ADVERTISEMENT

बू-बकर सिद्दीक़ जैसा कोई हो सकता नहीं / Bu Bakar Siddiq Jaisa Koi Ho Sakta Nahin

बू-बकर सिद्दीक़ जैसा कोई हो सकता नहीं
है वफ़ा में बे-मिसल, दुनिया में उस जैसा नहीं

फूल ख़ुशबूदार सारे हैं रसूलुल्लाह के
जो महक सिद्दीक़ ने दी ऐसी और देता नहीं

इक नबी इक यार था, दोनों तरफ़ ही प्यार था
गर न आते ग़ार का रुत्बा बुलंद होता नहीं

दीद थी दीदार था, दीदार था बस प्यार था
गोद में महबूब था, क्या यार ने चूमा नहीं

गुंबद-ए-ख़ज़रा में है आराम-फ़रमा बू-बकर
दर खुला रौज़े का ख़ुद ही, वैसे ख़ुद खुलता नहीं

ग़ुलाम क़ादिर ! ये हमारा है 'अक़ीदा नज़रिया
इज़ हुमा फ़िल-ग़ार जैसा कोई बन सकता नहीं


शायर:
ग़ुलाम क़ादिर

ना'त-ख़्वाँ:
वक़ार उमर दंगराज





bu-bakar siddiq jaisa koi ho sakta nahi.n
hai wafa me.n be-misal, duniya me.n us jaisa nahi.n

phool KHushboodaar saare hai.n rasoolullah ke
jo mahak siddiq ne di aisi aur deta nahi.n

ik nabi ik yaar thaa, dono.n taraf hi pyaar thaa
gar na aate Gaar ka rutba buland hota nahi.n

deed thi deedaar tha, deedaar tha bas pyaar thaa
god me.n mahboob tha, kya yaar ne chooma nahi.n

gumbad-e-KHazra me.n hai aaraam-farma bu-bakar
dar khula rauze ka KHud hi, waise KHud khulta nahi.n

Gulaam Qaadir ! ye hamaara hai 'aqeeda nazriya
iz huma fil-Gaar jaisa koi ban sakta nahi.n


Poet:
Ghulam Qadir

Naat-Khwaan:
Waqar Umar Dangraj
Bu Bakar Siddiq Jaisa Koi Ho Sakta Nahi Lyrics in Hindi | Abu Bakar Siddique Jesa Koi Nahi Lyrics | Bu Bakar Siddique Jaisa Koi Ho Sakta Nahi Lyrics | abu Aboo boo bakr siddiq jaysa | Manqabat abu bakar siddiq Lyrics in Hindi | lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2024

Comments

Most Popular

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai

चमक तुझ से पाते हैं सब पाने वाले | मेरा दिल भी चमका दे चमकाने वाले / Chamak Tujh Se Pate Hain Sab Pane Wale | Mera Dil Bhi Chamka De Chamkane Wale

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)

आक़ा है हमारा मौला है हमारा / Aaqa Hai Hamara Maula Hai Hamara

ज़िंदगी ये नहीं है किसी के लिए | वल्लाह वल्लाह / Zindagi Ye Nahin Hai Kisi Ke Liye | Wallah Wallah