मौला तू दे सआदत हज पर बुला ले मौला / Maula Tu De Saadat Hajj Par Bula Le Maula

मौला ! तू दे स'आदत, हज पर बुला ले, मौला !
का'बे की हो ज़ियारत, हज पर बुला ले, मौला !

लाखों हैं जाने वाले, लाखों ही रह गए हैं
है सब दिलों की हसरत, हज पर बुला ले, मौला !

कहने को दूर हैं हम, दिल है मगर वहाँ पर
ये ख़्वाब हो हक़ीक़त, हज पर बुला ले, मौला !

हज की लगन हो दिल में, एहराम हो बदन पर
लब पर हो तेरी मिदहत, हज पर बुला ले, मौला !

'अर्फ़ात का हो मंज़र, माँगूँ दु'आएँ रो कर
बख़्शिश की दे ज़मानत, हज पर बुला ले, मौला !

मुज़दल्फ़ा का हो डेरा, हो हाजियों का फेरा
मुझ पर भी कर दे रहमत, हज पर बुला ले, मौला !

रहमत के इस जबल पर हाज़िर हो ये, उजागर !
ऐसी मिले इजाज़त, हज पर बुला ले, मौला !


शायर:
अल्लामा निसार अली उजागर

ना'त-ख़्वाँ:
हाफ़िज़ अनस रज़ा अत्तारी





maula ! tu de sa'aadat, hajj par bula le, maula !
kaa'be ki ho ziyaarat, hajj par bula le, maula !

laakho.n hai.n jaane waale, laakho.n hi reh gaye hai.n
hai sab dilo.n ki hasrat, hajj par bula le, maula !

kehne ko door hai.n ham, dil hai magar wahaa.n par
ye KHwaab ho haqeeqat, hajj par bula le, maula !

hajj ki lagan ho dil me.n, ehraam ho badan par
lab par ho teri mid.hat, hajj par bula le, maula !

'arfaat ka ho manzar, maangu.n du'aae.n ro kar
baKHshish ki de zamaanat, hajj par bula le, maula !

muzdalfa ka ho Dera, ho haajiyo.n ka phera
mujh par bhi kar de rahmat, hajj par bula le, maula !

rahmat ke is jabal par haazir ho ye, Ujaagar !
aisi mile ijaazat, hajj par bula le, maula !


Poet:
Allama Nisar Ali Ujagar

Naat-Khwaan:
Hafiz Anas Raza Attari
Maula Tu De Sadat Hajj Par Bula Le Maula Lyrics | Maula Tu De Saadat Hajj Par Bula Le Maula Lyrics in Hindi | Hajj Par Bula Le Maula Lyrics in English | Kabe Ki Ho Ziyarat Lyrics | moula mola mawla per bulale | 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2026 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |

Comments

Most Popular

मेरे हुसैन तुझे सलाम | अस्सलाम या हुसैन / Mere Hussain Tujhe Salaam | Assalam Ya Hussain

मेरा बादशाह हुसैन है | ऐसा बादशाह हुसैन है / Mera Baadshaah Husain Hai | Aisa Baadshaah Husain Hai

कर्बला के जाँ-निसारों को सलाम / Karbala Ke Jaan Nisaron Ko Salam

अल्लाह की रज़ा है मोहब्बत हुसैन की | या हुसैन इब्न-ए-अली / Allah Ki Raza Hai Mohabbat Hussain Ki | Ya Hussain Ibne Ali

हुसैन तुम को ज़माना सलाम कहता है / Hussain Tum Ko Zamana Salam Kehta Hai

सुल्तान-ए-कर्बला को हमारा सलाम हो / Sultan-e-Karbala Ko Hamara Salam Ho

हम हुसैन वाले हैं / Hum Hussain Wale Hain

पैकर-ए-सब्र-ओ-रज़ा, बादशाह-ए-कर्बला, वो हुसैन इब्न-ए-अली / Paikar-e-Sabr-o-Raza, Baadshaah-e-Karbala, Wo Husain Ibn-e-Ali

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

चाहते आप तो ख़ुद दौड़ के आता पानी / Chahte Aap To Khud Daud Ke Aata Pani