माल-ओ-दौलत की चाहत बड़ी चीज़ है | या नबी आप का आस्ताना मिले / Mal-o-Daulat Ki Chahat Badi Cheez Hai | Ya Nabi Aap Ka Aastana Mile
माल-ओ-दौलत की चाहत बड़ी चीज़ है
मिटने वाली तमन्ना नहीं चाहिए
या नबी ! आप का आस्ताना मिले
और कोई ख़ज़ाना नहीं चाहिए
मौत के वक़्त का डर सताता है अब
बिस्तर-ए-मर्ग है और है जाँ ब-लब
आख़री वक़्त है आप आ जाइए
मरने वाले को दुनिया नहीं चाहिए
मुस्तफ़ा की ग़ुलामी मिली है मुझे
ख़ूबसूरत निशानी मिली है मुझे
जिन का साया नहीं उन के साए में हूँ
मुझ को ग़ैरों का साया नहीं चाहिए
रो रहा है गुनहगार तन्हाई में
मेरे अपने भी हैं मेरी रुस्वाई में
आप के सामने हूँ करम कीजिए
दूसरों का सहारा नहीं चाहिए
है वफ़ा का अमीं यार-ए-ग़ार-ए-नबी
जिस के पीछे 'अली ने नमाज़ें पढ़ी
उस को चौथा ख़लीफ़ा भी ठुकराएगा
जिस को पहला ख़लीफ़ा नहीं चाहिए
ऐसे किरदार हैं उन के दरबार में
जिन का सानी नहीं कोई संसार में
मेरे आगे सख़ावत है 'उस्मान की
मुझ को हातिम का क़िस्सा नहीं चाहिए
'आशिक़-ए-मुस्तफ़ा बाप ने ये कहा
मेरी बेटी ग़रीबों के घर जाएगी
जिन के दिल में नबी की मोहब्बत नहीं
उन अमीरों का रिश्ता नहीं चाहिए
'इश्क़-ए-सरकार हम को मिला है यहीं
छोड़ कर हम न जाएँगे ये दर कहीं
आ'ला हज़रत का नक़्श-ए-क़दम मिल गया
नज्दियों का 'अक़ीदा नहीं चाहिए
हैं 'अता-ए-नबी ख़्वाजा हिन्दल-वली
बारगाह-ए-नबी से हुकूमत मिली
मुल्क-ए-हिन्दुस्ताँ का है तू बादशाह
दूसरा कोई राजा नहीं चाहिए
मर्कज़-ए-अहल-ए-सुन्नत का ए'लान है
मेरे ताज-ए-शरी'अत का फ़रमान है
ख़्वाजा-ए-पाक का दर मिला है मुझे
ढोंगियों का वसीला नहीं चाहिए
ना'त ही बख़्शवाएगी ईमान है
ना'त नूर-ए-मुजस्सम की पहचान है
ना'त ही 'इश्क़ है, ना'त ही जान है
और कोई असासा नहीं चाहिए
शायर:
ग़ुलाम नूर-ए-मुजस्सम
ना'त-ख़्वाँ:
ग़ुलाम नूर-ए-मुजस्सम
मिटने वाली तमन्ना नहीं चाहिए
या नबी ! आप का आस्ताना मिले
और कोई ख़ज़ाना नहीं चाहिए
मौत के वक़्त का डर सताता है अब
बिस्तर-ए-मर्ग है और है जाँ ब-लब
आख़री वक़्त है आप आ जाइए
मरने वाले को दुनिया नहीं चाहिए
मुस्तफ़ा की ग़ुलामी मिली है मुझे
ख़ूबसूरत निशानी मिली है मुझे
जिन का साया नहीं उन के साए में हूँ
मुझ को ग़ैरों का साया नहीं चाहिए
रो रहा है गुनहगार तन्हाई में
मेरे अपने भी हैं मेरी रुस्वाई में
आप के सामने हूँ करम कीजिए
दूसरों का सहारा नहीं चाहिए
है वफ़ा का अमीं यार-ए-ग़ार-ए-नबी
जिस के पीछे 'अली ने नमाज़ें पढ़ी
उस को चौथा ख़लीफ़ा भी ठुकराएगा
जिस को पहला ख़लीफ़ा नहीं चाहिए
ऐसे किरदार हैं उन के दरबार में
जिन का सानी नहीं कोई संसार में
मेरे आगे सख़ावत है 'उस्मान की
मुझ को हातिम का क़िस्सा नहीं चाहिए
'आशिक़-ए-मुस्तफ़ा बाप ने ये कहा
मेरी बेटी ग़रीबों के घर जाएगी
जिन के दिल में नबी की मोहब्बत नहीं
उन अमीरों का रिश्ता नहीं चाहिए
'इश्क़-ए-सरकार हम को मिला है यहीं
छोड़ कर हम न जाएँगे ये दर कहीं
आ'ला हज़रत का नक़्श-ए-क़दम मिल गया
नज्दियों का 'अक़ीदा नहीं चाहिए
हैं 'अता-ए-नबी ख़्वाजा हिन्दल-वली
बारगाह-ए-नबी से हुकूमत मिली
मुल्क-ए-हिन्दुस्ताँ का है तू बादशाह
दूसरा कोई राजा नहीं चाहिए
मर्कज़-ए-अहल-ए-सुन्नत का ए'लान है
मेरे ताज-ए-शरी'अत का फ़रमान है
ख़्वाजा-ए-पाक का दर मिला है मुझे
ढोंगियों का वसीला नहीं चाहिए
ना'त ही बख़्शवाएगी ईमान है
ना'त नूर-ए-मुजस्सम की पहचान है
ना'त ही 'इश्क़ है, ना'त ही जान है
और कोई असासा नहीं चाहिए
शायर:
ग़ुलाम नूर-ए-मुजस्सम
ना'त-ख़्वाँ:
ग़ुलाम नूर-ए-मुजस्सम
maal-o-daulat ki chaahat ba.Di cheez hai
miTne waali tamanna nahi.n chaahiye
ya nabi ! aap ka aastaana mile
aur koi KHazaana nahi.n chaahiye
maut ke waqt ka Dar sataata hai ab
