ADVERTISEMENT

रुख़-ए-महबूब-ए-सुब्हानी के सदक़े / Rukh-e-Mehboob-e-Subhani Ke Sadqe

रुख़-ए-महबूब-ए-सुब्हानी के सदक़े
मैं उस तस्वीर-ए-नूरानी के सदक़े

शह-ए-इक़्लीम-ए-'इरफ़ानी के सदक़े
जनाब-ए-ग़ौस-ए-समदानी के सदक़े

मु'ईनुद्दीन अजमेरी के क़ुर्बां
मुहियुद्दीन जीलानी के सदक़े

बना है सीना गुलज़ार-ए-ख़लीली
मैं अपने दर्द-ए-पिनहानी के सदक़े

तसद्दुक़ मह-जबीनों पर ज़माना
मैं अपने पीर-ए-ला-सानी के सदक़े

फ़िदा बेदम 'अली के लाडलों पर
रसूलुल्लाह के जानी के सदक़े


शायर:
बेदम शाह वारसी

ना'त-ख़्वाँ:
हूरीआ फ़हीम





ruKH-e-mahboob-e-sub.haani ke sadqe
mai.n us tasweer-e-nooraani ke sadqe

shah-e-iqleem-e-irfaani ke sadqe
janaab-e-Gaus-e-samdaani ke sadqe

mu'eenuddin ajmeri ke qurbaa.n
muhiyuddin jeelaani ke sadqe

bana hai seena gulzaar-e-KHaleeli
mai.n apne dard-e-pinhaani ke sadqe

tasadduq mah-jabeeno.n par zamaana
mai.n apne peer-e-laa-saani ke sadqe

fida Bedam 'ali ke laaDlo.n par
rasoolullah ke jaani ke sadqe


Poet:
Bedam Shah Warsi

Naat-Khwaan:
Hooria Faheem

Comments

Most Popular

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

उन की महक ने दिल के ग़ुंचे खिला दिये हैं / Un Ki Mahak Ne Dil Ke Gunche Khila Diye Hain

मीराँ वलियों के इमाम / Meeran Waliyon Ke Imam

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

इमदाद कुन इमदाद कुन या ग़ौस-ए-आज़म दस्तगीर / Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghaus-e-Azam Dastagir | Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghous-e-Azam Dastagir

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

सरकार-ए-ग़ौस-ए-आज़म नज़र-ए-करम ख़ुदारा / Sarkar-e-Ghaus-e-Azam Nazar-e-Karam Khudara

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye