या नबी मैं आप का जब से दीवाना हो गया / Ya Nabi Main Aap Ka Jab Se Deewana Ho Gaya

या नबी ! मैं आप का जब से दीवाना हो गया
मेरे पीछे बा-ख़ुदा सारा ज़माना हो गया

कर लिया जिस दिन से हम ने उन की सुन्नत पर 'अमल
जन्नत-उल-फ़िरदौस में मेरा ठिकाना हो गया

वो जहन्नम के कभी शो'लों में जल सकता नहीं
मेहरबाँ जिस पर मुहम्मद का घराना हो गया

वो चमकते ही रहेंगे हश्र तक सारे मकाँ
सरवर-ए-कौनैन का जिस घर में आना हो गया

खा रहा है जिन का सदक़ा, है उन्हीं से दुश्मनी
बंद कर, नज्दी ! तेरा नाटक पुराना हो गया


ना'त-ख़्वाँ:
ज़ैन-उल-'आबिदीन कानपुरी





ya nabi ! mai.n aap ka jab se deewana ho gaya
mere peechhe baa-KHuda saara zamaana ho gaya

kar liya jis din se ham ne un ki sunnat par 'amal
jannat-ul-firdaus me.n mera Thikaana ho gaya

wo jahannam ke kabhi sho'lo.n me.n jal sakta nahi.n
mehrbaa.n jis par muhammad ka gharaana ho gaya

wo chamakte hi rahenge hashr tak saare makaa.n
sarwar-e-kaunain ka jis ghar me.n aana ho gaya

khaa raha hai jin ka sadqa, hai unhi.n se dushmani
band kar, Najdi ! tera naaTak puraana ho gaya


Naat-Khwaan:
Zainul Abedin Kanpuri
Ya Nabi Main Aap Ka Jab Se Deewana Ho Gaya Lyrics | Ya Nabi Main Aap Ka Jab Se Deewana Ho Gaya Lyrics in Hindi | Zainul Abedin Kanpuri Naat Lyrics | mei mai mein ap diwana diwaana dewana | lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2024

Comments

Most Popular

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ki Mahshar Mein Sirf Un Ki Rasaai Hai

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

चमक तुझ से पाते हैं सब पाने वाले | मेरा दिल भी चमका दे चमकाने वाले / Chamak Tujh Se Pate Hain Sab Pane Wale | Mera Dil Bhi Chamka De Chamkane Wale