bistar-e-marg hai aur hai jaa.n ba-lab
aaKHri waqt hai aap aa jaaiye
marne waale ko duniya nahi.n chaahiye
mustafa ki Gulaami mili hai mujhe
KHoobsoorat nishaani mili hai mujhe
jin ka saaya nahi.n un ke saae me.n hu.n
mujh ko Gairo.n ka saaya nahi.n chaahiye
ro raha hai gunahgaar tanhaai me.n
mere apne bhi hai.n meri ruswaai me.n
aap ke saamne hu.n karam kijiye
doosro.n ka sahaara nahi.n chaahiye
hai wafa ka amee.n yaar-e-Gaar-e-nabi
jis ke peechhe 'ali ne namaaze.n pa.Dhi
us ko chautha KHaleefa bhi Thukraaega
jis ko pehla KHaleefa nahi.n chaahiye
aise kirdaar hai.n un ke darbaar me.n
jin ka saani nahi.n koi sansaar me.n
mere aage saKHaawat hai 'usmaan ki
mujh ko haatim ka qissa nahi.n chaahiye
'aashiq-e-mustafa baap ne ye kaha
meri beTi Gareebo.n ke ghar jaaegi
jin ke dil me.n nabi ki mohabbat nahi.n
un ameero.n ka rishta nahi.n chaahiye
'ishq-e-sarkaar ham ko mila hai yahi.n
chho.D kar ham na jaaenge ye dar kahi.n
aa'la hazrat ka naqsh-e-qadam mil gaya
najdiyo.n ka 'aqeeda nahi.n chaahiye
hai 'ata-e-nabi KHwaja hindal-wali
baargaah-e-nabi se hukoomat mili
mulk-e-hindustaa.n ka hai tu baadshaah
doosra koi raaja nahi.n chaahiye
markaz-e-ahl-e-sunnat ka e'laan hai
mere taaj-e-sharee'at ka farmaan hai
KHwaja-e-paak ka dar mila hai mujhe
Dhongiyo.n ka waseela nahi.n chaahiye
naa't hi baKHshwaaegi imaan hai
naa't Noor-e-Mujassam ki pehchaan hai
naa't hi 'ishq hai, naa't hi jaan hai
aur koi asaasa nahi.n chaahiye
Poet:
Gulam Noore Mujassam
Naat-Khwaan:
Gulam Noore Mujassam
miTne waali tamanna nahi.n chaahiye
ya nabi ! aap ka aastaana mile
aur koi KHazaana nahi.n chaahiye
maut ke waqt ka Dar sataata hai ab
bistar-e-marg hai aur hai jaa.n ba-lab
aaKHri waqt hai aap aa jaaiye
marne waale ko duniya nahi.n chaahiye
mustafa ki Gulaami mili hai mujhe
KHoobsoorat nishaani mili hai mujhe
jin ka saaya nahi.n un ke saae me.n hu.n
mujh ko Gairo.n ka saaya nahi.n chaahiye
ro raha hai gunahgaar tanhaai me.n
mere apne bhi hai.n meri ruswaai me.n
aap ke saamne hu.n karam kijiye
doosro.n ka sahaara nahi.n chaahiye
hai wafa ka amee.n yaar-e-Gaar-e-nabi
jis ke peechhe 'ali ne namaaze.n pa.Dhi
us ko chautha KHaleefa bhi Thukraaega
jis ko pehla KHaleefa nahi.n chaahiye
aise kirdaar hai.n un ke darbaar me.n
jin ka saani nahi.n koi sansaar me.n
mere aage saKHaawat hai 'usmaan ki
mujh ko haatim ka qissa nahi.n chaahiye
'aashiq-e-mustafa baap ne ye kaha
meri beTi Gareebo.n ke ghar jaaegi
jin ke dil me.n nabi ki mohabbat nahi.n
un ameero.n ka rishta nahi.n chaahiye
'ishq-e-sarkaar ham ko mila hai yahi.n
chho.D kar ham na jaaenge ye dar kahi.n
aa'la hazrat ka naqsh-e-qadam mil gaya
najdiyo.n ka 'aqeeda nahi.n chaahiye
hai 'ata-e-nabi KHwaja hindal-wali
baargaah-e-nabi se hukoomat mili
mulk-e-hindustaa.n ka hai tu baadshaah
doosra koi raaja nahi.n chaahiye
markaz-e-ahl-e-sunnat ka e'laan hai
mere taaj-e-sharee'at ka farmaan hai
KHwaja-e-paak ka dar mila hai mujhe
Dhongiyo.n ka waseela nahi.n chaahiye
naa't hi baKHshwaaegi imaan hai
naa't Noor-e-Mujassam ki pehchaan hai
naa't hi 'ishq hai, naa't hi jaan hai
aur koi asaasa nahi.n chaahiye
Poet:
Gulam Noore Mujassam
Naat-Khwaan:
Gulam Noore Mujassam
Comments
Post a Comment