ADVERTISEMENT

हाज़िर है दर-ए-दौलत पे गदा सरकार तवज्जोह फ़रमाएँ / Hazir Hai Dar-e-Daulat Pe Gada Sarkar Tawajjoh Farmaein

हाज़िर है दर-ए-दौलत पे गदा, सरकार ! तवज्जोह फ़रमाएँ
मोहताज-ए-नज़र है हाल मेरा, सरकार ! तवज्जोह फ़रमाएँ

मैं कर के सितम अपनी जाँ पर, क़ुरआन से "जाऊका" सुन कर
आया हूँ बहुत शर्मिंदा सा, सरकार ! तवज्जोह फ़रमाएँ

मैं कब आने के क़ाबिल था, रहमत ने यहाँ तक पहुँचाया
सरकार पे तन-मन-जान फ़िदा, सरकार ! तवज्जोह फ़रमाएँ

आँसू आँसू है फ़रियादी और 'अर्ज़-ए-करम हिचकी हिचकी
धड़कन धड़कन देती है सदा, सरकार ! तवज्जोह फ़रमाएँ

इक मैं ही नहीं, पूरी उम्मत, सारी दुनिया, सारी ख़ल्क़त
तकती है रस्ता रहमत का, सरकार ! तवज्जोह फ़रमाएँ


शायर:
हफ़ीज़ ताइब

ना'त-ख़्वाँ:
ओवैस रज़ा क़ादरी
मुहम्मद आसिफ़ अत्तारी
मुहम्मद आरिफ़ अत्तारी





haazir hai dar-e-daulat pe gada
sarkaar ! tawajjoh farmaae.n
mohtaaj-e-nazar hai haal mera
sarkaar ! tawajjoh farmaae.n

mai.n kar ke sitam apni jaa.n par
qur.aan se "jaaooka" sun kar
aaya hu.n bahut sharminda saa
sarkaar ! tawajjoh farmaae.n

mai.n kab aane ke qaabil tha
rahmat ne yahaa.n tak pahunchaaya
sarkaar pe tan-man-jaan fida
sarkaar ! tawajjoh farmaae.n

aansoo aansoo hai fariyaadi
aur 'arz-e-karam hichki hichki
dha.Dkan dh.Dkan deti hai sadaa
sarkaar ! tawajjoh farmaae.n

ik mai.n hi nahi.n, poori ummat
saari duniya, saari KHalqat
takti hai rasta rahmat ka
sarkaar ! tawajjoh farmaae.n


Poet:
Hafiz Taib

Naat-Khwaan:
Owais Raza Qadri
Muhammad Asif Attari
Muhammad Arif Attari
Hazir Hai Dare Daulat Pe Gada Lyrics in Hindi | Sarkar Tawaju Farmain Naat Lyrics in Hindi | Sarkar Tawajjo Farmaye Lyrics in Hindi | Hazir Hai Dar e Daulat Pe Gada Lyrics in English | Hazir Hai Dare Daulat Pe Gada Lyrics, Sarkar Tawaju Farmain Lyrics in Hindi, Sarkar Tawajjo Farmaye Lyrics, Hazir Hai Dar e Daulat Pe Gada Lyrics Hindi haazir he hei hein hain dar dolat sarakar tawajju tawajo tawajoh tawajuh tawajjuh farmaein farmayein farmayen farmae farmaae farmaaye mohataj e nazar lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई, नात शरीफ की किताब हिंदी में, आला हजरत की नात शरीफ lyrics, हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman

Comments

Most Popular

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

मीराँ वलियों के इमाम / Meeran Waliyon Ke Imam

इमदाद कुन इमदाद कुन या ग़ौस-ए-आज़म दस्तगीर / Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghaus-e-Azam Dastagir | Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghous-e-Azam Dastagir

सरकार-ए-ग़ौस-ए-आज़म नज़र-ए-करम ख़ुदारा / Sarkar-e-Ghaus-e-Azam Nazar-e-Karam Khudara

फ़ासलों को ख़ुदारा मिटा दो | जालियों पर निगाहें जमी हैं / Faslon Ko Khudara Mita Do | Jaliyon Par Nigahen Jami Hain

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

क़ादरी आस्ताना सलामत रहे | मुस्तफ़ा का घराना सलामत रहे / Qadri Aastana Salamat Rahe | Qadri Astana Salamat Rahe | Mustafa Ka Gharana Salamat Rahe

ख़ुदा के फ़ज़्ल से हम पर है साया ग़ौस-ए-आज़म का / Khuda Ke Fazl Se Hum Par Hai Saya Ghous-e-Azam Ka

आस्ताँ है ये किस शाह-ए-ज़ीशान का मरहबा मरहबा / Aastan Hai Ye Kis Shah-e-Zeeshan Ka Marhaba Marhaba

मेरे ग्यारहवीं वाले पीर ग़ौस-ए-आज़म दस्तगीर / Mere Gyarahwin Wale Peer Ghaus-e-Azam Dastgeer | Mere Gyarvi Wale Peer Ghous-e-Azam Dastgeer