उन के करम से काम सारा हो गया / Un Ke Karam Se Kaam Sara Ho Gaya
उन के करम से काम सारा हो गया
सब्ज़ गुंबद का नज़ारा हो गया
कर लिया अल्लाह ने उस को पसंद
जो मेरे आक़ा का प्यारा हो गया
नाम-ए-नामी मुस्तफ़ा सल्ले-'अला
बे-सहारों का सहारा हो गया
जिस ने देखा रौज़ा-ए-पुरनूर को
उस को जन्नत का नज़ारा हो गया
चाँद दो टुकड़े हुआ, सूरज फिरा
उन की उँगली का इशारा हो गया
मोहसिन-ए-'आसी ! यक़ीं है क़ब्र में
वो कहेंगे तू हमारा हो गया
ना'त-ख़्वाँ:
सय्यिद मोइज़ अशरफ़ी
सब्ज़ गुंबद का नज़ारा हो गया
कर लिया अल्लाह ने उस को पसंद
जो मेरे आक़ा का प्यारा हो गया
नाम-ए-नामी मुस्तफ़ा सल्ले-'अला
बे-सहारों का सहारा हो गया
जिस ने देखा रौज़ा-ए-पुरनूर को
उस को जन्नत का नज़ारा हो गया
चाँद दो टुकड़े हुआ, सूरज फिरा
उन की उँगली का इशारा हो गया
मोहसिन-ए-'आसी ! यक़ीं है क़ब्र में
वो कहेंगे तू हमारा हो गया
ना'त-ख़्वाँ:
सय्यिद मोइज़ अशरफ़ी
un ke karam se kaam saara ho gaya
sabz gumbad ka nazaara ho gaya
kar liya allah ne us ko pasand
jo mere aaqa ka pyaara ho gaya
naam-e-naami mustafa salle-'ala
be-sahaaro.n ka sahaara ho gaya
jis ne dekha rauza-e-purnoor ko
us ko jannat ka nazaara ho gaya
chaand do Tuk.De huaa, sooraj phira
un ki ungli ka ishaara ho gaya
Mohsin-e-'aasi ! yaqee.n hai qabr me.n
wo kahenge tu hamaara ho gaya
Naat-Khwaan:
Syed Moiz Ashrafi
sabz gumbad ka nazaara ho gaya
kar liya allah ne us ko pasand
jo mere aaqa ka pyaara ho gaya
naam-e-naami mustafa salle-'ala
be-sahaaro.n ka sahaara ho gaya
jis ne dekha rauza-e-purnoor ko
us ko jannat ka nazaara ho gaya
chaand do Tuk.De huaa, sooraj phira
un ki ungli ka ishaara ho gaya
Mohsin-e-'aasi ! yaqee.n hai qabr me.n
wo kahenge tu hamaara ho gaya
Naat-Khwaan:
Syed Moiz Ashrafi
Unke Karam Se Kaam Sara Ho Gaya Lyrics | Unke Karam Se Kaam Sara Ho Gaya Lyrics in Hindi | Unke Karam Se Kaam Sara Ho Gaya Lyrics in English | kam |
50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2026 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |
Comments
Post a Comment