काबे पे पड़ी पहली नज़र तुम को मुबारक / Kabe Pe Padi Pehli Nazar Tum Ko Mubarak

का'बे पे पड़ी पहली नज़र तुम को मुबारक
ऐ हाजियो ! ये हज का सफ़र तुम को मुबारक

मुज़दल्फ़ा है, 'अर्फ़ात है, मर्वा है, सफ़ा है
ये पाक ये पाकीज़ा नगर तुम को मुबारक

ऐ हाजियो ! ये हज का सफ़र तुम को मुबारक

का'बे पे पड़ी पहली नज़र तुम को मुबारक
ऐ हाजियो ! ये हज का सफ़र तुम को मुबारक


अब और तलब क्या है तेरी ज़ाइर-ए-का'बा
है फ़र्श-ए-हरम पर तेरा सर, तुम को मुबारक

ऐ हाजियो ! ये हज का सफ़र तुम को मुबारक

का'बे पे पड़ी पहली नज़र तुम को मुबारक
ऐ हाजियो ! ये हज का सफ़र तुम को मुबारक


हैं ख़ाक-ए-मदीना के तेरे हाथ में ज़र्रे
ये लाल, ये हीरे, ये गुहर तुम को मुबारक

ऐ हाजियो ! ये हज का सफ़र तुम को मुबारक

का'बे पे पड़ी पहली नज़र तुम को मुबारक
ऐ हाजियो ! ये हज का सफ़र तुम को मुबारक

तुम मस्जिद-ए-नबवी के अहाते में खड़े हो
ये नूरियों की राह-गुज़र तुम को मुबारक

ऐ हाजियो ! ये हज का सफ़र तुम को मुबारक

का'बे पे पड़ी पहली नज़र तुम को मुबारक
ऐ हाजियो ! ये हज का सफ़र तुम को मुबारक

फ़ारूक़ी ! सभी हाजियों से कहते हैं क़ुदसी
सज्दों के लिए रब का ये घर तुम को मुबारक

ऐ हाजियो ! ये हज का सफ़र तुम को मुबारक

का'बे पे पड़ी पहली नज़र तुम को मुबारक
ऐ हाजियो ! ये हज का सफ़र तुम को मुबारक


शायर:
सुहैल कलीम फ़ारूक़ी

ना'त-ख़्वाँ:
उमैर ज़ुबैर





kaa'be pe pa.Di pehli nazar tum ko mubaarak
ai haajiyo ! ye hajj ka safar tum ko mubaarak

muzdalfa hai, 'arfaat hai, marwa hai, safa hai
ye paak ye paakeeza nagar tum ko mubaarak

ai haajiyo ! ye hajj ka safar tum ko mubaarak

kaa'be pe pa.Di pehli nazar tum ko mubaarak
ai haajiyo ! ye hajj ka safar tum ko mubaarak

ab aur talab kya hai teri zaair-e-kaa'ba
hai farsh-e-haram par tera sar, tum ko mubaarak

ai haajiyo ! ye hajj ka safar tum ko mubaarak

kaa'be pe pa.Di pehli nazar tum ko mubaarak
ai haajiyo ! ye hajj ka safar tum ko mubaarak

hai.n KHaak-e-madina ke tere haath me.n zarre
ye laal, ye heere, ye guhar tum ko mubaarak

ai haajiyo ! ye hajj ka safar tum ko mubaarak

kaa'be pe pa.Di pehli nazar tum ko mubaarak
ai haajiyo ! ye hajj ka safar tum ko mubaarak

tum masjid-e-nabawi ke ahaate me.n kha.De ho
ye nooriyo.n ki raah-guzar tum ko mubaarak

ai haajiyo ! ye hajj ka safar tum ko mubaarak

kaa'be pe pa.Di pehli nazar tum ko mubaarak
ai haajiyo ! ye hajj ka safar tum ko mubaarak

Faarooqi ! sabhi haajiyo.n se kehte hai.n qudsi
sajdo.n ke liye rab ka ye ghar tum ko mubaarak

ai haajiyo ! ye hajj ka safar tum ko mubaarak

kaa'be pe pa.Di pehli nazar tum ko mubaarak
ai haajiyo ! ye hajj ka safar tum ko mubaarak


Poet:
Sohail Kaleem Farooqi

Naat-Khwaan:
Umair Zubair
Kabe Pe Padi Pehli Nazar Tumko Mubarak Lyrics in English | Aye Hajio Ye Hajj Ka Safar Tum Ko Mubarak Lyrics in English | Kabe Pe Pari Pehli Nazar Tumko Mubarak Lyrics in Hindi | parhi paheli ay ae haj | hajj kalam lyrics in hindi | 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2026 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |

Comments

Most Popular

मेरे हुसैन तुझे सलाम | अस्सलाम या हुसैन / Mere Hussain Tujhe Salaam | Assalam Ya Hussain

मेरा बादशाह हुसैन है | ऐसा बादशाह हुसैन है / Mera Baadshaah Husain Hai | Aisa Baadshaah Husain Hai

कर्बला के जाँ-निसारों को सलाम / Karbala Ke Jaan-nisaron Ko Salam

अल्लाह की रज़ा है मोहब्बत हुसैन की | या हुसैन इब्न-ए-अली / Allah Ki Raza Hai Mohabbat Hussain Ki | Ya Hussain Ibne Ali

हुसैन तुम को ज़माना सलाम कहता है / Hussain Tum Ko Zamana Salam Kehta Hai

सुल्तान-ए-कर्बला को हमारा सलाम हो / Sultan-e-Karbala Ko Hamara Salam Ho

हम हुसैन वाले हैं / Hum Hussain Wale Hain

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

पैकर-ए-सब्र-ओ-रज़ा, बादशाह-ए-कर्बला, वो हुसैन इब्न-ए-अली / Paikar-e-Sabr-o-Raza, Baadshaah-e-Karbala, Wo Husain Ibn-e-Ali