इस बरस हज न हम कर सके हैं | आह महरूम हज से हुए हैं / Is Baras Hajj Na Hum Kar Sake Hain | Aah Mehroom Hajj Se Hue Hain

इस बरस हज न हम कर सके हैं
आह ! महरूम हज से हुए हैं
अपनी क़िस्मत पे हम रो रहे हैं
आह ! महरूम हज से हुए हैं

इस बरस हज न हम कर सके हैं
आह ! महरूम हज से हुए हैं

याद 'अर्फ़ात की आ रही है
वो खड़े हो के तुझ को मनाना
सब ख़यालों में नक़्श आ रहे हैं
आह ! महरूम हज से हुए हैं

इस बरस हज न हम कर सके हैं
आह ! महरूम हज से हुए हैं

उन से पूछो जो हज पर चले थे
जम'अ ज़ाद-ए-सफ़र कर रहे थे
नज़्र हालात वो हो गए हैं
आह ! महरूम हज से हुए हैं

इस बरस हज न हम कर सके हैं
आह ! महरूम हज से हुए हैं

साल भर हज के वो मुंतज़िर थे
कितनी मुश्किल से दिन कट रहे थे
जीते-जी अब तो वो मर गए हैं
आह ! महरूम हज से हुए हैं

इस बरस हज न हम कर सके हैं
आह ! महरूम हज से हुए हैं

आक़ा ! किस से कहूँ अपनी बिपता
कौन ज़ख़्मों पे मरहम रखेगा
तेरे दर पर भी न आ सके हैं
आह ! महरूम हज से हुए हैं

इस बरस हज न हम कर सके हैं
आह ! महरूम हज से हुए हैं

बख़्त ऐसा उजागर 'अता हो
हर बरस हज का मौसम लिखा हो
हाल-ए-दिल कह के हम रो रहे हैं
आह ! महरूम हज से हुए हैं

इस बरस हज न हम कर सके हैं
आह ! महरूम हज से हुए हैं


शायर:
अल्लामा निसार अली उजागर

ना'त-ख़्वाँ:
असद रज़ा अत्तारी
हाफ़िज़ अहमद रज़ा अत्तारी





is baras hajj na ham kar sake hai.n
aah ! mahroom hajj se hue hai.n
apni qismat pe ham ro rahe hai.n
aah ! mahroom hajj se hue hai.n

is baras hajj na ham kar sake hai.n
aah ! mahroom hajj se hue hai.n

yaad 'arfaat ki aa rahi hai
wo kha.De ho ke tujh ko manaana
sab KHayaalo.n me.n naqsh aa rahe hai.n
aah ! mahroom hajj se hue hai.n

is baras hajj na ham kar sake hai.n
aah ! mahroom hajj se hue hai.n

un se poochho jo hajj par chale the
jam'a zaad-e-safar kar rahe the
nazr haalaat wo ho gaye hai.n
aah ! mahroom hajj se hue hai.n

is baras hajj na ham kar sake hai.n
aah ! mahroom hajj se hue hai.n

saal bhar hajj ke wo muntazir the
kitni mushkil se din kaT rahe the
jeete-jee ab to wo mar gaye hai.n
aah ! mahroom hajj se hue hai.n

is baras hajj na ham kar sake hai.n
aah ! mahroom hajj se hue hai.n

aaqa ! kis se kahu.n apni bipta
kaun zaKHmo.n pe mar.ham rakhega
tere dar par bhi na aa sake hai.n
aah ! mahroom hajj se hue hai.n

is baras hajj na ham kar sake hai.n
aah ! mahroom hajj se hue hai.n

baKHt aisa Ujaagar 'ata ho
har baras hajj ka mausam likha ho
haal-e-dil keh ke ham ro rahe hai.n
aah ! mahroom hajj se hue hai.n

is baras hajj na ham kar sake hai.n
aah ! mahroom hajj se hue hai.n


Poet:
Allama Nisar Ali Ujagar

Naat-Khwaan:
Asad Raza Attari
Hafiz Ahmad Raza Attari
Is Baras Hajj Na Hum Kar Sake Hain Lyrics in English | Aah Mehroom Hajj Se Huye Hain Lyrics in English | Hajj Kalam Lyrics in Hindi | haj huwe hein | 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2026 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |

Comments

Most Popular

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ki Mahshar Mein Sirf Un Ki Rasaai Hai

चमक तुझ से पाते हैं सब पाने वाले | मेरा दिल भी चमका दे चमकाने वाले / Chamak Tujh Se Pate Hain Sab Pane Wale | Mera Dil Bhi Chamka De Chamkane Wale