisbat-e-nabi
hai un ke qurb waalo.n me.n naam-e-mu'aawiya
nazraana un ka lete the hasnain shauq se
dete the waapsi pe salaam-e-mu'aawiya
nikli hai un ki mad.h zabaan-e-huzoor se
hai kis-qadar buland maqaam-e-mu'aawiya
maula 'ali ne jaana na un ko kabhi bura
wo bhi adab se lete the naam-e-mu'aawiya
ye hai raza ka faiz ki Raashid ke haath me.n
hubb-e-'ali ki mai hai aur jaam-e-mu'aawiya
Naat-Khwaan:
Sabtar Akhtari
Noor Alam Attari
Leta Hun Is Liye To Main Naam e Muawiya Lyrics in Hindi | Main Hun Ghulam Ibn e Ghulam e Muawiya Lyrics in Hindi | Manqabat e Ameer e Muawiya in Hindi | hoon hu me mei mein naame gulam gulaam ghulaam ibne ghulame gulame gulaame ghulaame
lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi |
नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में,
नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics |
हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman
50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2023
Comments
Post a Comment