आक़ा ने बुलाया रौज़े पर कुछ याद रहा कुछ भूल गया / Aaqa Ne Bulaya Roze Par Kuchh Yaad Raha Kuchh Bhool Gaya

आक़ा ने बुलाया रौज़े पर, कुछ याद रहा कुछ भूल गया
की 'अर्ज़-ए-तमन्ना रो रो कर, कुछ याद रहा कुछ भूल गया

बख़्शिश की तलब के जितने भी मज़मून थे सारे अज़-बर थे
गुंबद पे पड़ी जब मेरी नज़र, कुछ याद रहा कुछ भूल गया

बातें तो बहुत सी करनी थीं, हर ग़म का मदावा करना था
थीं मेरी निगाहें जाली पर, कुछ याद रहा कुछ भूल गया

मैं बारगह-ए-हम्ज़ा में गया, कि उन से सिफ़ारिश करवाऊँ
थीं उन की निगाहें जब मुझ पर, कुछ याद रहा कुछ भूल गया

कुछ 'अर्ज़ शहा से करना थी, कुछ नज़्र वहाँ पे करना थी
दरबार-ए-नबी का था वो असर, कुछ याद रहा कुछ भूल गया

जन्नत की कियारी भी देखी, मिम्बर का नज़ारा ख़ूब किया
जाली पे हुज़ूरी का मंज़र, कुछ याद रहा कुछ भूल गया

अश्कों की लड़ी थी चेहरे पर, अल्फ़ाज़ की माला थी लब पर
मोती जो लुटाए जी भर कर, कुछ याद रहा कुछ भूल गया

आक़ा से शफ़ा'अत जब माँगी, शैख़ैन से भी कुछ 'अर्ज़ किया
थे दोनों वहाँ सिद्दीक़-ओ-'उमर, कुछ याद रहा कुछ भूल गया

क़दमैन से पहुँचा जाली पर, रहमत के दरीचे खुलते गए
था मेरा मुक़द्दर ज़ोरों पर, कुछ याद रहा कुछ भूल गया

फिर इतना दिया आक़ा ने मुझे, औक़ात से मेरी बढ़ बढ़ कर
गिनता ही रहा मैं चुन चुन कर, कुछ याद रहा कुछ भूल गया

हाफ़िज़ है नबी का दीवाना, सर को जो लगाया चौखट से
फिर ख़ूब ही माँगा रो रो कर, कुछ याद रहा कुछ भूल गया


ना'त-ख़्वाँ:
असद रज़ा अत्तारी





aaqa ne bulaaya rauze par
kuchh yaad raha kuchh bhool gaya
ki 'arz-e-tamanna ro ro kar
kuchh yaad raha kuchh bhool gaya

baKHshish ki talab ke jitne bhi -
mazmoon the saare az-bar the
gumbad pe pa.Di jab meri nazar
kuchh yaad raha kuchh bhool gaya

kuchh 'arz shaha se karna thi
kuchh nazr wahaa.n pe karna thi
darbaar-e-nabi ka tha wo asar
kuchh yaad raha kuchh bhool gaya

jannat ki kiyaari bhi dekhi
mimbar ka nazaara KHoob kiya
jaali pe huzoori ka manzar
kuchh yaad raha kuchh bhool gaya

ashko.n ki la.Di thi chehre par
alfaaz ki maala thi lab par
moti jo luTaae jee bhar kar
kuchh yaad raha kuchh bhool gaya

aaqa se shafaa'at jab maangi
shaiKHain se bhi kuchh 'arz kiya
the dono.n wahaa.n siddiq-o-'umar
kuchh yaad raha kuchh bhool gaya

qadmain se pahuncha jaali par
rahmat ke dareeche khulte gaye
tha mera muqaddar zoro.n par
kuchh yaad raha kuchh bhool gaya

phir itna diya aaqa ne mujhe
auqaat se meri ba.Dh ba.Dh kar
ginta hi raha mai.n chun chun kar
kuchh yaad raha kuchh bhool gaya

Haafiz hai nabi ka deewana
sar ko jo lagaaya chaukhaT se
phir KHoob hi maanga ro ro kar
kuchh yaad raha kuchh bhool gaya


Naat-Khwaan:
Asad Raza Attari
Aaqa Ne Bulaya Roze Par Lyrics in Hindi | Kuch Yaad Raha Kuch Bhool Gaya Lyrics in English | Aaqa Ne Bulaya Roze Par Lyrics in English Asad Raza Attari Naat Lyrics in Hindi | aqa per yad bhul gaye | 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2026 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |

Comments

Most Popular

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ki Mahshar Mein Sirf Un Ki Rasaai Hai

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

चमक तुझ से पाते हैं सब पाने वाले | मेरा दिल भी चमका दे चमकाने वाले / Chamak Tujh Se Pate Hain Sab Pane Wale | Mera Dil Bhi Chamka De Chamkane Wale