सर झुकाता हूँ मैं ख़ुदा के लिए / Sar Jhukata Hun Main Khuda Ke Liye
सर झुकाता हूँ मैं ख़ुदा के लिए
जान हाज़िर है मुस्तफ़ा के लिए
हाथ उठे भी न थे दु'आ के लिए
मुस्तफ़ा आ गए 'अता के लिए
साथ ज़ैनब सकीना सुग़रा के
निकले असग़र भी कर्बला के लिए
हादिसा सर से टल ही जाएगा
मेरी माँ है अभी दु'आ के लिए
है मुजाहिद खड़ा मुसल्ले पर
रुक गई रेल इक़्तिदा के लिए
मैं हर इक नेक काम करता हूँ
अपने अल्लाह की रज़ा के लिए
झूम कर तुम पढ़ो, नदीम रज़ा !
ना'त है रूह की ग़िज़ा के लिए
शायर:
नदीम रज़ा फ़ैज़ी
ना'त-ख़्वाँ:
नदीम रज़ा फ़ैज़ी
जान हाज़िर है मुस्तफ़ा के लिए
हाथ उठे भी न थे दु'आ के लिए
मुस्तफ़ा आ गए 'अता के लिए
साथ ज़ैनब सकीना सुग़रा के
निकले असग़र भी कर्बला के लिए
हादिसा सर से टल ही जाएगा
मेरी माँ है अभी दु'आ के लिए
है मुजाहिद खड़ा मुसल्ले पर
रुक गई रेल इक़्तिदा के लिए
मैं हर इक नेक काम करता हूँ
अपने अल्लाह की रज़ा के लिए
झूम कर तुम पढ़ो, नदीम रज़ा !
ना'त है रूह की ग़िज़ा के लिए
शायर:
नदीम रज़ा फ़ैज़ी
ना'त-ख़्वाँ:
नदीम रज़ा फ़ैज़ी
sar jhukaata hu.n mai.n KHuda ke liye
jaan haazir hai mustafa ke liye
haath uThe bhi na the du'aa ke liye
mustafa aa gaye 'ata ke liye
saath zainab sakeena suGra ke
nikle asGar bhi karbala ke liye
haadisa sar se Tal hi jaaega
meri maa.n hai abhi du'aa ke liye
hai mujaahid kha.Da musalle par
ruk gai rail iqtida ke liye
mai.n har ik nek kaam karta hu.n
apne allah ki raza ke liye
jhoom kar tum pa.Dho, Nadeem Raza !
naa't hai rooh ki Giza ke liye
Poet:
Nadeem Raza Faizi
Naat-Khwaan:
Nadeem Raza Faizi
jaan haazir hai mustafa ke liye
haath uThe bhi na the du'aa ke liye
mustafa aa gaye 'ata ke liye
saath zainab sakeena suGra ke
nikle asGar bhi karbala ke liye
haadisa sar se Tal hi jaaega
meri maa.n hai abhi du'aa ke liye
hai mujaahid kha.Da musalle par
ruk gai rail iqtida ke liye
mai.n har ik nek kaam karta hu.n
apne allah ki raza ke liye
jhoom kar tum pa.Dho, Nadeem Raza !
naa't hai rooh ki Giza ke liye
Poet:
Nadeem Raza Faizi
Naat-Khwaan:
Nadeem Raza Faizi
Comments
Post a Comment