ADVERTISEMENT

अँधेरे में दिल के चराग़-ए-मोहब्बत ये किस ने जलाया सवेरे सवेरे / Andhere Mein Dil Ke Charaagh-e-Mohabbat Ye Kis Ne Jalaaya Sawere Sawere

अँधेरे में दिल के चराग़-ए-मोहब्बत ये किस ने जलाया सवेरे सवेरे
लिया जब से मैंने ये नाम-ए-मुहम्मद, बड़ा लुत्फ़ आया सवेरे सवेरे

ख़याल-ए-मदीना में नींद आ गई जब, क़रार आ गया बे-क़रारी को मेरी
किए सब्ज़-गुम्बद के मैंने नज़ारे, बड़ा लुत्फ़ आया सवेरे सवेरे

अँधेरे में दिल के चराग़-ए-मोहब्बत ये किस ने जलाया सवेरे सवेरे
लिया जब से मैंने ये नाम-ए-मुहम्मद, बड़ा लुत्फ़ आया सवेरे सवेरे

'अक़ीदत की मंज़िल का बस राज़ है ये, 'इशा के वुज़ू से अदा हो सहर भी
'इबादत का सौदा अँधेरे अँधेरे, मुनाफ़ा' कमाया सवेरे सवेरे

अँधेरे में दिल के चराग़-ए-मोहब्बत ये किस ने जलाया सवेरे सवेरे
लिया जब से मैंने ये नाम-ए-मुहम्मद, बड़ा लुत्फ़ आया सवेरे सवेरे

ख़ुदा की क़सम ! ये हक़ीक़त है सहरा की बे-नूर आँखों में भी नूर चमका
तेरे सब्ज़-गुम्बद ने सूरज की किरनों को जो जगमगाया सवेरे सवेरे

अँधेरे में दिल के चराग़-ए-मोहब्बत ये किस ने जलाया सवेरे सवेरे
लिया जब से मैंने ये नाम-ए-मुहम्मद, बड़ा लुत्फ़ आया सवेरे सवेरे


नात-ख़्वाँ:
इमरान शैख़ अत्तारी





andhere me.n dil ke charaaG-e-Mohabbat
ye kis ne jalaaya sawere sawere
liya jab se mai.n ne ye naam-e-muhammad
ba.Da lutf aaya sawere sawere

KHayaal-e-madina me.n neend aa gai jab
qaraar aa gaya be-qaraari ko meri
kiye sabz-gumbad ke mai.n ne nazaare
ba.Da lutf aaya sawere sawere

andhere me.n dil ke charaaG-e-Mohabbat
ye kis ne jalaaya sawere sawere
liya jab se mai.n ne ye naam-e-muhammad
ba.Da lutf aaya sawere sawere


'aqeedat ki manzil ka bas raaz hai ye
'isha ke wuzoo se ada ho sahar bhi
'ibaadat ka sauda andhere andhere
munaafa' kamaaya sawere sawere

andhere me.n dil ke charaaG-e-Mohabbat
ye kis ne jalaaya sawere sawere
liya jab se mai.n ne ye naam-e-muhammad
ba.Da lutf aaya sawere sawere

KHuda ki qasam ! ye haqeeqat hai sahra-
ki be-noor aankho.n me.n bhi noor chamka
tere sabz-gumbad ne sooraj ki kirno.n-
ko jo jagmagaaya sawere sawere

andhere me.n dil ke charaaG-e-Mohabbat
ye kis ne jalaaya sawere sawere
liya jab se mai.n ne ye naam-e-muhammad
ba.Da lutf aaya sawere sawere


Naat-Khwaan:
Imran Shaikh Attari
Andhere Mein Dil Ke Charage Mohabbat Lyrics in Hindi, Andhere Mein Dil Ke Charage Mohabbat Lyrics in English, Andhere Mein Dil Ke Naat Lyrics me dilke charag e muhabbat chirage charagh chiragh chraghe chiraghe charaage charaag charaaghe charaagh chiraagh chiraaghe charag-e-mohabbat charag-e-muhabbat chirag-e-mohabbat chirag-e-muhabbat charaagh-e-mohabbat charaagh-e-muhabbat chiraag-e-mohabbat chiraag-e-muhabbat charaag-e-mohabbat charaag-e-muhabbat chiraagh-e-mohabbat chiraagh-e-muhabbat ye kisne kis ne jalaya jalaaya sawere savere bada lutf mohammad liaa lia liya jabse mene maine naame naam e muhammad lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई, नात शरीफ की किताब हिंदी में, आला हजरत की नात शरीफ lyrics, हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman

Comments

  1. Dil Se Sare Mal nikaalne wala Aur dil khush karne wala Naat

    ReplyDelete

Post a Comment

Most Popular

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

मीराँ वलियों के इमाम / Meeran Waliyon Ke Imam

इमदाद कुन इमदाद कुन या ग़ौस-ए-आज़म दस्तगीर / Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghaus-e-Azam Dastagir | Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghous-e-Azam Dastagir

सरकार-ए-ग़ौस-ए-आज़म नज़र-ए-करम ख़ुदारा / Sarkar-e-Ghaus-e-Azam Nazar-e-Karam Khudara

फ़ासलों को ख़ुदारा मिटा दो | जालियों पर निगाहें जमी हैं / Faslon Ko Khudara Mita Do | Jaliyon Par Nigahen Jami Hain

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

क़ादरी आस्ताना सलामत रहे | मुस्तफ़ा का घराना सलामत रहे / Qadri Aastana Salamat Rahe | Qadri Astana Salamat Rahe | Mustafa Ka Gharana Salamat Rahe

ख़ुदा के फ़ज़्ल से हम पर है साया ग़ौस-ए-आज़म का / Khuda Ke Fazl Se Hum Par Hai Saya Ghous-e-Azam Ka

आस्ताँ है ये किस शाह-ए-ज़ीशान का मरहबा मरहबा / Aastan Hai Ye Kis Shah-e-Zeeshan Ka Marhaba Marhaba

मेरे ग्यारहवीं वाले पीर ग़ौस-ए-आज़म दस्तगीर / Mere Gyarahwin Wale Peer Ghaus-e-Azam Dastgeer | Mere Gyarvi Wale Peer Ghous-e-Azam Dastgeer