कुछ देर तो बैठो अहल-ए-दिल हम नूर-ए-हुदा की बात करें / Kuchh Der To Baitho Ahl-e-Dil Hum Noor-e-Huda Ki Baat Karein
कुछ देर तो बैठो, अहल-ए-दिल !
हम नूर-ए-हुदा की बात करें
सरकार-ए-दो-'आलम सल्ले-'अला
महबूब-ए-ख़ुदा की बात करें
वो जिन से मुनव्वर दोनों जहाँ
वो जिन से मिटी ज़ुल्मत शब की
तोहफ़े में जिन्हें क़ुरआन मिला
उन जान-ए-फ़िदा की बात करें
वश्शम्स है चेहरा-ए-अनवर और
वल्लैल हैं गेसू हज़रत के
कौनैन की महफ़िल जिन से सजी
वो सब से जुदा की बात करें
अलक़ाब मिले ताहा यासीं
मुज़म्मिल-ओ-मक्की-मदनी भी
और उस्वा-ए-हसना जिस को कहा
उस रब की सदा की बात करें
ग़म-ख़्वार हैं आक़ा उम्मत के
सरदार-ए-'उला हैं जन्नत के
वो रहमत-ए-'आलम नूर-ए-मुबीं
शफ़क़त की रिदा की बात करें
हो 'अज़मत-ओ-रिफ़'अत कैसे बयाँ
मे'राज तलक हैं जा पहुँचे
हम साक़ी-ए-आब-ए-कौसर के
अख़्लाक़-ओ-अदा की बात करें
हम जैसे गुनहगारों के लिए
वो रब से सिफ़ारिश कर देंगे
बहबूद की जो गूँजी है, फ़िज़ा !
उस हक़ की निदा की बात करें
शा'इरा:
फ़िज़ा फ़ानिया
ना'त-ख़्वाँ:
मुफ़्ती अनस यूनुस
हम नूर-ए-हुदा की बात करें
सरकार-ए-दो-'आलम सल्ले-'अला
महबूब-ए-ख़ुदा की बात करें
वो जिन से मुनव्वर दोनों जहाँ
वो जिन से मिटी ज़ुल्मत शब की
तोहफ़े में जिन्हें क़ुरआन मिला
उन जान-ए-फ़िदा की बात करें
वश्शम्स है चेहरा-ए-अनवर और
वल्लैल हैं गेसू हज़रत के
कौनैन की महफ़िल जिन से सजी
वो सब से जुदा की बात करें
अलक़ाब मिले ताहा यासीं
मुज़म्मिल-ओ-मक्की-मदनी भी
और उस्वा-ए-हसना जिस को कहा
उस रब की सदा की बात करें
ग़म-ख़्वार हैं आक़ा उम्मत के
सरदार-ए-'उला हैं जन्नत के
वो रहमत-ए-'आलम नूर-ए-मुबीं
शफ़क़त की रिदा की बात करें
हो 'अज़मत-ओ-रिफ़'अत कैसे बयाँ
मे'राज तलक हैं जा पहुँचे
हम साक़ी-ए-आब-ए-कौसर के
अख़्लाक़-ओ-अदा की बात करें
हम जैसे गुनहगारों के लिए
वो रब से सिफ़ारिश कर देंगे
बहबूद की जो गूँजी है, फ़िज़ा !
उस हक़ की निदा की बात करें
शा'इरा:
फ़िज़ा फ़ानिया
ना'त-ख़्वाँ:
मुफ़्ती अनस यूनुस
kuchh der to baiTho, ahl-e-dil !
ham noor-e-huda ki baat kare.n
sarkaar-e-do-'aalam salle-'ala
mahboob-e-KHuda ki baat kare.n
wo jin se munawwar dono.n jahaa.n
wo jin se miTi zulmat shab ki
tohfe me.n jinhe.n qur.aan mila
un jaan-e-fida ki baat kare.n
washshams hai chehra-e-anwar aur
wallail hai.n gesoo hazrat ke
kaunain ki mehfil jin se saji
wo sab se juda ki baat kare.n
alqaab mile taaha yaasee.n
muzammil-o-makki-madani bhi
aur uswa-e-hasna jis ko kaha
us rab ki sada ki baat kare.n
Gam-KHwaar hai.n aaqa ummat ke
sardaar-e-'ula hai.n jannat ke
wo rahmat-e-'aalam noor-e-mubee.n
shafqat ki rida ki baat kare.n
ho 'azmat-o-rif'at kaise bayaa.n
me'raaj talak hai.n jaa pahunche
ham saaqi-e-aab-e-kausar ke
aKHlaaq-o-ada ki baat kare.n
ham jaise gunahgaaro.n ke liye
wo rab se sifaarish kar denge
behbood ki jo goonji hai, Fiza !
us haq ki nida ki baat kare.n
Poetess:
Fiza Faniya
Naat-Khwaan:
Mufti Anas Younus
ham noor-e-huda ki baat kare.n
sarkaar-e-do-'aalam salle-'ala
mahboob-e-KHuda ki baat kare.n
wo jin se munawwar dono.n jahaa.n
wo jin se miTi zulmat shab ki
tohfe me.n jinhe.n qur.aan mila
un jaan-e-fida ki baat kare.n
washshams hai chehra-e-anwar aur
wallail hai.n gesoo hazrat ke
kaunain ki mehfil jin se saji
wo sab se juda ki baat kare.n
alqaab mile taaha yaasee.n
muzammil-o-makki-madani bhi
aur uswa-e-hasna jis ko kaha
us rab ki sada ki baat kare.n
Gam-KHwaar hai.n aaqa ummat ke
sardaar-e-'ula hai.n jannat ke
wo rahmat-e-'aalam noor-e-mubee.n
shafqat ki rida ki baat kare.n
ho 'azmat-o-rif'at kaise bayaa.n
me'raaj talak hai.n jaa pahunche
ham saaqi-e-aab-e-kausar ke
aKHlaaq-o-ada ki baat kare.n
ham jaise gunahgaaro.n ke liye
wo rab se sifaarish kar denge
behbood ki jo goonji hai, Fiza !
us haq ki nida ki baat kare.n
Poetess:
Fiza Faniya
Naat-Khwaan:
Mufti Anas Younus
Kuch Der To Baitho Ahle Dil Lyrics | Kuch Der To Baitho Ahle Dil Lyrics in Hindi | Kuch Der To Baitho Ahle Dil Hum Noore Huda Ki Baat Karein Lyrics in Hindi | ahl e dil betho noor e huda karen | mufti anas yunus naat
50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2026 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |
Comments
Post a Comment