ADVERTISEMENT

वलवला-ए-इश्क़-ओ-उल्फ़त आया क़ुर्बानी का दिन / Walwala-e-Ishq-o-Ulfat Aaya Qurbani Ka Din

क़ुर्बानी है रब के लिए
और शुक्राना सब के लिए

वलवला-ए-'इश्क़-ओ-उल्फ़त, आया क़ुर्बानी का दिन
ये है इब्राहीमी सुन्नत, आया क़ुर्बानी का दिन

क़ुर्बानी है रब के लिए
और शुक्राना सब के लिए

आया क़ुर्बानी का दिन, आया क़ुर्बानी का दिन
आया क़ुर्बानी का दिन, आया क़ुर्बानी का दिन

जानवर और माल का सदक़ा हैं ये क़ुर्बानियाँ
होगी घर-भर की हिफ़ाज़त, आया क़ुर्बानी का दिन

क़ुर्बानी है रब के लिए
और शुक्राना सब के लिए

आया क़ुर्बानी का दिन, आया क़ुर्बानी का दिन
आया क़ुर्बानी का दिन, आया क़ुर्बानी का दिन

है हदीस-ए-मुस्तफ़ा और हिस्सा-ए-क़ुरआन है
ये है क़ुर्बानी 'इबादत, आया क़ुर्बानी का दिन

क़ुर्बानी है रब के लिए
और शुक्राना सब के लिए

आया क़ुर्बानी का दिन, आया क़ुर्बानी का दिन
आया क़ुर्बानी का दिन, आया क़ुर्बानी का दिन

ऐ उजागर ! ख़ुश-दिली से जानवर क़ुर्बान कर
मिलती है अल्लाह की क़ुर्बत, आया क़ुर्बानी का दिन

क़ुर्बानी है रब के लिए
और शुक्राना सब के लिए

आया क़ुर्बानी का दिन, आया क़ुर्बानी का दिन
आया क़ुर्बानी का दिन, आया क़ुर्बानी का दिन


शायर:
अल्लामा निसार अली उजागर

ना'त-ख़्वाँ:
हाफ़िज़ ग़ुलाम मुस्तफ़ा क़ादरी





qurbaani hai rab ke liye
aur shukraana sab ke liye

walwala-e-'ishq-o-ulfat, aaya qurbaani ka din
ye hai ibraaheemi sunnat, aaya qurbaani ka din

qurbaani hai rab ke liye
aur shukraana sab ke liye

aaya qurbaani ka din, aaya qurbaani ka din
aaya qurbaani ka din, aaya qurbaani ka din

jaanwar aur maal ka sadqa hai.n ye qurbaaniyaa.n
hogi ghar-bhar ki hifaazat, aaya qurbaani ka din

qurbaani hai rab ke liye
aur shukraana sab ke liye

aaya qurbaani ka din, aaya qurbaani ka din
aaya qurbaani ka din, aaya qurbaani ka din

hai hadees-e-mustafa aur hissa-e-qur.aan hai
ye hai qurbaani 'ibaadat, aaya qurbaani ka din

qurbaani hai rab ke liye
aur shukraana sab ke liye

aaya qurbaani ka din, aaya qurbaani ka din
aaya qurbaani ka din, aaya qurbaani ka din

ai Ujaagar ! KHush-dili se jaanwar qurbaan kar
milti hai allah ki qurbat, aaya qurbaani ka din

qurbaani hai rab ke liye
aur shukraana sab ke liye

aaya qurbaani ka din, aaya qurbaani ka din
aaya qurbaani ka din, aaya qurbaani ka din


Poet:
Allama Nisar Ali Ujagar

Naat-Khwaan:
Hafiz Ghulam Mustafa Qadri

Comments

Most Popular

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

मीराँ वलियों के इमाम / Meeran Waliyon Ke Imam

इमदाद कुन इमदाद कुन या ग़ौस-ए-आज़म दस्तगीर / Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghaus-e-Azam Dastagir | Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghous-e-Azam Dastagir

सरकार-ए-ग़ौस-ए-आज़म नज़र-ए-करम ख़ुदारा / Sarkar-e-Ghaus-e-Azam Nazar-e-Karam Khudara

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

फ़ासलों को ख़ुदारा मिटा दो | जालियों पर निगाहें जमी हैं / Faslon Ko Khudara Mita Do | Jaliyon Par Nigahen Jami Hain

क़ादरी आस्ताना सलामत रहे | मुस्तफ़ा का घराना सलामत रहे / Qadri Aastana Salamat Rahe | Qadri Astana Salamat Rahe | Mustafa Ka Gharana Salamat Rahe

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

ख़ुदा के फ़ज़्ल से हम पर है साया ग़ौस-ए-आज़म का / Khuda Ke Fazl Se Hum Par Hai Saya Ghous-e-Azam Ka

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai