नात कहता हूँ मैं नात पढ़ता हूँ मैं | प्यारे आक़ा की मिदहत बड़ी चीज़ है / Naat Kehta Hun Main Naat Padhta Hun Main | Pyare Aaqa Ki Midhat Badi Cheez Hai

ना'त कहता हूँ मैं, ना'त पढ़ता हूँ मैं
प्यारे आक़ा की मिदहत बड़ी चीज़ है
ये स'आदत भी है, ये 'इबादत भी है
ना'त पढ़ने की 'आदत बड़ी चीज़ है

शेर बकरी को ले कर गया शान से
लोग समझे की बकरी गई जान से
मुस्तफ़ा की बदौलत अमाँ मिल गई
मुस्तफ़ा की ज़ियारत बड़ी चीज़ है

जाँ की बाज़ी लगा कर भी नाकाम हो
इक अदा छोड़ कर कैसे बे-दाम हो
सिर्फ़ मिस्वाक से जंग को जीत ली
मेरे आक़ा की सुन्नत बड़ी चीज़ है

डूब कर भी वो फ़ौरन पलट आएगा
और सहबा में आ कर ये बतलाएगा
हुक्म-ए-महबूब-ए-रब मानना है मुझे
मुस्तफ़ा की इता'अत बड़ी चीज़ है

चार सौ साल से साँप बेताब था
उस की आँखों में बस एक ही ख़्वाब था
इक नज़र देख लूँ रू-ए-बदरुद्दुजा
उस के दिल की ये हसरत बड़ी चीज़ है

जिस को चाहा नबी ने वली कर दिया
इक नज़र उठ गई और 'अली कर दिया
पूछो सिद्दीक़-ओ-फ़ारूक़-ओ-'उस्मान से
मुस्तफ़ा की ख़िलाफ़त बड़ी चीज़ है

माँ के क़दमों को सर पे उठाए चलो
उस की ता'ज़ीम दिल में बसाए चलो
उस से कतरा के दोज़ख़ में जाओ न तुम
माँ के क़दमों की जन्नत बड़ी चीज़ है

मुस्तफ़ा जान-ए-रहमत का फ़ैज़ान है
अहल-ए-सुन्नत का महफूज़ ईमान है
आ'ला हज़रत का 'आलम में ए'लान है
मुस्तफ़ा की मोहब्बत बड़ी चीज़ है


ना'त-ख़्वाँ:
असद इक़बाल कलकत्तवी





naa't kehta hu.n mai.n, naa't pa.Dhta hu.n mai.n
pyaare aaqa ki mid.hat ba.Di cheez hai
ye sa'aadat bhi hai, ye 'ibaadat bhi hai
naa't pa.Dhne ki 'aadat ba.Di cheez hai

sher bakri ko le kar gaya shaan se
log samjhe ki bakri gai jaan se
mustafa ki badaulat amaa.n mil gai
mustafa ki ziyaarat ba.Di cheez hai

jaa.n ki baazi laga kar bhi naakaam ho
ik ada chho.D kar kaise be-daam ho
sirf miswaak se jang ko jeet li
mere aaqa ki sunnat ba.Di cheez hai

Doob kar bhi wo fauran palaT aaega
aur sehba me.n aa kar ye batlaaega
hukm-e-mahboob-e-rab maan.na hai mujhe
mustafa ki itaa'at ba.Di cheez hai

chaar sau saal se saanp betaab tha
us ki aankho.n me.n bas ek hi KHwaab tha
ik nazar dekh lu.n roo-e-badrudduja
us ke dil ki ye hasrat ba.Di cheez hai

jis ko chaaha nabi ne wali kar diya
ik nazar uTh gai aur 'ali kar diya
poochho siddiq-o-faarooq-o-'usmaan se
mustafa ki KHilaafat ba.Di cheez hai

maa.n ke qadmo.n ko sar pe uThaae chalo
us ki taa'zeem dil me.n basaae chalo
us se katra ke dozaKH me.n jaao na tum
maa.n ke qadmo.n ki jannat ba.Di cheez hai

mustafa jaan-e-rahmat ka faizaan hai
ahl-e-sunnat ka mahfooz imaan hai
aa'la hazrat ka 'aalam me.n e'laan hai
mustafa ki mohabbat ba.Di cheez hai


Naat-Khwaan:
Asad Iqbal Kalkattavi
Naat Padhta Hoon Main Naat Kehta Hoon Main Lyrics in English | Naat Kehta Hoon Main Naat Padhta Hoon Main Lyrics in Hindi | Pyare Aaqa Ki Midhat Badi Cheez Hai Lyrics in Hindi | hu hon kaheta aqa parhta bari | 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2026 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |

Comments

Most Popular

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

फ़ज़्ल-ए-रब्ब-ए-पाक से भाई मेरा दूल्हा बना | मदनी सेहरा / Fazl-e-Rabb-e-Pak Se Bhai Mera Dulha Bana | Madani Wedding Sehra

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ki Mahshar Mein Sirf Un Ki Rasaai Hai

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana