ADVERTISEMENT

मुबारक हो मह-ए-रमज़ान आया / Mubarak Ho Mah-e-Ramzan Aaya

मुबारक हो मह-ए-रमज़ान आया
सभी के हाथ में क़ुरआन आया

उतर आई हैं जन्नत की ग़िज़ाएँ
जब इफ़्तारी का दस्तर-ख़्वान आया

मह-ए-रमज़ान की ये 'अज़मतें हैं
कि हर एक क़ैद में शैतान आया

ख़ुशी की लहर रोज़े-दार में है
बे-रोज़े-दार पे तूफ़ान आया

ताहिर ! क्या बताऊँ शान इस की
अलग ले कर के अपनी शान आया


शायर:
ताहिर रज़ा रामपुरी

ना'त-ख़्वाँ:
ताहिर रज़ा रामपुरी
संदली अहमद





mubaarak ho mah-e-ramzaan aaya
sabhi ke haath me.n qur.aan aaya

utar aai hai.n Jannat ki Gizaae.n
jab iftaari ka dastar-KHwaan aaya

mah-e-ramzaan ki ye 'azmate.n hai.n
ki har ek qaida me.n shaitaan aaya

Khushi ki lahar roze-daar me.n hai
be-roze-daar pe toofaan aaya

ai Taahir ! kya bataau.n shaan is ki
alag le kar ke apni shaan aaya


Poet:
Tahir Raza Rampuri

Naat-Khwaan:
Tahir Raza Rampuri
Sandali Ahmad

Comments

Most Popular

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

सरकार-ए-ग़ौस-ए-आज़म नज़र-ए-करम ख़ुदारा / Sarkar-e-Ghaus-e-Azam Nazar-e-Karam Khudara

मीराँ वलियों के इमाम / Meeran Waliyon Ke Imam

इमदाद कुन इमदाद कुन या ग़ौस-ए-आज़म दस्तगीर / Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghaus-e-Azam Dastagir | Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghous-e-Azam Dastagir

फ़ासलों को ख़ुदारा मिटा दो | जालियों पर निगाहें जमी हैं / Faslon Ko Khudara Mita Do | Jaliyon Par Nigahen Jami Hain

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

ख़ुदा के फ़ज़्ल से हम पर है साया ग़ौस-ए-आज़म का / Khuda Ke Fazl Se Hum Par Hai Saya Ghous-e-Azam Ka

आस्ताँ है ये किस शाह-ए-ज़ीशान का मरहबा मरहबा / Aastan Hai Ye Kis Shah-e-Zeeshan Ka Marhaba Marhaba

क़ादरी आस्ताना सलामत रहे | मुस्तफ़ा का घराना सलामत रहे / Qadri Aastana Salamat Rahe | Qadri Astana Salamat Rahe | Mustafa Ka Gharana Salamat Rahe

शैअन-लिल्लाह या अब्दुल क़ादिर | इधर भी निगाह-ए-करम ग़ौस-ए-आज़म / Shayian Lillah Ya Abdul Qadir | Idhar Bhi Nigah-e-Karam Ghous-e-Azam