क़िस्मत से गुज़र जाए एक रात मदीने में | आक़ा को सुनाऊँगा फिर नात मदीने में / Qismat Se Guzar Jaye Ek Raat Madine Mein | Aaqa Ko Sunaunga Phir Naat Madine Mein
क़िस्मत से गुज़र जाए एक रात मदीने में
आक़ा को सुनाऊँगा फिर ना'त मदीने में
पत्थर भी चमकते हैं, सोना भी निकलता है
शहरों से भी अच्छे हैं देहात मदीने में
अल्लाह रे ताबानी ! शाहों ने क़दम चूमे
देखी ये ग़ुलामों की औक़ात मदीने में
ऐ बाद-ए-सबा ! तुझ को इतना भी नहीं मा'लूम
बटती है नवासों की ख़ैरात मदीने में
ऐ मौत ! अभी रुक जा, उस वक़्त चली आना
सरकार हों और हम हों एक साथ मदीने में
मेहमान-ए-मुहम्मद को ज़हमत अगर होती है
आते हैं मदद करने सौ हाथ मदीने में
ना'त-ख़्वाँ:
ज़ैनुल आबिदीन कानपुरी

qismat se guzar jaae ek raat madine me.n
aaqa ko sunaaunga phir naa't madine me.n
patthar bhi chamakte hai.n, sona bhi nikalta hai
shehro.n se bhi achchhe hai.n dehaat madine me.n
allah re taabaani ! shaaho.n ne qadam choome
dekhi ye Gulaamo.n ki auqaat madine me.n
ai baad-e-saba ! tujh ko itna bhi nahi.n maa'loom
baT.ti hai nawaaso.n ki KHairaat madine me.n
ai maut ! abhi ruk jaa, us waqt chali aana
sarkaar ho.n aur ham ho.n ek saath madine me.n
mehmaan-e-muhammad ko zehmat agar hoti hai
aate hai.n madad karne sau haath madine me.n
Naat-Khwaan:
Zainul Abedin Kanpuri

Comments
Post a Comment