ADVERTISEMENT

रमज़ान से क़रार है / Ramzan Se Qarar Hai

रमज़ान से क़रार है, रमज़ान से क़रार है
रमज़ान से क़रार है, रमज़ान से क़रार है

हर लहज़ा पुर-बहार है, रमज़ान से क़रार है

रमज़ान से क़रार है, रमज़ान से क़रार है
रमज़ान से क़रार है, रमज़ान से क़रार है


बेचैन सीना, मुंतज़िर आँखें, तपाक दिल
हर 'उज़्व बे-क़रार है, रमज़ान से क़रार है

रमज़ान से क़रार है, रमज़ान से क़रार है
रमज़ान से क़रार है, रमज़ान से क़रार है


आँखें तरस रही हैं ज़ियारत को, ऐ 'अज़ीज़ !
हस्ती में इंतिज़ार है, रमज़ान से क़रार है

रमज़ान से क़रार है, रमज़ान से क़रार है
रमज़ान से क़रार है, रमज़ान से क़रार है

इस तीरा-शब को दे कोई फ़रहत नवीद की
लो आ गई नहार है, रमज़ान से क़रार है

रमज़ान से क़रार है, रमज़ान से क़रार है
रमज़ान से क़रार है, रमज़ान से क़रार है


ग़मगीन दिल को मिल गई ख़ुशख़बरी चाँद की
बेचैनी अब फ़रार है, रमज़ान से क़रार है

रमज़ान से क़रार है, रमज़ान से क़रार है
रमज़ान से क़रार है, रमज़ान से क़रार है

हर हर घड़ी मुसर्रत-ओ-रहमत की है घड़ी
कैसा 'अजब वक़ार है, रमज़ान से क़रार है

रमज़ान से क़रार है, रमज़ान से क़रार है
रमज़ान से क़रार है, रमज़ान से क़रार है

फ़ानी की हसरतें सभी अब पूरी हो गईं
जज़्बों में इंकिसार है, रमज़ान से क़रार है

रमज़ान से क़रार है, रमज़ान से क़रार है
रमज़ान से क़रार है, रमज़ान से क़रार है

हर लहज़ा पुर-बहार है, रमज़ान से क़रार है

रमज़ान से क़रार है, रमज़ान से क़रार है
रमज़ान से क़रार है, रमज़ान से क़रार है


शायर:
मुहम्मद अश्फ़ाक़ अत्तारी मदनी

ना'त-ख़्वाँ:
मुहम्मद अश्फ़ाक़ अत्तारी मदनी





ramzaan se qaraar hai, ramzaan se qaraar hai
ramzaan se qaraar hai, ramzaan se qaraar hai

har lehza pur-bahaar hai, ramzaan se qaraar hai

ramzaan se qaraar hai, ramzaan se qaraar hai
ramzaan se qaraar hai, ramzaan se qaraar hai

bechain seena, muntazir aankhe.n, tapaak dil
har 'uzw be-qaraar hai, ramzaan se qaraar hai

ramzaan se qaraar hai, ramzaan se qaraar hai
ramzaan se qaraar hai, ramzaan se qaraar hai

aankhe.n taras rahi hai.n ziyaarat ko, ai 'azeez !
hasti me.n intizaar hai, ramzaan se qaraar hai

ramzaan se qaraar hai, ramzaan se qaraar hai
ramzaan se qaraar hai, ramzaan se qaraar hai

is teera-shab ko de koi far.hat naweed ki
lo aa gai nahaar hai, ramzaan se qaraar hai

ramzaan se qaraar hai, ramzaan se qaraar hai
ramzaan se qaraar hai, ramzaan se qaraar hai

Gamgeen dil ko mil gai KHushKHabri chaand ki
bechaini ab faraar hai, ramzaan se qaraar hai

ramzaan se qaraar hai, ramzaan se qaraar hai
ramzaan se qaraar hai, ramzaan se qaraar hai

har har gha.Di musarrat-o-rahmat ki hai gha.Di
kaisa 'ajab waqaar hai, ramzaan se qaraar hai

ramzaan se qaraar hai, ramzaan se qaraar hai
ramzaan se qaraar hai, ramzaan se qaraar hai

Faani ki hasrate.n sabhi ab poori ho gai.n
jazbo.n me.n inkisaar hai, ramzaan se qaraar hai

ramzaan se qaraar hai, ramzaan se qaraar hai
ramzaan se qaraar hai, ramzaan se qaraar hai

har lehza pur-bahaar hai, ramzaan se qaraar hai

ramzaan se qaraar hai, ramzaan se qaraar hai
ramzaan se qaraar hai, ramzaan se qaraar hai


Poet:
Muhammad Ashfaq Attari Madani

Naat-Khwaan:
Muhammad Ashfaq Attari Madani

Comments

Most Popular

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

वो बन में क़दम रख दें तो बन जाता है बन फूल | सर-ता-ब-क़दम है तन-ए-सुल्तान-ए-ज़मन फूल तज़मीन के साथ / Wo Ban Mein Qadam Rakh Den To Ban Jata Hai Ban Phool | Sar-Ta-Ba-Qadam Hai Tan-e-Sultan-e-Zaman Phool With Tazmeen

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

उन की महक ने दिल के ग़ुंचे खिला दिये हैं / Un Ki Mahak Ne Dil Ke Gunche Khila Diye Hain

चमक तुझ से पाते हैं सब पाने वाले | मेरा दिल भी चमका दे चमकाने वाले / Chamak Tujh Se Pate Hain Sab Pane Wale | Mera Dil Bhi Chamka De Chamkane Wale